Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
han utha le hai acha keyia hai unka kehna hai kay play3ers ko sahi information provide nahin ke gaye thi kay kyia chez khani hai kyia nahin isliay according to pcb rules unko maf kar deyia geyia hai kyionkay pcb kay rules kay mutabiq ager koi jan kay nahin karta to uski saza maf ki ja sakti hai jabkay is say pehlays aza icc kay rules kay mutabiq di thi jsikay mutabiq koi beshak unjanay main kha lay positive anay pay saza zaror milaygi
Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
yara jan tak loog education nahin hasil karayngay iska koi ilag nahin hai khas kar jo loog villages main rehtay hain woh peroon ko boht mantay hain iska srif aik hi hal hai or woh hai education
Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
zabardast wesay mainay ak bat note ki hai khano main bora na manna jawab chaye iska yeh jitnay bhi pathan hotay hain bachpan main baray sonay hotay hain bad main utnay sonay nahin rehtay reason
Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
mushkil lagta hai kay jhetay wasim akram nay sab say achi bat kahi hai india kay barayn main kay ajkal unki team ko groundd main daykh kay lagta hi nahin hai kay koye team kheel rahi hai lagta hai 11 players kheel rahay hain or apni team main poition paki karnay kaychakar main hainteam haray ya jhetay no tension gnguly kay anay say aik fayida yeh bhi hoga kay left and right ka combinition ho jayega jo bowlers khas kar nitini ko kafi preshan karayga
Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
dil to yehi karta hai par lagta nahin is dafa ause ki team pehlay say achi hai or unka home ground bhi hai or engl ki tem last time kay mukablay main achi nahin hai eng jones ko zeyiada mis karayga compare to tras or vaghun
Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
mughay zeyiada to nahin pata par meray khyial main to yeh bhi udhar hi hai kyionkay yeh hamari apni ya parents ki kamaye hoye money to hai nahin loan kisi shaiks ka na sahi govt ka to hai na