Dard kii baarish sahii maddham zaraa
Aahistaa chal
Dil kii miTTii hai abhii tak nam zaraa
Aahistaa chal
Tere milane aur phir tere bichhar jaane
Ke biich
Faasalaa rusvaa_ii kaa hai kam zaraa
Aahistaa chal
Apane dil hii men nahi hai us kii
Maharuumii kii yaad
Us kii aankhon men bhi hai shabanam
Zaraa aahistaa chal
Koi bhii ho ham-safar ‘Kabir’ na ho
Khush is qadar
Ab ke logon […]
meri khamoshi ko woh meri khata kehta hai
kitna nadaan hai wafaoon ko jafa kehta hai
woh ke anjaan e mohabbat hai use kya kahiye
dil ke rone ko woh dhadkan ki sada kehta hai
mai use kitna bhi chahoon per nahi us pe asar
meri diwaangi ko apna huner kehta hai
yaan to awaaz uthaane ki saza maut hi hai
tum
kabhi waqt mile tu a jao
hum jheel kinare ja bethen
tum apne sukh ki baat kero
hum apne dukh ki baat karon
aur un lamhon ki baat karein
jo sung tumhare beet gaye
aur ehd-e-khazan ki nazar huye
in sabz ruton ke daman main
humdosti ki khsbhoo mehkayen
in bikhre sab nazaron ko
hum ankhon main tasveer keren
phir apni dosti ke jado se
hum lamhon
Buhat hi Muddat kai baad kul jub
kitaab-e-maazi ko main nai khola
buhat sai chehrey nazar main utray
buhat sai naamoan pai dil paseeja
ik aisa safa bhi usmain aaya
likha hoa tu jo aansoan sai
kai jis ka unwaan HUMSAFAR tha
jo safa sub sai hi moatabar tha
kuch aur aansu phir us per tupkai
phir us sai aagay main phar na paaya
kitaab-e-maazi
is Tarha Dil main samao gey Maloom na tha,
is Tarha Dil ko Tarpaogey Maloom na tha.
Socha tha Door ho yaad nahi Aaogey,
Magar is Qadar yaad Aaogey Maloom na tha.
Aaj kuch kami c hai tere Baghair,
Na rang na roshni hai Tere Baghair,
Waqt apni raftar se chal raha hai,
Bas dharkan thami c hai Tere Baghair,
Na barish hai na dhuaan,
Phir bhi dil mein tapish c hai Tere Baghair,
Buhat roka hai badal ko barasne se,
Phir bhi aankhon mein nami c hai Tere Baghair
Kisi ki chahat pe zinda rehne wale hum na the,
kisi pey mar mitne wale hum na thay,
aadat si par gayi tumhe yaad karne ki,
warna kisi ko yaad karne wale hum na thay
Chod diya hamara sath to koi gam nahi.
Bhul jayenge aap hume,
bhulne wale hum nahi…
Aapse mulakat na ho pai to koi baat nahi,
aapki ek yaad mulakat se kum nahi..
hawa ke jhonke ki tarah zindagi mein
chale aaye the tum
khushiyon ki saugaat aur pyaar ke rang
sang laaye the tum
ghum ke gumnaam andhere mein
roshni ban kar chhaaye the tum
chahat ka ehsaas liye sukoon ban kar
dil mein samaye the tum
khushiyon se rangeen thi duniya
har pal jo mere paas the tum
ghum ke badal gehre hain
jabse juda hue ho
baray dinoo ki bat hai
mujay too yaad bhi nahin
main jaa raha thaa shear main
fiza ajab thee laher main
shabab meray sang thaa
bas ak suhana rang thaa
kise galli K more per
kise nay hath jore ker
barri ada say ye kaha
meray sanam zara rukoo
mere sassam zara rukoo
mujay too yaad bhi nahin
kise kay dil ko tore ker
main shan say guzer
Jab raat ki naagin dasti hai
Nass nass main zehar utarta hai
Jab chand ki kirnain taizi say
Iss dill ko cheer kay aati hain
Jab aankh kay andarr hi aansoo
Zanjeeron main bandh jaatay hain
Sab jazbon parr chaa jaatay ho
Tab yaad bohat tum aatay ho
Jab dard ki jhanjharr bajti hai
Jab raqs ghamon ka hota hai
Khuwabon ki taal pay saaray
Aaj phir teri yaad aai barish ko dekh kar,
Dil pe zor na raha apni bebasi ko dekh kar,
Roye is qadar mai ae Dost k barish bhe tham gaye meri barish ko dekh kar .
Kisi ko meri yaad aye howe ik arsa howa
Nighaiin hain Heeran to dil hay Tarsa howa
Is tarah khamosh hain yeh nighaein aur yeh lab mere
JESE KHAMOSH HO KOI BADAL BARSA HOWA…
Waqt mile to hame yaad karlena.
pal pal na sahee din mein ek bar yaad karlena,
log honge aap ké zindagee mai hazaar par hum jaisa nahe milega itna yaad karlena.
Bagair jane pehchane ikrar na kijiye,
Muskura kar dil ko bekarar na kijiye,
Gulab bhi de jate hai zakhm gehra kabi kabi,
Har Gulab par yu aitbaar na kijiye.
Karoge yaad ek din is pyar ke zamane ko,
Chale jayenge jab hum kabhi na vapas aane ko.
Chalega mehfil me jab zikr hamara koi,
To tum bhi tanhayi dhundoge aansu bahane ko.
Tujhe bhoolkar bhi na bhool payenge hum,
Bas yahi ek wada nibha payenge hum.
Mita denge khud ko bhi jahan se lekin,
Tera naam dil se na mita payenge hum..
Is kadar hum yaar ko manane nikle,
Uski chahat ke hum deewane nikle,
Jab bhi use dil ka haal batana chaha,
To uske hothon se waqt na hone ke bahane nikle…
Hum nay kisi ki yaad may rona he choor diya
Apni zindagi ko talash karna he choor diya
Sab beeti hui batain bhula dee hum nay
Ab dil may mazii bsana choor diya hum nay
Kantoon say bhar detay hain log daman
Hum nay anghan may naey phool khilana he choor diya
Kabhi na mangain gay bheek kisi k pyaar ki
Isi liye hum nay pyaar karna he choor diya..
umr kay har warak pe Dil ko Nazar
teray mehr o wafa kay baab aaye
Kar raha tha ghum e jahaan ka Hisaab
Aaj tum yaad bay hisaab aaye
Woh khatam Qaid ki Miyad bhi nehi karta
Magar main zeihmat-e-Faryad bhi nehi karta
Kabhi kabhi woh mujhy itna yaad aata hai
MAin ziddh mein aa kar ousey yaad bhi nehi karta..
Udas nazron mai bhi khuwab milain gaiy,
kahin kantay to kahin gulaab milain gaiy,
Meray dil ki kitab ko apni nazar se perh k dekho,
kahin aap ki yaad to kahin aap milain gaiy.
Hum Yaad Aaye Tu Theek Warna Bhula Dena
Ho Koi Khata Humse To Humen Saza Dena
Wesy To Hai Hum Geelay Kaghaz Ki Manind
Likha Jaye Tu Theek Warna Jala Dena…