Age: 124
7064 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
han na boht hi zeyiada lakin umeed hai woh acha khaylangay bus aik khatra hai woh yeh kay woh kabhi bhi s.a main acha nahin khaylay or ab to prs bhi hai daykhtay hain kyia hota hai
Age: 124
7064 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
pak kay fans kay liay sad news m.yousif shayed s.a kay khalaf na kheel sakayn unho nay pcb say request ki hai kay unhay HAJJ pay janay ki ijazat di jaye india ka match shoro honay wala hai daykhtay hain test main india kyia karta hai
Age: 124
7064 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
talaaq mard dayta hai ager woh mazed shadi ko cont nahin karna chata or same isitarahn khula ka haq orat ko hai ager koi sahi reason ho to khula or talaq daynay ya laynay walay ko bora nahin kaha geyia lakin ager beghair kisi reason kay hai to phir bora kaha geyia hai marzi ka matlab hai kay larki say shadi say pehlay pochna kay woh is shadi say razi hai ya nahin sir f3 dafa aqrar karnay ko marzi nahin kehtay islam main to is bat ki bhi ijazat hai kay ager koi orat samghti hai kay woh is shadi ko cont nahin kars akti to woh khula lay sakti hai yeh haq islam nay hi khuwateen ko deyia hai or talaq/khula halal hai lakin yeh halal chezon main wahid cheez hai jisay upewr wala pasend nahin karta lakin yeh halal hai isliay jayez hai lakin ager sahi reason ho to sari bat ka yehg mutlab hai ager koi larki/larka shadi kar laytay hain or woh samghtay hain kay woh is shadi ko mazeed cont nahin kar saktay sahi reason ki wajahs ay to woh talak/khula lay sakta ya sakti hai or yeh islam main halal hai to usay bora nahin samgha ja sakta yeh to hamari apni society ka kasore hai nahin to islam har aik ka pora khyial rakhta hai
Age: 124
7064 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
mughay abhi tak yeh information mili hai daykhayn poranay zamanay main 2 gawah hotay thay jsiki wajah say loan wapis laynay main masla nahin hota tha or ab beghair kisi gart kay koi bhi udhar nahin dayta or ab to banks loan pay apki insurance kara laytay hain takay unhay bad main koi tension na ho isliay kahin bhi books main iskay mutaliq apko jawab nahin milayga kyionkay loan srif gart pay milta hai otherwise nahin milta isliay wapisi ki kisi ko bhi tension nahin hoti lakin ager ap nahin pay kar patay to same case hoga mean udhar wala hi meri information kay mutabiq
Age: 124
7064 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
bus hamaray cr sahib apnay apko zara zeyiada hi samgh rahay thay baqi student becharay kuch nahin kehtay lakjin jawad to phir jawad hai mainay kabhi bhai ki zeyiadti bardasht nahin ki to woh kon tha ho geyia phada aj cr sahib nay mafi mang li hai mamla thand ho geyia hai wesay abhi to life main maza anay laga tha
Age: 124
7064 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
hum kyia karayn hum tugh say alag hain hum moot ko zindgi manta hai nafrat na kar khud say pyiar kar ton ton han kehay to yeh zid chor don main yeh to nasibon ka kam hai har dil pay likha aik nam kis dil pay likha kiska nam janay ram janay ram janay ZAKHIM
Age: 124
7064 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
abhi unka asal test baqi hai abhi unho nay s.a ki real bowling ko face nahin kyia meray khyial main yeh matches unki cricket ka faisla karayngay ager achi perf kardi to direct world cup main nahin to yeh last chance sabit hoga or yeh bat dada bhi achi tarahn janta hoga
Age: 124
7064 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
yeh to hai pak india kay matches ki to bat hi apni hai woh to aik alag hi nasha hai wesay baz dafa ager teams braber ki hon to matches boht achay hotay hain