Fairl_Girl’s Collection + OWN

162934 views 2788 replies
Reply to Topic
Fairl_Girl

Age: 124
Total Posts: 26920
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Posted 05 Sep 2004

Fairl_Girl says
~tasha~ said:

gr8 work fg sis

thxxx sis
Posted 15 Aug 2007

Fairl_Girl says
cutefriend said:

faryad ker rahin hain yeh tarsi hui nigahyen
dekhye huye kisi koi bahut din guzar gaye

nice
Posted 15 Aug 2007

Fairl_Girl says
* Aaj jo Tanha hai

Aaj jo Tanha hai Woh Pardes Mein
Zaroor Mujh ko us Ney Socha ho ga

Khvabon aur Khyaalon Mein
Mera hi Chehra Tarasha Ho ga

Raah Chaltey jo us ko
Mera khyaal Aaya Ho ga

Aik Nazar Ruk ke Asmaan Pe Chand ko Dekha Ho ga
Jab Saath They to Roz hi larti Thi Mujh sey

Ab Din Mein so Baar khud peh Bigarti Ho gi
Mail Box Kholtey hi Naam mera Dhondti Ho gi

Aur na Pa ke Mujhey

Aap hi Aap Mujh sey Roth ti Ho gi
Zaror Masrof Hon buhat ya koi Test hai Mera

Tawelein Ghurr ke khud hi Behal ti Ho gi
Tanha Sard Raat Mein

Yuon hi Sarak peh Tehaltey Huvey
Khyaalon hi Khyaalon Mein

Haath us ney Mera Thama Ho ga

Phir Kisi Pool ke Nechey Ruk kar
Aankhon Mein Mere us ney Jhaanka Ho ga*
Posted 15 Aug 2007

Fairl_Girl says

khayalon main teri tasweer banaoon magar kaise
Tu hi bata haal-e- Dil tujhe sunaon magar kaise

Jo mahel banaye the khuwabon main humne
In mahlon main Wafa ke deep jalaoon magar kaise

Mohabbat Wafa Chahat sab toot chuke hain
Ab main khud ko kisi khilone se behlaoon magar kaise

Kitne chiraagh jalaye tere intezaar ki aas main
Is Dil pe main aur sitam dhaoon magar kaise

Apne gird jo tanhaiyon ke mele dekhe to khayaal aaya
Tumhari tarhan main bhi bewafa banjaoon magar kaise
Posted 15 Aug 2007

cutefriend says
Posted 15 Aug 2007

cutefriend says
Fairl_Girl said:

cutefriend said:

faryad ker rahin hain yeh tarsi hui nigahyen
dekhye huye kisi koi bahut din guzar gaye

nice



thx
Posted 15 Aug 2007

Posted 15 Aug 2007

^dewaja^ says
Posted 15 Aug 2007

Fairl_Girl says
^dewaja^ said:

   

thxxx
Posted 16 Aug 2007

Fairl_Girl says
London_Girl said:

thxxx
Posted 16 Aug 2007

Fairl_Girl says
cutefriend said:

thanks aloitttt
Posted 16 Aug 2007

Fairl_Girl says

Chaha tu bahoot lekin woh mili he nahi,
Lakh khoshish ki magar fasla mita he nahi,
Is zamane ne majbhor hi is khadar kiya tha,
Ke mere kissi sada par woh ruki he nahi,
Khuda se johuli phelakar manga tha use,
Khuda ne meri duwa ko shayad suna he nahi,
Har ek se sabab poucha tere na melne ka,
Har ek ne kaha woh tere leye bane hi nahi,
Main apney tamam khoshishon ki bawajod tujhe har gaya,
Aur tu usey melgaye jis ne tujhe manga he nahi,
Itne deewangi se chaha magar tu kissi aur ki hogaye,
SHAYAD IS JANHA MAY WAFA KA KOI SILA HE NAHI.
Posted 16 Aug 2007

