dosselpoh said:
olldman said:
dosselpoh said:Thankz tasha n Oldman.. mera gift kahan ha???
Here you go two camels (all the way from Pakistan) loaded with gifts.
Custom clearance no problem for Jay, is it?.
mai ny gift manga tha.. deewar bananay ky lye bajrii ya cement nai:P:P..
yeh in ka driver CF ha???
dosselpoh said:Thankz tasha n Oldman.. mera gift kahan ha???
sun_shine said:
olldman said:Happy independence day Afghan. All Afghans every where.Duas for You S.S. And for all Afghans
Assalam O Alaikum
*Thank You Very Much Sir
Truly straight from My Heart Thanks Alot...!
WARMTH OF LOVE said:Ahan ... keep it up dear OLDMAN......
my neighbour
~CHANDNI~ said:
Bahoot bar kehna chaha tha mein par. Tum nahi samjhe
Hamari dosti aur pyaar ke bhich ki patli lakheer
mein paar kar nahi pata
Un nazdekiyo ka sabab batana chaha tha mein par. Tum nahi samjhe
Sang Chahta tha tumhare, saada ke liye
Tumhare liye apna pyaar jatana chaha tha mein par.
Tum nahi samjhe
kabhi jhakkar meri aankhon mein dekha hota
Saari dasta pad lete tum
Be inteha pyaar jhalakta tha tumhare liye in mein par. Tum nahi samjhe
Badal ko par kar, taaro ke chadar se jab chalkti chandni chu tha mujhko
To lagta Baaho mein bhar liya tum ne
Mein tadpta raha tumhare liye par iss tadap ko...
tum nahi samjhe
Apna kaam, Apne dost, Apne sapno mein khoya raha,
Apni Masrufiyat se tumhein na waqt mila,
Mere sapne, meri aarzoo, mere armano ko...tum nahi samjhe
Apne armano ko dafna kar jab mein kisi aur ka hua
Mere aanso pochte tum, mujhe samjhate raahe
Un aansoo ka kaaran, apna pyaar khone ki tadap,
Meri Adhuri kahani ko...tum nahi samjhe
Miss mine said:Kya Mila Tumhe Socho, Humko Azmaane Mein
Aag Lag Gayi Aakhir, Har Taraf Zamane Mein.
Tum To Chaar Din Mein Hi Apna Honsla Kho Bethe
Umar Beet Jati Hai, Ruthne-Manane Mein...
Tumne Sab Luta diye Ashq Meri Palko Ke,
Ik Zamaana Lagta Hai, Aainey Sajaane Mein.
Aaj hai Sabhi Masroof, Farak Sirf Itna Hai,
Koi Ghar Banane Mein, To Koi Ghar Jalane Mein.
Aaj Dil Hai Diwana, Uska Rukh Na Pehchana,
Saazishen Bhi Shamil Hain Jiske Muskurane Mein...
~CHANDNI~ said:
>To phir aao muj ko satao
To phir aao muj ko rolao
hum rehain na rehain
ghum sehain na sehain
shamien dhalien na dhalien
ye raatien katien na katien
To phir aao muj ko satao
To phir aao muj ko rolao
oooooooooooooooooooo
abhi jao abhi jao abhi jao
hum rehain na rehain
dil ki sunien na sunien
yeh tufan thamien na thamien
ye ansoo rukien na rukien
To phir aao muj ko satao
To phir aao muj ko rolao
oooooooooooooooooooo
abhi jao abhi jao abhi jao
sapno kai samander main
doob kai chalai jana hai
in rahon main jo khuwab hain
un khuwabon ko mujai pana hai
oooooooooooooooooooooooo
abhi jao abhi jao abhi jao
Miss mine said:Mera us sy taa'luq sirf itna hai
k us k naam par
seeney main dharkan rukne lagti hai
magar aansoo nahi rukte.....
