Age: 125
7105 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
befikar ho jayio kise no nahin dasda saday karobar wech razdare tay sab to pehla honde aye srif aik note aray yeh to ap hamary kisi mukame delar say rabta karay humto badra pemanay pay kam kartay hain
Age: 125
7105 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
tay or kee apka ager koi order shorder hao to bata do ajkal time bilkul nahin hai 1000 wale not ka srif 5 rupee charge kartay hain apkay liay to special offer hoge
Age: 125
7105 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
pasend ke shadyion say usa ka matlab hai kay shade karlo ma peyio no dusan de ke lodr aye aray banday ka dil ab star + daykhnay ko kar he jata hai bachon ko sharim kare chaye woh kyia kar rahay hain rites koi bhe ladrke azadna kisi bhe ladkay kay sath date pay jaye no tension or koi bhe maa baap apne kudre ko lor lor phirnay say nahin rok saktay abhe inpay tabserah karo baqe bad main
Age: 125
7105 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
daykhayn ager kisi kay parents boht ameer hain to theek hain nahin to ajkal itnee mehngaye kay dor main aik aam shiks kesay apna guzara karta hai yeh woh hum say behtar janta hai urdu to sab bol laytay hain lakin ghalt salit gramer say mutlab tha kay sahe urdu ajkal pak ke aksar loog becharay unpadr hain jiske wajah say woh apnay bachon ko sahe tarahn nahin bata saktay kyionkay dheyiaton mainkam say kam urdu nahin bole jate zeyiada tarh bachay govt school main apdrtay hain jinka hal boht bora hai is wajah say unke tarbeyiat shorow say he nahin ho pate or bad main english wesay he nisab say out ho jate hai is wajas say bachay main shoq peda nahin hota kay woh ache urdu bolna sikhay iske bajaye woh tote phote english ko he ahmeyiat dayta hai
Age: 125
7105 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
khuwateen kay rites pay ultay sidhay qanon bana rahay hain baligh girl ke age 18 ke bajaye 16 takay ajkal jo pasend ke shadtyian tv pay boht dikhaye jate hain woh zeyiada parwaan chadray sikay alawah bhe khuwateen kay rites kay naam pay esay qanoon bana rahay hain jo usa ya europ main to theek hain lakin islam kay nukta nazar say theek nahin hain
Age: 125
7105 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
maa baap kyia karayn ajkal life itne mushkil hai kay unkay pass itna time nahin hota kay woh bachon ko urdu gramer padrhatay phirayn yeh kam hamaray school ka hai jahan pay urdu say zeyiada punjabe bole jate hai pak main had hai
Age: 125
7105 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
zarorat ka sab saman hota hai lakin market main nahin layia jata abhe jo chene ka mamla huwa tha is main hamray do char adad badray logoon ka hath tha unke sugar mils the or unho nay chene market main bhejna band karde takay price main izafa kar sakayn
Age: 125
7105 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
iska jawab to girls zeyiada acha day sakte hain inka to pata nahin barhal govr jo laws ajkal lago karna cha rahe hai us say to uper wala bachaye usa kay kehnay pay is had tak tubha meri tubah
Age: 125
7105 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
jsi banday nay m.a urdu keyia hota hai loog kehtay hain isnay to time he zayia keyia hai or us becharay ke education ko koi impt nahin de jate akhir kyion
Age: 125
7105 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
oye zalimo w.indes kay sath badre bore hoye hai yeh mahrof ko to apna boom boom daykh layga jitnee bore aj west kay sath hoye hai itnee pak nay sbakay sath apnay pool matches main karne hai or bad main semi final main karwane hai shayed ause say
Age: 125
7105 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
yar ajakl pak main istarahn ke lang bole jate hain pure english=burgers people pure urdu=old is gold kism kay chachay punjabe+urdu+enlgish=local awam(mix achar zayekay dar) pure local lang=pendo
Age: 125
7105 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
leaders urdu ki kya fikar karaingay woh to mulk ki fikar tak nahi kartay. bus sab say badra masla to yehi hai jabkay tak yeh hal nahin hota kuch nahin ho skata meray pass bhe b.a ke degree nahin hai nahin to main he election ladr layta
Age: 125
7105 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
oor khula ka haq to hai he khaton kay pass takay wohsoch samgh kay faisla lay sakay ab ager hamara nizam nahin theek nahin hai to kyia keyia ja sakta hai