Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
time na honay ki ban pay pora nahin thora sa para hai ager ap islam ki history daykhayn to aksar jangon kay bad beshak woh unho nay khud na start ki hon lakin jab woh jheet jatay thay to wahan kay logoon ko kuch options daytay thay ya to woh money dayn ya phir muslman ho jayen woh loog kyionkay pesay kay lalchi thi boht say loog srif khof main ya pesa bachanay kay liay musilman ho gaye na kay silam say impres ho kay jiski wajahs ay unki new jen jo aye woh islam say mazed dor say dor hotay gaye shayed yeh tarika sword main na ata ho lakin isnay islam ko nuksaan panchayia yeh meri apni soch hai or % chance hain yeh ghalt ho lakin mughay jo laga mainay keh deyia
Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
han wesay is dafa sri lanka nay black caps ko unkay ghar or india nay s.a ko unkay ghar main hara kay maza kara deyia hai wesay ab 20\20 shorow ho raha hai pak main local teams ka woh apnay kabhi daykha hai
Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
kafi had tak yeh bat sahi hai lakin har insaan ki apni personality hoti hai kuch loog chatay hain kay woh apni batayn dosron kay sath share karayn jabkay kuch loog meri tarahn kay apni batayn srif apnay tak hi rakhna pasend kartay hain
Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
mainay spread by the sword kay expl nahin pari time nahin tha aj sory lakin mera apna yehi khyial hai kay ap(saww)kay bad kafi logoon nay apnay fayeiaday kay liay islam ko wajah bana kay hakomat hasil ki jiski wajah say islam phela lakin sahi tarahn nahin
Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
koi bat nahin je har insaan ka apna nazeryia hota hai ager ap shorow say chand reply par layn meray to ap ko meri baat sahi tarahn samgh lag jayegi kaymain kyia kehna cha raha hon
Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
yeh to waqay hi sochnay wali bat hai wesay sharim to ani chaye lakin nahin ati kyia reason ho sakta hai iska? apki batayn par kay to meri ankhon main ansooo a gaye hain kay main kesa insaan ho shukryia apnay meri ankhayn khoool di