Forums
All replies posted by kOoLeSt1
kOoLeSt1
Age: 124
6627 days old here
Total Posts: 5559
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
thnks bro :-)
kOoLeSt1
Age: 124
6627 days old here
Total Posts: 5559
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
best of LUCKKK
kOoLeSt1
Age: 124
6627 days old here
Total Posts: 5559
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
posting nd eating....
kOoLeSt1
Age: 124
6627 days old here
Total Posts: 5559
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
nce collection.......
kOoLeSt1
Age: 124
6627 days old here
Total Posts: 5559
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
hAppy hAppy BirThDay
kOoLeSt1
Age: 124
6627 days old here
Total Posts: 5559
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
gd sharing...
kOoLeSt1
Age: 124
6627 days old here
Total Posts: 5559
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
app ko rasta nahe maloom tu aye kitu hein?
kOoLeSt1
Age: 124
6627 days old here
Total Posts: 5559
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
kOoLeSt1
Age: 124
6627 days old here
Total Posts: 5559
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
HaPpY HaPpy Bday
kOoLeSt1
Age: 124
6627 days old here
Total Posts: 5559
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
pehle roushni ko tarasne wale, aaj hain hum shayon se dosti rakhne wale woh suna chuke hain humein apna faisla, har sawal ka jawab sawal se dene wale kyon umeed karke udas karon khud ko, jhooti *** banaee kwabon mein rehne wale teri nasseb mein hai sirf sohrat-e-harf, nahi milenge lafzoon ko mehsoo karne wale [sohrat-e-harf= fame as a word smith, or fame of letters] woh laga gaye hain mujh par ilzam kya kya, rooz fareb, hamesha se ghaat karne wale koun koun se zakmon ko chupaoon main, itne gehre hain mere ghaw nahi chupne wale kya pyar karon ab to nafrat bhi nahi ati, youn loot gaye mujhe bewafaee karne wale bech deta hai zamana masihon ko 'Nazeer' rehbar he the Isa ko saleeb tak pohchane wale
kOoLeSt1
Age: 124
6627 days old here
Total Posts: 5559
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
jaata hoon tere dar se mujhko tum bhula dena ho sake to aisa bhi karna bahut dinon tak ilzaam na dena thoda pyaar bhi yaad rakhna thodi muskaane bhi aye mere haseen dost mujhko sirf ilzaam na dena teri yaad pal pal sataayegi phir zindagi is patte ko udaa le jaayegi jaata hoon tere dar se mujhko tum bhula dena kaash kuch din aur hote kismat mein kaash main adna insaan na hota jaata hoon tere dar se mujhko tum bhula dena tera dard ab na baat paoonga teri kismat phir kahan sanwaar paoonga jaata hoon tere dar se mujhko tum bhula dena ho sake to kabhi mujhe maaf kar dena ho sake to mere liye apne aansoo khud ponch lena jaata hoon tere dar se mujhko tum bhula dena
kOoLeSt1
Age: 124
6627 days old here
Total Posts: 5559
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
tumhe.n bhuul jaa_uu.N ye hotaa nahii.n ko_ii vaqt ho dard sotaa nahii.n na ho jaao bad_naam tum is liye mai.n ro ro ke daaman bhigotaa nahii.n ye vo fasl hai jo uge Khud-ba-Khud ko_ii dard ke biij botaa nahii.n ye maanaa ke tuufaan kaa zor hai mai.n ghabaraa ke kashtii Dubotaa nahii.n
kOoLeSt1
Age: 124
6627 days old here
Total Posts: 5559
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
yeh zara zara si bat py ye trah trah k azab kyon jo kisi sy b khafa na ho mujy us KHUDA ki talash hy bina humsafar k kab talak koi musafton main lga rahy jahan koi kisi sy juda na ho mujy us rah ki talash hy mujy daikh kar jo ik nazar mery sary dard smaj sky jo is kadar ho chara gar mujy us nigah ki talash hy yeh jo sahta sy hain kehkahy mery dil ko lagty hain bojh sy woh jo apny ap main mast ho muji us hasi ki talash hy
