dreamboy_1
Age: 34
5866 days old here
Total Posts: 368
Points: 0
Location:
milan, Italy
Qissay teri nazar nay sunaye na phir kabhi Ham nay bhi dil ke dagh dikhaye na phir kabhi Aye yaad-e-dost aaj to ji bhar ke dil dukha Shayed ye raat hijr ki aaye na phir kabhi
dreamboy_1
Age: 34
5866 days old here
Total Posts: 368
Points: 0
Location:
milan, Italy
Jab yeh jhukti hai to duniya ki har shay apne andar smait leti hai Jab yeh dukhti hai to samundar ki gehraion se moti nikaal leti hai Jab yeh muskurati hai to duniya ki tamaam mosumiat apne andar jazzab kar leti hai Jab routi hai to arrash ko hilla deti hai
Aur....... Jab band hoti hai to duniya ko rula deti hai
dreamboy_1
Age: 34
5866 days old here
Total Posts: 368
Points: 0
Location:
milan, Italy
Hasrat nahi, armaan nahi, aas nahi Yadoon ke siva aur kuch mere pass nahi zindagi ki galiyon mein koun kisi ka hota hai Saaya bhi sath nahi deta jab Andhera hota hai
dreamboy_1
Age: 34
5866 days old here
Total Posts: 368
Points: 0
Location:
milan, Italy
Kaun kehta hai khamoshiyan khamosh hoti hain.... Khamoshiyon ko kabhi khamoshi se suno.... Kya pata, khamoshiyan aap ko woh keh dein.... Jiski aap ko lafzon mein talash hoti hai....
dreamboy_1
Age: 34
5866 days old here
Total Posts: 368
Points: 0
Location:
milan, Italy
Phir se tootay huway pattun ka sahara le kar Wehsht.e.dil kisi jugnu se udhara le kar Dasht.e.dunia me umeedun ka kinara le kar Me tujay yaad karun ek umar dubara le kar..
dreamboy_1
Age: 34
5866 days old here
Total Posts: 368
Points: 0
Location:
milan, Italy
Aap ki be rukhi ko bi rutba diya hum ne pyaar ka her faraz aada kia hum ne mat socho ke bhula diya aap ko aaj pher aap se pahlay aap ko yaad kia hum ne
dreamboy_1
Age: 34
5866 days old here
Total Posts: 368
Points: 0
Location:
milan, Italy
Kyun zindagi ki raah mein majboor ho gae Itne hue kareeb k hum door ho gae Aisa nahi k humko koi bhi khushi nahi Lekin yeh zindagi toh koi zindagi nahi Kyun iss k faisley humein manzoor ho gae
dreamboy_1
Age: 34
5866 days old here
Total Posts: 368
Points: 0
Location:
milan, Italy
Yeh Kya Muqaam-E-Shoq Hai, Na Aas Hai Na Pyaas Hai Yeh Kya Huwa K Lab Pe Tera Naam Aa K Reh Gaya Chiraagh-E-Shaam-E-Aarzoo Bhi Jhilmila K Reh Gayi Tera Khayaal Dil Kay Raastay Saja Saja K Reh Gaya