Fairl_Girl’s Collection + OWN

159757 views 2788 replies
Reply to Topic
Fairl_Girl

Age: 124
Total Posts: 26920
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Posted 05 Sep 2004

Fairl_Girl said:

Duniya ki nazron mein girna mere kis kaam aaya,
Apno se bichad kar, voh bewafa gairon k kaam aaya,
Main bhool chuki thi ki apne hi bewafai karte hain,
Duniya meri barbaad karke, use zara bhi rehem na aaya,
Agar voh wafadaar hota to yoon bewafai na karta,
mujhe uska intezaar raha, par voh lout kar na aaya,
Zindagi to qaafiro ke sang gujar hi jaayegi,
Par jise dost samjha, voh dushmani karne aaya,
qatla hi karna tha toh samne se karta,
humdard bankar kyon usne, peeth main khanjar chalaya,
Dost bana kar fir humse dushmani na ho saki,
Kyon ki bewafaai usne, kyon use mujh par pyar na aaya,
Nazro mai uski ab sharm ke cheente hai,
Ab tanhaai ne sataya, toh mere pas chala aaya,
Fakat mujhe uski zarurat bhi kya hai
Ab janaza mera dekhkar ‘kyon use rona aaya’….!!! !

Posted 25 Aug 2007

wafakadard says
Fairl_Girl said:

* Aaj jo Tanha hai

Aaj jo Tanha hai Woh Pardes Mein
Zaroor Mujh ko us Ney Socha ho ga

Khvabon aur Khyaalon Mein
Mera hi Chehra Tarasha Ho ga

Raah Chaltey jo us ko
Mera khyaal Aaya Ho ga

Aik Nazar Ruk ke Asmaan Pe Chand ko Dekha Ho ga
Jab Saath They to Roz hi larti Thi Mujh sey

Ab Din Mein so Baar khud peh Bigarti Ho gi
Mail Box Kholtey hi Naam mera Dhondti Ho gi

Aur na Pa ke Mujhey

Aap hi Aap Mujh sey Roth ti Ho gi
Zaror Masrof Hon buhat ya koi Test hai Mera

Tawelein Ghurr ke khud hi Behal ti Ho gi
Tanha Sard Raat Mein

Yuon hi Sarak peh Tehaltey Huvey
Khyaalon hi Khyaalon Mein

Haath us ney Mera Thama Ho ga

Phir Kisi Pool ke Nechey Ruk kar
Aankhon Mein Mere us ney Jhaanka Ho ga*

nice
Posted 25 Aug 2007

wafakadard says
Socha nhi acha bura, dekha suna kuch bhi nhi
manga KUDA se raat din tere siwa kuch bhi nhi

soch tujay dekha tujay caha tujay puja runay
meri kahta meri Wafa teri kahta kuch bhi nhi

jis par hamari ankh nay moti bechay raat bhar
bayjha wohi kagaz usay, hum ne likha kuch bhi nhi

ik saam ki dehleez par baythay rahay woh deer tak
ankhon se kahin batin bahot muuuun se kaha kuch bhi nhi

Do char din ki bat hai Dil khak main so jay gha
jab aag par kagaz rakha baki bacha kuch bhi nhi

Posted 25 Aug 2007

Fairl_Girl says
KING OF JB said:

wah jee wah

Meray Luboun Pey Sajji Hai Dua Kisi Key Liye
Meray Khuda Mujhe Hansna Sikha Kisi Key Liye

Mujhe Yaqeen Hai Yeh Mujh Sey Na Hoo Sakey Ga Magar
Mein Ker Raha Houn Kisi Sey Wafa Kisi Key Liye

Nahin Milounga Agar Khoo Diya To Ney
Na Apney Haath Sey Gawa Mujhe Kisi Key Liye

Meray Janoon Ko To Yeh Baat Bhi Ganwara Hai
Meray Liye Na Sahi Phir Bhi Aaa Kisi Key Liye

Mein Saath Saath Houn Uss Key Baadbaan Key Tarah
Meray Khuda Meri Sansein Barha Kisi Key Liye

hai kis ke liye?
Posted 26 Aug 2007

Fairl_Girl says
wafakadard said:

Fairl_Girl said:

* Aaj jo Tanha hai

Aaj jo Tanha hai Woh Pardes Mein
Zaroor Mujh ko us Ney Socha ho ga

Khvabon aur Khyaalon Mein
Mera hi Chehra Tarasha Ho ga

Raah Chaltey jo us ko
Mera khyaal Aaya Ho ga

Aik Nazar Ruk ke Asmaan Pe Chand ko Dekha Ho ga
Jab Saath They to Roz hi larti Thi Mujh sey

Ab Din Mein so Baar khud peh Bigarti Ho gi
Mail Box Kholtey hi Naam mera Dhondti Ho gi

Aur na Pa ke Mujhey

Aap hi Aap Mujh sey Roth ti Ho gi
Zaror Masrof Hon buhat ya koi Test hai Mera

Tawelein Ghurr ke khud hi Behal ti Ho gi
Tanha Sard Raat Mein

Yuon hi Sarak peh Tehaltey Huvey
Khyaalon hi Khyaalon Mein

Haath us ney Mera Thama Ho ga

Phir Kisi Pool ke Nechey Ruk kar
Aankhon Mein Mere us ney Jhaanka Ho ga*

nice
thanks welcome back here
Posted 26 Aug 2007

Fairl_Girl says
cutefriend said:

nice workkkk yarrrr

thanksss
Posted 26 Aug 2007

Fairl_Girl says
London_Girl said:

Fairl_Girl said:

Duniya ki nazron mein girna mere kis kaam aaya,
Apno se bichad kar, voh bewafa gairon k kaam aaya,
Main bhool chuki thi ki apne hi bewafai karte hain,
Duniya meri barbaad karke, use zara bhi rehem na aaya,
Agar voh wafadaar hota to yoon bewafai na karta,
mujhe uska intezaar raha, par voh lout kar na aaya,
Zindagi to qaafiro ke sang gujar hi jaayegi,
Par jise dost samjha, voh dushmani karne aaya,
qatla hi karna tha toh samne se karta,
humdard bankar kyon usne, peeth main khanjar chalaya,
Dost bana kar fir humse dushmani na ho saki,
Kyon ki bewafaai usne, kyon use mujh par pyar na aaya,
Nazro mai uski ab sharm ke cheente hai,
Ab tanhaai ne sataya, toh mere pas chala aaya,
Fakat mujhe uski zarurat bhi kya hai
Ab janaza mera dekhkar ‘kyon use rona aaya’….!!! !

o lg give me 3 starts thankooo
Posted 26 Aug 2007

Fairl_Girl says
wafakadard said:

Socha nhi acha bura, dekha suna kuch bhi nhi
manga KUDA se raat din tere siwa kuch bhi nhi

soch tujay dekha tujay caha tujay puja runay
meri kahta meri Wafa teri kahta kuch bhi nhi

jis par hamari ankh nay moti bechay raat bhar
bayjha wohi kagaz usay, hum ne likha kuch bhi nhi

ik saam ki dehleez par baythay rahay woh deer tak
ankhon se kahin batin bahot muuuun se kaha kuch bhi nhi

Do char din ki bat hai Dil khak main so jay gha
jab aag par kagaz rakha baki bacha kuch bhi nhi

nice chori
Posted 26 Aug 2007

Fairl_Girl says
^dewaja^ said:

WOW

thanksssss

cohri kaahaan say?
Posted 26 Aug 2007

wafakadard says
Kushak patoon main dafna kar teri hai ik sarat ko
howa se zhid karoon ghi main mohabbat mar bhi sakti hai
abhi to asmano se zamaanat is ki utri thi
najane us nay kyon socha MOHABBAT mar bhi sakti hai
yeh tum se kon keh gaya mohabbat mar bhi sakri hai
yeh kehna us say jaa keh TUm MOHABBAT mar bhi sakti hai
Posted 26 Aug 2007

Fairl_Girl says
wah wah wah
Posted 27 Aug 2007

Fairl_Girl says
wafakadard said:

Fairl_Girl said:

wafakadard said:

Socha nhi acha bura, dekha suna kuch bhi nhi
manga KUDA se raat din tere siwa kuch bhi nhi

soch tujay dekha tujay caha tujay puja runay
meri kahta meri Wafa teri kahta kuch bhi nhi

jis par hamari ankh nay moti bechay raat bhar
bayjha wohi kagaz usay, hum ne likha kuch bhi nhi

ik saam ki dehleez par baythay rahay woh deer tak
ankhon se kahin batin bahot muuuun se kaha kuch bhi nhi