kOoLeSt1
Age: 124
6627 days old here
Total Posts: 5559
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Main Ne Parindo Se Pyaar Kya To,, Woh Urh Gaya Main Ne Sooraj Se Pyaar Kya To,,, Woh Gharoob Ho Gaya Main Ne Chand Se Pyaar Kya To, Woh Badlon Main Chup Gaya Main Ne Pani Se Pyaar Kya To, Woh Beh Gaya Main Ne Baraf Se Pyaar Kya To, Woh Pighal Gaya Main Ne Barish Se Pyaar Kya To, Woh Baras K Thum Gaya Main Ne Aag Se Pyaar Kya To, Woh Bujh Gai Main Ne Phoolon Se Pyaar Kya To, Woh Murjha Gaya Main Ne Kanto Se Pyaar Kya To, Wo Toot Gaya Main Ne Janwaron Se Pyaar Kya To, Woh Meri Zaban Na Samjh Sakay Or Jab..Main Ne Insaan’on Se Pyaar Kya To, Woh Be-Wafa Niklay
kOoLeSt1
Age: 124
6627 days old here
Total Posts: 5559
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Aankh jab ashk bahaaye toh mujhe likh dena! Jab meri yaad sataaye toh mujhe likh dena! Koi sawan ki ghata jab tere chatt pe aake, Aag si dil mein lagaye toh mujhe likh dena! Shab ke sannate mein jab toota hua dil koi, Dard ka geet sunaye toh mujhe likh dena! Haath phir dekhna apne shab-e-tanhaai mein, Uski har lakheer bulaye toh mujhe likh dena! Aye meri jaan-e-jahaan teri wafa ke moti, Bheegi palkein jo lutayein toh mujhe likh dena! Koi muh zor hawa jab hamari ulfat ki yaad, Dil se sare naksh mitaaye toh mujhe likh dena
kOoLeSt1
Age: 124
6627 days old here
Total Posts: 5559
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Talaash li kushi meine gum k ashiyane me Kya dega mujhe ab or is zamaane me Itna bereham na bane koi kisi k liye Jiteni duniya bangayi mujhko satane me Pita raha ashko ko kuch na kha kisi se Har hadhe par ki humne gum uttaney me Mujhse kya khata huei ya mere dil se K sab saatne aaye hass- 2 kar mujhe roolane me Poochta hai “Ashiqe” kya khata huei mujhse dosto Ki koi saat nahi deta mera muskarane me Khatam kardo mujhko aye duniya walo K zayda waqt na lagega mujhe soolane me
kOoLeSt1
Age: 124
6627 days old here
Total Posts: 5559
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Palkon pe aanso’on ko sajaya na jaa saka us ko bhi Dil ka haal bataya na jaa saka zakhmon se choor choor tha yeh Dil mera ek zakham bhi us ko dikhaya na jaa saka jab teri yaad aayi to koshish ke ba wajood aankhon main aanso’on ko chupaya na jaa saka kuch log zindagi main aise bhi aaye hain jin ko kisi bhi lamhe bhulaya na jaa saka bas is khayaal se kahin us ko dukh na ho hum se to haal-e-ghum bhi sunaya na jaa saka woh muskuraha tha mere ru-ba-ru magar chehre ka rang us se chupaya na jaa saka tanhaiyon ki aag main hum jal gaye magar faasla ana ka mitaya na jaa saka
kOoLeSt1
Age: 124
6627 days old here
Total Posts: 5559
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
DARD… mara afsurda chehra isliye b zard rahta hai.. .. mujhe apne elawa b kisi ka dard rahta hai…. Tumharay dam qadam se hay ye mosam ki rangini… tumharay baad sara saal mosom sard rahta hai. Tumharay baad baqi aur to sab theek hay lekin…. Jaha “DIL” tha kabi pehlay wahan ab DARD rahta hai..
kOoLeSt1
Age: 124
6627 days old here
Total Posts: 5559
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Fairl_Girl said: Ab yad delaye kon tumhen, Ye saal b aakhir beet gaya, Aur apna b koi dosh nahi, Ye bazi b jag jeet gaya, Wo sard hawayen ab b hen, Rangeen fizayen ab b hen, Wo bhegay bhegay pani ki, Pur-shor sadayen ab b hain, Main ab b udher ko jata hon, Aur dil apna sulgata hon, Ab tum nahi hote sath mery, Hotey hen khali hath mery, Pur-shor sadayen pochti hen, Wo sard hawayen pochti hen, Wo kahan gaya sathi tera.? Kya phir ye zamana jeet gaya...???