~CHANDNI~ said:
Tum Jaise bidge babu sai mein ankhina bachaoon
Ankhon mein madu shale
rang bhare yeh piyale
chanda aur suraj dono mere
kano kai baale
apne aap ko kia samjho ho babu oh babu
Tum Jaise bidge babu sai mein ankhina bachaoon
Moon pur lat lehraye
ghun badra sharmaye
Neel gagan ka baaka rahi
payal badhaney aye
Tum Jaise bidge babu sai mein ankhina bachaoon
Miss mine said:Wo Jazbon Ki Tijarat Thi Yeh Dil Kuch Aur Samjha Tha
Usey Hasney Ki Aadat Thi Yeh Dil Kuch Aur Samjha Tha
Mujhe Uss Ne Kaha Chalo Nayi Duniya Basaty Hain
Usey Soji SHararat Thi Yeh Dil Kuch Aur Samjha Tha
Hamesha Uski Aankho Mein Dhank Se Rang Hoty Thy
Yeh Us Ki Aam Haalat Thi Yeh Dil Kuch Aur Samjha Tha
Mein Uske Pass Baithi Dair Tak Ghazlain Uski Sunti Thi
Usey Khud Se Mohabbat Thi
Yeh Dil Kuch Aur Samjha Thaa..
Miss mine said:Nazm Uljhi Hui Hai Seeney Main
Misrey Atkey Huey Hyn Honton
Udtey Phirtey Hyn Titlyo'n Ki Trha
Lafz Kaghaz Per Beth'te Hii Nahi
Kab Se Betha Hoon Main
Koray Kaghaz Pe Likh K Naam Tera
Bas Tera Naam Hi Mukamal Hy
Is Se Behter Bhi Nazam Kia Hogi..
~CHANDNI~ said:
chakori ka chanda se pyaar chakori ka chanda se pyaar chakori ka chanda se pyaar chakori ka
chanda se pyaar pyaari pyaari aankhon pe aankhen nisaar aankhen nisaar, aankhen nisaar
chakori ka chanda se pyaar chakori ka chanda se pyaar ho~o~o ye raatein suhaani ye pyaara
samaa ye raatein suhaani ye pyaara samaa, haa~aan mohabbat deewaani umangen jawaan, aa~aa~a
mohabbat deewaani umangen jawaan, aa~aa~a chheen liya aankhon ne dil ka qaraar dil ka qaraar,
dil ka qaraar chakori ka chanda se pyaar chakori ka chanda se pyaar lagan se teri hoke main
chuur chuur aa~aa~aa, aa~aa~a jaloon apani hi aag mein duur duur duur duur, ho~o~o chhote se
mere dil mein aramaan hazaar aramaan hazaar, aramaan hazaar chakori ka chanda se pyaar chakori
ka chanda se pyaar ho~o~o vafa tum karoge na maanenge ham, ho~o hamaare ho tum kaho khaake
kasam, aa~aa~~a haseenon ke vaadon ka kya aitabaar kya aitabaar, kya aitabaar chakori ka
chanda se pyaar chakori ka chanda se pyaar chakori ka chanda se pyaar chakori ka chanda se
pyaar
Miss mine said:Meri Subaho ko Tere shaamo ka..Meri shamon ko teri wadon ka..
Meri Raato ko teri Khuwabo ka ...meri neendo ko teri bahhon ka..
Meri jazbo ko teri chaaho ka...Behki behki se kuch khattaon ka..
Khoobsorat se kuch gunahoon ka...
Intezaar...intezaar...intezaar
Apne dilbar ka apne hamdam ka..apne jaanam ka ..intezaar
Surkh phoolo se mehka rasta hai...dil to mera mager zard patta hai
Aj ankhon se sab samander hai dil ka mausam to phir bhi banjer hai
Mehki mehki se kuch hawaoN ka..bheegi bheegi si kuch khataon ka
Intezaar...intezaar...intezaar
Apni badal ka apni baresh ka apni sawan ka intezaar
Apni dharkan ka apni sanson ka apni jeene ka intezaat
Koi badli kabhi is ratah aaye gi..piyas sadiyon ki phal mai bujh jae gi
Tujhko Lutakey meri aaghosh mein...dekhna waqt ki nasf tam jae gi
Aesa hone ko kuch duaoN ka...umer bhar jo melli un panahon ka
Intezaar...intezaar...intezaar
Tere aaane ka.. tujhko paane ka phir na jaane ka intezaar..
Intezaar Intezaar Intezaar