Do char din ki bat hai Dil khak main so jay gha
jab aag par kagaz rakha baki bacha kuch bhi nhi

nice chori

cohri kaahaan say?
yehi se yehi se
Posted 27 Aug 2007

Fairl_Girl says

Fursat ke kuch lamhe nikaal kar,
they kuchh sapne sajaye maine,
Bedardo ki iss duniya se chun kar,
they kuchh rishtey apnaye maine,
Magar waqt ko raas na aayi wafa meri aur,
Ho gaye Paraye woh mujhse,
they kabhi jo apne banaye maine”
Posted 27 Aug 2007

Fairl_Girl says

Yehi to khubsurat dosti ka nata hai,
Jo bina kisi shart ke kiya jaata hai,
Rahe duriyan Darmiyan to parvah nahi,
Dost to woh hai… Jo har pal yaad aata hai.
Posted 27 Aug 2007

wafakadard says
Fairl_Girl said:

wafakadard said:

Fairl_Girl said:

wafakadard said:

Socha nhi acha bura, dekha suna kuch bhi nhi
manga KUDA se raat din tere siwa kuch bhi nhi

soch tujay dekha tujay caha tujay puja runay
meri kahta meri Wafa teri kahta kuch bhi nhi

jis par hamari ankh nay moti bechay raat bhar
bayjha wohi kagaz usay, hum ne likha kuch bhi nhi

ik saam ki dehleez par baythay rahay woh deer tak
ankhon se kahin batin bahot muuuun se kaha kuch bhi nhi

Do char din ki bat hai Dil khak main so jay gha
jab aag par kagaz rakha baki bacha kuch bhi nhi

nice chori

cohri kaahaan say?
yehi se yehi se

mujay nhi pata keh ap nay post kiya howa tha

likun yeh main nay BOOK agay OPEN kar keh rakh kar likha tha
Posted 27 Aug 2007

Fairl_Girl says
jhot nahi bolo mg
Posted 28 Aug 2007

Fairl_Girl says

Agar main dur ho jao,,
To palko ko jhapak daina,,
Agar ansu kkoi giraay,,
Samajh jana k wo ho main,
Hatali smanay rakhna,,
k ssab aansuu giraay us main,,
Jo ruk jaye ga hounto per,,
Smajh jana k woho main,,

Kabhi jo chand ko daiakhko,,
To tum youn muskura dna,,
k phirr badal bhi ajayee ,,
Smajh jana k wo ho main,,

Jo chal jayee hawa thandi,,
To ankhaay band ker lainaa,,
Jo jhonkkaa ttaiz ho ssab say,,
Samajh jana k wo ho maiin,

Jo zeeyada yaad aao main,,
To tum ro laina jee bher ker,,
Agar hichki kkoi ayee,,
Samaj jana k wo ho main,,

Agar tum bholnaa chaho,,
Mujhay shayad bhula do tumm,,
Magar jab saans aye gii,,
Smajh jana k wo ho main.....!
Posted 28 Aug 2007

Fairl_Girl says
wafakadard said:

Fairl_Girl said:

wafakadard said:

Fairl_Girl said:

wafakadard said:

Socha nhi acha bura, dekha suna kuch bhi nhi
manga KUDA se raat din tere siwa kuch bhi nhi

soch tujay dekha tujay caha tujay puja runay
meri kahta meri Wafa teri kahta kuch bhi nhi

jis par hamari ankh nay moti bechay raat bhar
bayjha wohi kagaz usay, hum ne likha kuch bhi nhi

ik saam ki dehleez par baythay rahay woh deer tak
ankhon se kahin batin bahot muuuun se kaha kuch bhi nhi

Do char din ki bat hai Dil khak main so jay gha
jab aag par kagaz rakha baki bacha kuch bhi nhi

nice chori

cohri kaahaan say?
yehi se yehi se

mujay nhi pata keh ap nay post kiya howa tha

likun yeh main nay BOOK agay OPEN kar keh rakh kar likha tha
mere book se chori ki ahi
Posted 28 Aug 2007

