Age: 41
7652 days old here
Total Posts: 14160
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Basicallyy eid hotai hai bachon ki aur larkion ki yara bachpan main to bohat enjoy karty thay.. lekin abb wo baat nahi rahi koi milta hi nahi...aikdoosray say payar khatam hota ja raha hai... EID buss naam ki hai rah gai hai...
Age: 41
7652 days old here
Total Posts: 14160
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
~QUEEN~ said:
javad said:
~QUEEN~ said:
javad said:
aap apni first line parhain aap ne khud hi kaha hy K ye sach hy K mard aurtoon K peechy bhagty hain.......rahi baaat aurtoon ke parda na karny ki so wo krain ya na karain is ka jawab bhi uper jaky unhain dena hy aap ne nahi.........agar aurtoon pe hy K wo parda karky bahir nikla karain so mardon par bhi hy K wo apni nigahain neechi rakhain.........aap aurtoon ko dekhain hi na jo parda nahi karti.......par aap logon ko tou apni nigahon ka parda karna chahiye na........parda dono taraf ka ohta hy aurtoon pe hy K wo chadar prhain so mardon pe bhi hy K wo apni nigahein neechi rakhain.......
Apnay bilkul sahi kaha k aurat nay agay jaa kar khud hi jawab dena hai.. lekin being a muslim hamara farz hai k apnay bhai behan ko bachain.. mard k lie ankhen neechay kar k chalny ka hukam hai.... lekin jahan aurt dawat de rahi ho baat uski ho rahi hai... Aur hisab to har aik nay apna dena hai magar apnay bhai ko agg main jaty koi dekh sakta hai? aur jo aurten nikaab kar k nikalti hain unki taraf to larky ankh utha kar nahi dekhtay ya agar dekhtay b hain to bohat kammm baat har aik ko apnay aap ko bachany ki hai yahan main tumyy kuch quot krta hon "AIK BAR HAZRAT AIYESHA HAZOOR PBUH K PAS BETHI THEEN K AIK SAHABI AYE JO ANDHY THAY TO APP PBUH NAY FARMAYA K AIYESA PARDA KARO TO HAZRAT AIYSHA KAHNY LAGIN K YE TO ANDHYY HAIN ISKA JAWAB HAZOOR PBUH NAY DIA K TUM TO ANDHI NAHI"
buss baat samjhny ki hai jahan tak jo samjhyyy. Mardo par kisi kisam ki riyaet nahi.
main phir bhi yahi kahongi K aurton ko chahiye K wo parda karain so mardon ko bhi chahiye K wo apne nazrain neechi rakhain.......ye zarori nahi hy K mard naqab karny walion ko nahi dekhty......burky waliyun ko tou ziada dekhty hain........... boyz ko agar ye tension hy K larkiyan parda nahi kartein hain so wo unhain dekhain hi na oar nahi unhain koi tension ho.......
AGREED mard ko bhi nazren neechay rakhny ka hukam hai.
baat wohi hai.. k yahan kuch bho one sided nahi...