olldman

Age: 124
6226 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
olldman said:

Rapunzel said:


Ghost!


Nahi darti na, bas sirf choue(mouse)
Posted 27 Jul 2008

olldman

Age: 124
6226 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Mystique said:

olldman said:

Mystique said:

olldman said:

~tasha~ said:

olldman said:

->



??????


One went that way.


We should follow it.


After you Mystique

No no, after you janab!


Ohh O ke stay right next, no no I have an idea lets send Rapunzel ahead.
Posted 27 Jul 2008

Topic: Dream Houses

olldman

Age: 124
6226 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Mystique said:

olldman said:

Fantastic signature, Mystique.



Thank you janab.


Welcom jee. Rang bahut payre hein.

Have a restful weekend.
Posted 27 Jul 2008

Topic: Dream Houses

olldman

Age: 124
6226 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Rapunzel said:

olldman said:

Rapunzel said:

sahih kah rhe hain Ap aik shair mere zehan mein aya hai is post se

Ye aur baat hai k tameer na ho payein
Werna har zehan mein hote hain kayi Taj-Mahal
(sorry agr kuch ghalti hogyi hi shair ki wordings mein)



Sahi, kehi to nahi, ayk do mahal zaroor hein tameer hone ko. Mazzedar dream to hein na ji.


lolz chalein umeed hai jald hi haqeeqatmein ban jayein ap k Mahal


Bahut shukarya duaon ka. Lakan jaldi nahi,dreams khatum ho jaein ghe saath hi.
Posted 27 Jul 2008

olldman

Age: 124
6226 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
A lovely collection. Flower, a unique and useful creation.
Posted 27 Jul 2008

Topic: Castles

olldman

Age: 124
6226 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Bahut khoonsurat hein.

Mere rahne kable nahi,ghar jaisi ronak nahi castles mein.
Posted 27 Jul 2008

olldman

Age: 124
6226 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Rapunzel said:

olldman said:

Rapunzel said:

sun_shine said:

Assalam O alaikum

*Oh What can i say.
I think agar sazae maut ko umar kaid yani 25 saal main tabdeel kiya jaye tho Phir bhi yeh sazae maut jaisa tho hain
25 saal buhat hotay hain
Aaj kal aik shaks ki poori zindagi 25 saal hoti hain



Waalaikum assalam
haan tum theek ho dear lekin is saza ka itlaq sab per kaise ho sakta hai yar jinhon ne 4 4 qatal kye ho unhein tu maut ki saza honi chhaiye


Aap ki char char qatal ki baat/sawal sahi hai Rapunzel. Lakan aap un becharon ka souchein jo beghunnah iss makaam par pounch jaate hein. Sirf aurr sirf ayk beghunnah ki agar jaan bach jai uss insaani jaan ke liye kaya qanoon ko badalte dekh sakein ghi?

Mein to iss baat ke haq mein hon ke qanoon maut ki saza ko badal kar umar kaidh kar deni chaiye.
Qanoon ache hein lakan qanoon ko chalaane walon ki, akal, samajh aurr niyat mein appx.95% zaroorat hai teekh hone ki.


beshak Apki baat theek hai lekin agr kisi k 2 jawan beton ko mar dya jaye tu kya sazaye maut ki khabar us maa ko tasali nhi de gi???yeahan per aise bi loog hain jo ba-zahir jail mein rahte hain lekin dar haqeeqat bahir hain aise mujrimon k lye tu phansi honi chhaiye na jageer dar aur rayees tabqa in logoon k lye tu ye bohat asan kheel hai aur rhai bat jo log be-gunah hain bilashubah ap sahih hain lekin be-gunahon k case kon leta hai?? Wo bechare tu bahir nikal ayain tu bi sari zindagi qatil k nam se pukare jate hain


Phali baat Rapunzel jee, mein bhare fakhar se kahoon gha ke Pakistani larkayan shahriyat kissi mulk ki bhi ho, especially Pakistan mein rahti kahan bhi hoon, bahut tareef ke kable hein. Mushkil se mushkil halaat mein unne apne aap ko bahut jald adjust kar ke aghe ki taraf bharne laghti hein. Zindabaad jee.

