*janubabe said:
X Man said:AIK LARKI CHAHIY ....KHAASS KHAASS ...Ho MBA Pass Pass...
Us ka standard to high chahiy ...Mujhay aisi high fi ...AIk lugai chahiy ...
Coz Ye Kunwara Corner hai na .......
....bichary koi murgy phass hi jay gye na
Main hoon aik kunwara ...aik kunwari chahiy .....
Akela hai mr Khiladri miss Khilardi chahiy ....
Kunwaray Logoon ga, Sathi ....Kunwara Corner...
X Man said:hhhmmmmmm sorry i am busy ....
X Man said:oooo Hamain bas ye pata hai wooo..
Bohut hi khobsorat hai ...
lifafay k liy laikin patay ki bhi zaroorat hai ....
Hum nay sanam ko khat likha....
Hum nay sanam ko khat likha....
Khat main likhaa ayee.. Dil ruba dil ki gali ..shehr wafa...
wah wah
Hum nay sanam ko khat likha....
Khat main likhaa..
Pepal ka ye pata nahi ..kaghaz ka ye tukra nahi ...
Pepal ka ye pata nahi ..kaghaz ka ye tukra nahi ...
is dil ka ye arman hai ..is main hamari jan hai ..
aisa gazab ho jay na ..rastay main ye kho jay na...
hum bari takeed ki ...dala jab isay dak main ..
ye dak babu say kaha ....
Hum nay sanam ko ...
Hum nay sanam ko ...khat likha ..khat main likha..
ayee Dil ruba dil ki gali ..sheher e wafa...
Hum nay sanam ko ...khat likha ..khat main likha..
friend_16 said:oh ho paroo ab app ki baree hai gana sunanay ki .. hansanay say kaam nahi chalay ga..
X Man said:*Tind karwatay Hi Olay Kiun Partay Hain....???
Haan na batao na koi ....k Tind karwatay hi olay kiun partay hain .....Mujhay to nahi pata....
aap sab batao na...
YAS DEVIL said:we are jannati kids...no one can touch us