Age: 40
7836 days old here
Total Posts: 47726
Points: 0
Location:
London, United Kingdom
Fairl_Girl said:
cutefriend said:
Fairl_Girl said:
Kisi Ki Yaad Aati Hai "deyaar-eghair mein khud ko bohot masroof rakhta hoon magar aisa bhi hota hai kabhi fursat k lamhon mein jab koi yaad aata hai main aksar doob jata hoon wohi chehra, wohi gesoo wohi aankhein, wohi abroo hawaon mein basi khushbu mere mehboob ki khushboo mere dil ko lubhati hai mujhe naghmay sunati hai kisi ki yaad aati hai
Age: 124
7562 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan

Naam Ishq ki rahoan mein ghum bhi aatey hain, magar aashiqui chodne ka koi naam nahin laita, Yun to zindagi jahanum se bhi batar hojati hai, laikin beech mein rah chodne ka koi naam nahin laita, Ashq beh beh kar dil ko duba laitey hain is qadar, par mohabat-e-safar ko koi chodne ka naam nahin laita, Ishq ka dusra roop baiwafai bhi hoti hai laikin, Koi bhi yeh rishta todney ka naam nahin laita, Apnoan se dur hojatey hain zindagi baymaney lagti hai, laikin is suroor ko chodney ka koi naam nahin laita, Aisa nasha chahjata hai ishq ka nigahoan mein, ke phir anjaane mein bhi wapas mudney ka naam nahin laitey
Age: 124
7562 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Mumkin Ho Aap Say To Bhula Dijiye Mujhay
Pathar Pay Hoon Lakeer, Mita Dijiye Mujhay
Har Roz Mujh Say Taaza Shikayat Hai Aap Ko Mai Kia Hoon, Aik Baar Bata Dijiye Mujhay Merey Siwa Bhi Hai Koi Mouzo-e-Guftugu Apna Bhi Koi Rang Dikha Dijiye Mujhay
Ki Mai Nay Apnay Zakham Ki Tash'heer Jaa Baja May Maanti Hoon Jurm, Saza Dijiye Mujhay
Qaim To Hoo Sakay Koi Rishta Gohor K Saath Gehray Samandaroon Mai Baha Dijiye Mujhay
Shab Bhar Kiran Kiran Ko Tarasnay Say Faida Hai Tairgii To Aag Laga Dijiye Mujhay
Jaltey Dinon Mei Khud Pass-E-Deewar Baith Kar Saaye Ki Justuju Mei Laga Dijiyey Mujhay
Yun To Shola-E-Jaan Sard Hoo Chuka Laikin Sulag Uthoon To Hawa Dijiye Mujhay

Haar Baithay Hain
Ae dost mat has meri khuwahishoan pe, Ke hum khud duniya se haar kar baithay hain, Zid thi jissey apna bananey ki kabhi, Hum usi shakhs ko gawaa kar baithay hain, Mat puch kya khuwaab sajaye thay humne, Ke hum unhein khuwaboan ko bigar kar baithay hain, Gurur tha apne ishq par ke dard ko dhutkara tha kabhi, Ab aisi halat hai ke usi dard ko maat kar baithay hain, Pyaar ke dhokey mein tanhai ki raah chal diya tha mein, Ke ankhoan se bas aansun hi ab behtay hain, dhoka hua hai hamein, ab na leinge ishq ka naam, Rotey huey is dil mein ab bas yahi hum kehtey hain, Bulaley apne pass ya azzad karde is Ranj-o-Ghum se, Us khuda se hum ab yahi dua hum kartay hain
Age: 124
6421 days old here
Total Posts: 126
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
chalo tum aisa kero! Chand se thori matti lo Phir us se do butt banao, aik tum jesa aik muj jesa, Phir kuch ese kero! Un buttun ko tor do, phir se woh matti goondh lo, phir se do butt bnao, Tum me kuch kuch main rehjaon, Mujh main kuch kuch tum reh jao.
Age: 124
6445 days old here
Total Posts: 33
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Pal bhar ko hamara sath unhe gavara na tha, Ye dil bhi unko diya jo hamara na tha, Mehfil se uth kar unki na jate, Magar usne pukara hame phir dobara na tha, Ek unhi ke asre ji rahe the hum, Jinka kabhi hame sahara na tha, Aaj usne bhi begana kar diya hame, Jo kabhi hamare liye paraya na tha, Jinhe sukoon na mila hamare pyar mein, Kabhi jahan mein unse hame koi pyara na tha.
Age: 40
7836 days old here
Total Posts: 47726
Points: 0
Location:
London, United Kingdom
Fairl_Girl said:
Haar Baithay Hain
Ae dost mat has meri khuwahishoan pe, Ke hum khud duniya se haar kar baithay hain, Zid thi jissey apna bananey ki kabhi, Hum usi shakhs ko gawaa kar baithay hain, Mat puch kya khuwaab sajaye thay humne, Ke hum unhein khuwaboan ko bigar kar baithay hain, Gurur tha apne ishq par ke dard ko dhutkara tha kabhi, Ab aisi halat hai ke usi dard ko maat kar baithay hain, Pyaar ke dhokey mein tanhai ki raah chal diya tha mein, Ke ankhoan se bas aansun hi ab behtay hain, dhoka hua hai hamein, ab na leinge ishq ka naam, Rotey huey is dil mein ab bas yahi hum kehtey hain, Bulaley apne pass ya azzad karde is Ranj-o-Ghum se, Us khuda se hum ab yahi dua hum kartay hain
Age: 40
7836 days old here
Total Posts: 47726
Points: 0
Location:
London, United Kingdom
aankhain masroof hojati hain bhula daitai hai loog dor bohut nikaltai hain manzilain gawa daitai hain loog dast e talab utha kar kai mangte hain muhabbat khuda se jo ho dastaras mai khud hi gawa daitai hain loog
Age: 124
7562 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Main Udaas Rasta Hoo Sham Ka Mujhe Ahaton Kii Talash He Ye Sitarey Sab Hain Bujhey Bujhey Mujhe Jugnuon Ki Talash He Wo Jo Ek Darya Tha Aag Ka Mere Raston Se Guzar Gaya Mujhe Kab Se Rait K Shehar Me Barishon Ki Talash He Main Udaas Rasta Hoo Sham Ka Mujeh Ahaton KI Talash He.