Larke, bahar rahne wale to kable fakhar hein, lakan Pakistan mein rahne walon mein kamzorayen bahut pai jaati hein. Degrees le kar apne mulk ko chorna, mulk ka bahut bhara naksaan hai.
Dukh se mujhe ye khana parta hai
Posted 27 Jul 2008

olldman

Age: 124
6226 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Rapunzel said:

olldman said:

Rapunzel said:

sun_shine said:

Assalam O alaikum

*Oh What can i say.
I think agar sazae maut ko umar kaid yani 25 saal main tabdeel kiya jaye tho Phir bhi yeh sazae maut jaisa tho hain
25 saal buhat hotay hain
Aaj kal aik shaks ki poori zindagi 25 saal hoti hain



Waalaikum assalam
haan tum theek ho dear lekin is saza ka itlaq sab per kaise ho sakta hai yar jinhon ne 4 4 qatal kye ho unhein tu maut ki saza honi chhaiye


Aap ki char char qatal ki baat/sawal sahi hai Rapunzel. Lakan aap un becharon ka souchein jo beghunnah iss makaam par pounch jaate hein. Sirf aurr sirf ayk beghunnah ki agar jaan bach jai uss insaani jaan ke liye kaya qanoon ko badalte dekh sakein ghi?

Mein to iss baat ke haq mein hon ke qanoon maut ki saza ko badal kar umar kaidh kar deni chaiye.
Qanoon ache hein lakan qanoon ko chalaane walon ki, akal, samajh aurr niyat mein appx.95% zaroorat hai teekh hone ki.


beshak Apki baat theek hai lekin agr kisi k 2 jawan beton ko mar dya jaye tu kya sazaye maut ki khabar us maa ko tasali nhi de gi???yeahan per aise bi loog hain jo ba-zahir jail mein rahte hain lekin dar haqeeqat bahir hain aise mujrimon k lye tu phansi honi chhaiye na jageer dar aur rayees tabqa in logoon k lye tu ye bohat asan kheel hai aur rhai bat jo log be-gunah hain bilashubah ap sahih hain lekin be-gunahon k case kon leta hai?? Wo bechare tu bahir nikal ayain tu bi sari zindagi qatil k nam se pukare jate hain


Aap ke point sare ke sare sahih hein, kissi maa ke liye to koi souch bhi asaan nahi rahti, jaab uss ke beton ko mar diya jai.

Maut kissi tarah bhi ho wo saza to nahi maut hi hai. Qanoon danon ko chaiye ke wo qanoon ki puri hifazat karen.Qatlon aurr aise hi mujromon ko sahi saza bhughtani chaiye na ke tafree gha.
Posted 27 Jul 2008

olldman

Age: 124
6226 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Waalaikum assalam

Bahut khoobsurat.Very enjoyable, SS.
Posted 26 Jul 2008

olldman

Age: 124
6226 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Mystique said:

olldman said:

~tasha~ said:

olldman said:

->



??????


One went that way.


We should follow it.


After you Mystique
Posted 26 Jul 2008

olldman

Age: 124
6226 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Mystique said:

Is it Casper?


My favourite Casper. Hoping you go after it and find out.
Posted 26 Jul 2008

Topic: Dream Houses

olldman

Age: 124
6226 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Rapunzel said:

sahih kah rhe hain Ap aik shair mere zehan mein aya hai is post se

Ye aur baat hai k tameer na ho payein
Werna har zehan mein hote hain kayi Taj-Mahal
(sorry agr kuch ghalti hogyi hi shair ki wordings mein)



Sahi, kehi to nahi, ayk do mahal zaroor hein tameer hone ko. Mazzedar dream to hein na ji.
Posted 26 Jul 2008

olldman

Age: 124
6226 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
~CHANDNI~ said:

olldman said:

Its enjoyable, every time.



Thannnx dear i am Happy u r alweyz with me


Olldman says pleasure, Chandni.
Posted 26 Jul 2008

olldman

Age: 124
6226 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Rapunzel said:



Agar mushwaron se sab marzein dour ho jaen to Pakistan number one mulk ho taraqi ki nazar se.Yahan mushware dene walon ki kammi nahi. Sara mulk bhara hai.

Asif Zardari kissi masle ko hal kar le mushkil hai.Har masle ki jhar uss ka hal awaam mein hi aksar mile gha.

Aap ki ghalyun mein mahalon, ghaon aur sharon mein jab tak aap taraki ki banyadein aur raste humwar nahi karte, to aghe jaana bahut mushkil hai.
Kharayt ghar se shuru hoti hai, bahut aissa suna hai, dekhne mein to khabi nazar nahi aya. Mohale mein mohale daron ko hi ye merzein dour karni hein. Sayassi leader bhi yahan se hi nikalte hein.

Ayk bemari jo meri samajh mein ayi Pakistan mein bahut se MASTANDE(Sardar Abdul Qayum Khan 2007) nojawan kaam karna apni shaan ke khalaff samajhte hein. Ye kaissi souch hai? Menat karna, ye to fakhar karne ki baat hai.