Fairl_Girl says

ASOOLON PE JAHAN AANCH AAYE THUKRANA ZAROORI HAI
JO ZINDA HO TO PHIR ZINDA NAZAR AANA ZAROORI HAI

NAYI UMRON KI KHOD MUKHTARIO'N KO KON SAMJAYE
KAHAN SE BACH K CHALNA HAI,KAHAN JANA ZAROORI HAI

THAKE HARE PARINDE JAB BASERE K LIYE LOTEN
SALEEQAMAND SHAKHON KA LACHAK JANA ZAROORI HAI

BOHT BEBAK AANKHON MAIN TALUQ TIK NAHI PATA
MOHABBAT MAIN KASHISH RAKHNE KO SHARMANA ZAROORI HAI

SLEEQA HI NAHI SHAYED USEY MEHSOOS KERNE KA
JO KEHTA HAI,KHUDA HAI TO NAZAR AANA ZAROORI HAI

MERE HONTON PE APNI PAYAS RAKH DO AUR PHIR SOCHO
K IS K BAAD B DUNIYA MAIN KUCH PANA ZAROORI HAI

cutefriend says
Posted 01 Sep 2007

kOoLeSt1 says
Posted 04 Sep 2007

Fairl_Girl says
London_Girl said:

Fairl_Girl said:

ASOOLON PE JAHAN AANCH AAYE THUKRANA ZAROORI HAI
JO ZINDA HO TO PHIR ZINDA NAZAR AANA ZAROORI HAI

NAYI UMRON KI KHOD MUKHTARIO'N KO KON SAMJAYE
KAHAN SE BACH K CHALNA HAI,KAHAN JANA ZAROORI HAI

THAKE HARE PARINDE JAB BASERE K LIYE LOTEN
SALEEQAMAND SHAKHON KA LACHAK JANA ZAROORI HAI

BOHT BEBAK AANKHON MAIN TALUQ TIK NAHI PATA
MOHABBAT MAIN KASHISH RAKHNE KO SHARMANA ZAROORI HAI

SLEEQA HI NAHI SHAYED USEY MEHSOOS KERNE KA
JO KEHTA HAI,KHUDA HAI TO NAZAR AANA ZAROORI HAI

MERE HONTON PE APNI PAYAS RAKH DO AUR PHIR SOCHO
K IS K BAAD B DUNIYA MAIN KUCH PANA ZAROORI HAI

thanksss
Posted 09 Sep 2007

Fairl_Girl says
cutefriend said:

thankssssssssssssssssssssss
Posted 09 Sep 2007

Fairl_Girl says
Tujhay dil say hamnay bhula diya kiya bura kya?

Har jafa ka badla wafa diya kiya bura keya!

Tujhay bhoolnay tujhay chahney he k darma'yan
Khud apna aap bhula diya kiya bura keya!

Tumhein aaj tak na khaber hui meri jaan-e-ejaan
Kisi hastay huy ko rula diya, kiya bura keya?

Teri aarzo, wohi sarkashi yehi ma'i kashi
kuch kho Liya kuch paa Liya kiya bura keya?

Bita k poori umer ye hisab-e-zameer kiun?
Kiya bhala keya?kiun bura kiya?kiya bura keya
Posted 09 Sep 2007

Fairl_Girl says
kOoLeSt1 said:

thx u kooli
Posted 09 Sep 2007

Fairl_Girl says
dairy

Kal tanhayi main jab
Apni dairy ko maine khola
Bohat se shair Dil ko lage
Bohat si shairi pe Dil dhuka
Ek aisa safa bhi is main aaya
Likha hua tha jo aanso'on se

Ke us ka unwaan Hamsafar tha
Woh safa sab se hi Moatber tha
Kuch aur aansoo phir is safe per tapke
Phir us se aage main parh na paaya
Apni Dairy ko bund karke
Uss ki yaadon main kho gaya main

Ke woh milti to kitna accha hota
In hi khayalon main sogaya main

Posted 09 Sep 2007

Fairl_Girl says

Chahaton key mousam main...!!!

Zakhm jo bhi lag jaye

Umer bher nahi silta....

Tumne sun lia hi hoga...!!!

Shehr ki hawaon se

Wo jo aik deewana sa

Atay jatay rahii ko..

Raston main milta tha...

Ab kahin nahi mila...!!!
Posted 09 Sep 2007

~tasha~ says
Posted 09 Sep 2007

Reply to Topic