Age: 124
7061 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Poem I am a single tree In this vast desert In this desert of boredom I have no friends of the same path I have no friends of the same faith Th sweet melody of the bodds And the affectionate whiseper of the springs Die out in the distance And my ends Are full of jry songs of love links
Age: 124
7061 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
reema khannnnnn kay interview daykh kay esay lagta hai jesay hum drama daykh rahay hain banda inter to sahi day latest inter main usnay akha hai kay uska ajkal fav musharif hai toba hoti hai jhoot ki bhi
Age: 124
7061 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
true lakin yar boht kuch badla hai tabahi itnay badray pemanay pay thi kay yeh sab aik saal main nahin ho skata tha or zeyiada tabahi padhare alakon main hoye hain wahan tak saman pohnchana bhi masla hai and pak ko bahir say 6 and half arib doll ki amdad ka wada keyia geyia tha jis main say ab tak srif ponay do mill milay hain or bahi boht maslay hain jesay kay hakomat unko kahin dosri jaghah jo theek ho ghar bana kay dayna chati hai jabkay wahan kay loog nahin mantay halakay hakomat nay us jagha ko red zone karar day deyia hai
Age: 124
7061 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
jahan tak tuition ki bat hai to woh isliay laytay hain kay unko english nahin ati or aksar students iskay bad bhi fail ho jatay hain eng main jabkay urdu main esa nahin hota jahan tak sharmindgi ki bat hai to shamrmindgi nahin honi chaye par dunia kay sath chalnay kay liay uskay sath chalna padrta hai na chelo main apni he misal dayta hon mera irada mba main yahan aik uni main dakhila laynay ka hai ager mera merit ban bhe geyia or peson ki bhi pro nahin lakin mughay pata hai mughay wahan dakhila nahin milayga kyionkay meri english bolna achi tarahn nahin ata jabkay wahan saray test or inter english main hoga
Age: 124
7061 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
zabardast jee Main Darta Hoon! Haqeeqat k Safar Se Jo Dasht Se Zayada KarbNaak Aur Samandar Se Zayada Gehra Hay Jahan Pyaas k Jungle Mayoosi k Saaye Aur Shayed Umeed Ki Ik Kali Hay Jo Kabhi Khilti Hay Aur Kabhi Murjha Jati Hay yeh to boht acha he