kOoLeSt1
Age: 124
6627 days old here
Total Posts: 5559
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Fairl_Girl said: KOOLEST KA KOI PATA HAI
haan g hai..
kOoLeSt1
Age: 124
6627 days old here
Total Posts: 5559
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Miss mine said:
kOoLeSt1 said: Main Bhula Chuka Sabhi Waastey Jo Thay Manzilon Ke Hasool Mein Mairi Manzilon Ke Hasool Mein Teri Raah Aaye To Kya Karoon Jo Pukaarta Tha Her Aik Gharri Jo Jurra Tha Dil Say Larri Larri Koi Shaks Aisa Ager Kabhi Mujhey Bhool Jaye To Kya Karoon Kabhi Saath Tha Jo Ke Doo-ba-Doo Tha Humesha Mairey Hi Ru-ba-Ru Jo Barrha Raha Tha Qadem Mairey Woh Hi Dagmaga jaye To Kya Karoon Woh Charaagh-e-Dar Jo Jala Kabhi Main Bujha Chuka Hoon Magar Kabhi Ke Bujha Huwa Bhi Diya Ager Maira Ghar Jalaye To Kya Karoon Mainey Aks Tak To Mitta Diye Sabhi Aainey Bhi Chupa Diye Tujhey Daikhta Koi Door Say Mairey Pass Aaye To Kya Karoon
nice collection koolest mehrabani
kOoLeSt1
Age: 124
6627 days old here
Total Posts: 5559
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Rapunzel said: Saamnay aa key nigaahoon ko churaata kiyoon hay Hay ager piyaar ussay bhee to chuppaata kiyoon hay Chain din main hay ussay aur na raatoon ko sakoon Itnee qurbet hay to phir rooth kay jaata kiyoon hay Youn to main bhool gaya hoon ussay maazi kee tarah Dil ko her waqt mager yaad woh aata kiyoon hay Teri faryaad sunni hay na sunnay ga koi Phir bhee tu haath duaaoon ko uthaata kiyoon hay
kOoLeSt1
Age: 124
6627 days old here
Total Posts: 5559
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
nice poetry tasha
kOoLeSt1
Age: 124
6627 days old here
Total Posts: 5559
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
kOoLeSt1
Age: 124
6627 days old here
Total Posts: 5559
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Rapunzel said:
kOoLeSt1 said: paani per bhi zaad-e safar main piyaas tu letey hain chahney waley aik dafa bin baas tu letey hain aik hi sheher main reh kar jin ko izn-e deed na ho yehi bohat hai, aik hawa main saans tu letey hain rasta kitna dekha howa ho, phir bhi shah-sawaar aerh laga kar apney haath main raas tu letey hain phir aangan dewaroo.n ki onchaai main gum hoon gai pehley pehel ghar apnoo.n k paas tu letey hain yehi bohat hai k bachey khaali haath nahi hain apney purkhoo.n ki meraas tu letey hain
bohat Khoob shukria
kOoLeSt1
Age: 124
6627 days old here
Total Posts: 5559
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
kOoLeSt1
Age: 124
6627 days old here
Total Posts: 5559
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Fairl_Girl said: Surkh Ghulab k Sarey Mausam Tere Naam Her Subah ka pehla Ujaala Tere Naam Teri Yaad ka behta Darya Mere lye Behti Jheel mai Phool Kanwal ka Tere Naam Jitne Khawab Khuda ne Mere Naam likhe Un Khawabon ka Resha Resha Tere Naam Tere bina jo Umar Beeti Beet gayi Ab is Umar ka baqi Hissa Tere Naam
bohot achay
kOoLeSt1
Age: 124
6627 days old here
Total Posts: 5559
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
nice
kOoLeSt1
Age: 124
6627 days old here
Total Posts: 5559
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
kOoLeSt1
Age: 124
6627 days old here
Total Posts: 5559
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
sm1