Choti choti baton ka aap apne alakon mein khayal rakhein to barre massle khud hi dour hojaein ghe.

Ache leadron ki choice mile ghi to aap ache leader chun sakein ghe, isse bhi phale ache leaderon ko kissi ne acha banana bhi hai.


Posted 26 Jul 2008

olldman

Age: 124
6226 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Congratulations Chandbabu.
Posted 26 Jul 2008

olldman

Age: 124
6226 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Rapunzel said:

sun_shine said:

Assalam O alaikum

*Oh What can i say.
I think agar sazae maut ko umar kaid yani 25 saal main tabdeel kiya jaye tho Phir bhi yeh sazae maut jaisa tho hain
25 saal buhat hotay hain
Aaj kal aik shaks ki poori zindagi 25 saal hoti hain



Waalaikum assalam
haan tum theek ho dear lekin is saza ka itlaq sab per kaise ho sakta hai yar jinhon ne 4 4 qatal kye ho unhein tu maut ki saza honi chhaiye


Aap ki char char qatal ki baat/sawal sahi hai Rapunzel. Lakan aap un becharon ka souchein jo beghunnah iss makaam par pounch jaate hein. Sirf aurr sirf ayk beghunnah ki agar jaan bach jai uss insaani jaan ke liye kaya qanoon ko badalte dekh sakein ghi?

Mein to iss baat ke haq mein hon ke qanoon maut ki saza ko badal kar umar kaidh kar deni chaiye.
Qanoon ache hein lakan qanoon ko chalaane walon ki, akal, samajh aurr niyat mein appx.95% zaroorat hai teekh hone ki.
Posted 25 Jul 2008

olldman

Age: 124
6226 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
sun_shine said:

Assalam O Alaijum

*This Poem is Dedicated to All My Friends here

Life is a mixture of sunshine and rain,
Laughter and pleasure, teardrops and rain.

All days can't be bright but it's certainly true,
There was never a cloud the sun didn't shine through.

And you'll find when you smile your day will be brighter
And all your burdens will seem so much lighter.

For each time you smile you will find it's true
Somebody, somewhere, will smile back at you.

And nothing on earth can make life more worthwhile
Than the sunshine and warmth of a beautiful smile!


So SMILE Always And May Allah swt Bless You All Today and Always InshAllah...!
   




Waalaikum Assalam
Beautiful, greatfuly read, SS.




Posted 25 Jul 2008

olldman

Age: 124
6226 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Great poem. A magical title.
Posted 25 Jul 2008

olldman

Age: 124
6226 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Its enjoyable, every time.
Posted 25 Jul 2008

olldman

Age: 124
6226 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
~CHANDNI~ said:





Suno ek baat o sanam

Tum sai kaisai ye kahoon

Mujhe har lamhai mein

Tumhi yaad atai ho



Jaisai sang sahil kai

Ye lehar chalti hai

Jaisai sang phoolon kai

Khusbhoo bikharti hai

Waisai hi sang ho mere

Jaisai ek saya ho



Shama ye dil ki mere

Raushan hi tum sai hai

Jaisai koi deep jalai

Andheri in rahoon par

Tum mujhe thamai raho

Jaisai ek rehbar ho



Kabhi jo yunhi bauhat

Khud sai ghabraoon to

Mujeh bahoon mein sanam

Tum samait laitai ho

Mere hi sang raho

Jaisai ek jeevan ho



Suno ek baat o sanam

Tum sai kaisai ye kahoon

Mujhe har lamhai mein

Tumhi yaad atai ho.





A beautiful addition.
Posted 25 Jul 2008

Topic: Dream Houses

olldman

Age: 124
6226 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Fantastic signature, Mystique.
Posted 25 Jul 2008

olldman

Age: 124
6226 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
~tasha~ said:

olldman said:

->



??????


One went that way.
Posted 25 Jul 2008

olldman

Age: 124
6226 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Rapunzel said:


Ghost!
Posted 25 Jul 2008

olldman

Age: 124
6226 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Looking forward.
Posted 25 Jul 2008

olldman

Age: 124
6226 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Very interesting colours.
Posted 25 Jul 2008

olldman

Age: 124
6226 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Weird people, Great art work.
Posted 25 Jul 2008

olldman

Age: 124
6226 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Great pictures.
Posted 25 Jul 2008

Topic: Ocean Waves

olldman

Age: 124
6226 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Excellent pictures.
Posted 25 Jul 2008

olldman

Age: 124
6226 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Fantastic photos.
Posted 25 Jul 2008

Topic: Nails...

olldman

Age: 124
6226 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Not hammer and nails. Not my subject is it?
Posted 25 Jul 2008