Age: 124
7563 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
tere dar se uTh kar jidhar jaauuN maiN chaluuN do qadam aur Tha’hr jaauuN maiN
agar tuu Khafaa to parvaah nahiiN teraa Gham Khafaa ho to mar jaauuN maiN
Ajj usne dard bhi apne alhaida kar diye Ajj main roya tu mere sath woh roya nah tha Faasley aise bhi hongey yeh kabhi socha na tha Samney biatha tha merey aur woh mera na tha
Yé ajab hai Muhabbat k zamana jaanta hai Na main usski maanta hoon, na wó meri maanta hai
Koi uss sé ja k pooché, ussé kya mila bichar k… Main bhi khaak chaanta hoon, wó bhi khaak chaanta hai !!
yaad karnay k siwa ab kar bhi kya saktay hain bhool janay mein tujhe nakaam ho janay k baad…!!!
Age: 124
7563 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Tera khayal dil se na jaye to kya karu, Reh reh kar teri yaad aye to kya karu, Kehte hai khwaabon mein hogi mulakat, Raat bhar neend hi na aye to kya kaaru.
Dil mein tumhare apni kami chod jayenge, Aankho mein aansuon ki nami chod jayenge, Yaad rakhna mujhe dhoondhte firoge ek din, Jab hum ye dunya chod jayenge.
Aapko lagta hai ki humne apko bhula rakha hai, Aap nahi jaante dil mein kahi chupa rakha hai, Dekh na le in aankho mein apko koi, Isliye palkon ko bhi jhuka rakha hai.
Age: 124
6330 days old here
Total Posts: 5435
Points: 0
Location:
United Arab Emirates, United Arab Emirates
Fairl_Girl said:
Tera khayal dil se na jaye to kya karu, Reh reh kar teri yaad aye to kya karu, Kehte hai khwaabon mein hogi mulakat, Raat bhar neend hi na aye to kya kaaru.
Dil mein tumhare apni kami chod jayenge, Aankho mein aansuon ki nami chod jayenge, Yaad rakhna mujhe dhoondhte firoge ek din, Jab hum ye dunya chod jayenge.
Aapko lagta hai ki humne apko bhula rakha hai, Aap nahi jaante dil mein kahi chupa rakha hai, Dekh na le in aankho mein apko koi, Isliye palkon ko bhi jhuka rakha hai.
Age: 124
7563 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Mein sochta houn kuch uss se kahoun koye baat mohabat, ulfat ki koye baat sunehrey khwaboun ki koye baat ke jiss ki harf harf se bay-nam si khushbu pootthi ho phir sochta houn kya hasil hai gar uss ko sab kuch keh bhi diya ye lafz be-kaar jayengey
mai sochta hoon aik geet likoon unn komal piyarey hathoun par uss phooluon waley anchal par jisey odh ke wo ek pari lagey
kabhi sochta hoon koye nazm kahoon bas jiss mein uss ki baatein houn unn gehri gehri aankhon par jin aankhuon mein kaye sadiyon ke kaye qissey hain, afsaney hain
pir aksar yooun bhi sochta hoon mein kuch na kahoon ye behtar hai har zakham chupa kar seeney mein bas dukh he sehoon ye behtar hai
Jab unko aitbaar nahi hai€ ’¥ jahan lafz yaqeen se khali houn wahan chup he rahoon ye behter hai...