Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
studies tapo top ja rahi hain lakin agay boht kam hai meri to himat jawab day rahi hai meray liay duaa karna meray agay little exams bhi hain ap sunayio
Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
thanks je han na abhi tak jitnay bhi international 20 walay macth huway hain teams nay serious hokay nahin khayla lakin worldcup main sab mehnat karayngay to khob maza ayega
Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
boht zeeyiada to nahin lakin kuch daykhi hain lakin mughay woh atract nahin keyia woh kehta hai yahan yeh likha huwa hai woh likha huwa hai lakin mera khyial hai usay chaye kay woh kahay quran main yeh likha hwua hai or usko agay rakh kay maslay ka hal batye na kay srif ratay mar kay a jaye
Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
wah ji wah
ayena daykh kay begana ho geyia khud apnay hi husan ka dewana ho geyia humnay bhe leyia mukablay husan main hisa sabko to mila cup or humko jarmana ho geyia
Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
wah wah
college ki corridor main ajeeb kheel hota hai parhaye kay bhanay dilon ka mail hota hai notes ki badlay dilon ka sales hota hai isliay hi to papu hars aal fail hota hai
Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
irfan ko to india wapis bhej deyia hai main apki bat say inkar nahin karta lakin usay team main rehnay kay liay performance dayni hogi or is match kay bad ager sehwag ko team say na nikala to
Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
beshak or us main kabhi bhi error nahin ho saktay jahan tak bat hai to jitnay numbers main loog musilman ho rahay hain woh to beshak boht achi bat hai lakin jo pehlays ay musilms hain unka hal apkays amnay hi hai
Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
chelo phir aj main hi kard ayta hon lakin kal apnay hi karna hai ok
khuda humko esi khudaye na day kay apnay sawa kuch dikhaye na day khatawar damghay ge dunia tughay ab itni zeyiada safaye na day hansoo aj itna kay is shoor main sada siskyion ki sunaye na day mughay apni chadir main yoon dhanp lo zameen asmaan kuch dikhaye na day ghulami ki barkat samghnay lagay aseroon ko esi rehaye na day khuda esay ehsas ka naam hey rahay samnay or dikhaye na day