Fairl_Girl says

kisi anjan ko apna bnayein kis tarah,
hath unse dosti ka milayein kis tarh.
jindgi ne hr kadam pr thokerein hi di hai doston,
aise mein tum hi kaho hu muskurayein kis tarah.
jisne samjha hi nahin hai pyaar ka matlab kabhi,
ulfatein usse nibhayein kis tarah.
beasar hi reh gayi mangi hai jab koi dua,
mangte aise ein hum phir duayein kis tarah.
jindgi mein do kadam koi sath chalta nahin,
humdum phir umarbhar ka hum bnayein kis tarah.
kya khabar kis mod pr ho jaye koi hadsa,
aas hath ki lakiron se lagayein kis tarah.
Posted 16 Aug 2007

Fairl_Girl says
thx
Posted 17 Aug 2007

Fairl_Girl says


Hame shikast hui hai yeh hum bhi jaante hain

Hum aaj so na saknge yeh tum bhi jaante ho

Magar yeh baat ke yeh shaam aakhiri to na thii

Yeh baat hum hi nahee doosre bhi maante hain !!!

——————————————————————————–
Posted 17 Aug 2007

cutefriend says
wowwww gr8 work
Posted 18 Aug 2007

Fairl_Girl says
THXXX
Posted 19 Aug 2007

Fairl_Girl says
cutefriend said:

wowwww gr8 work

THXXXX
Posted 19 Aug 2007

Fairl_Girl says

Mohobbat Sachi Hai

Agar mohabbat meri sachi hai to ek din zaroor mila degi

Agar zid meri pakki hai to aey Khuda aasman bhi hila degi

Na inkaar kar sakta hai koi meri wafa se, mujhe yakin hai

Par tum sambhalna ek din meri wafa tujhe bewafai ka sila degi

Yeh baat sach hai ke tumne humse pyaar kiya, par dosre hi pal bhula

diya

Mera pyaar itna aasaan na tha na socha tha ke teri mohabbat daga degi

Na bhula sakungi woh mohabbat na voh bewafai, jo tu ne ki

Saza iss se barh ke kya degi ke umar bhar meri mohabbat tujhe dua degi

Agar dum hai meri wafa-e-mahobbat mein to woh ek din, aayega zaroor

Jab meri yaad mein tum tarpoga par. tab tumhain apni mohabbat na degi
Posted 19 Aug 2007

cutefriend says

Posted 19 Aug 2007

Fairl_Girl says
THXXXXXXXXXX
Posted 20 Aug 2007

Fairl_Girl says

Bohat hi yaad aata hai mere Dil ko tarpaata hai


woh tera paas na hona bohat mujh ko rulaata hai

woh mera teri aankhon ke samandar main uttar jaana
aur teri muskurahat ke bhanwar main doobte jaana

teri awaaz ke saher se na nikal paana
tujh ko dekhna aur be-khudi se dekhte jaana

bohat chaha in guzre hue lamhon ko na sochoon
na teri yaad main reh ke tere saath ka sochoon

bhoola doon saari yaadon ko ke jin se Dil tarapta hai
ke jin se tais utth ti hai ke jin se dard hota hai

magar jab raat aati hai to teri yaad aati hai
tere hi khuwaab hote hain teri hi baat hoti hai

to tay paaya ab mumkin nahi tujh ko bhoola dena
teri yaad main rehna tujhe hi sochte rehna

tujhe jab yaad karte hain to Dil apna tarapta hai
woh tera paas na hona bohat mehsoos hota hai
Posted 20 Aug 2007

Fairl_Girl says
Posted 21 Aug 2007

Posted 21 Aug 2007

Fairl_Girl says
kuch nahi ap ka yahan akar read karna hi mere liye boht hai
Posted 24 Aug 2007

Fairl_Girl says

geeley kaghaz k jaisi hai zindagi meri,
koi likhta bhi nahi koi jalata bhi nahi…

zakhmi huey jab hont to mehsus yeh hua,
chuma tha humne phool ko kis diwangi k saath…

humain yeh guman k chaha humain zamaney ne,
azeez sab ko they magar zarurton ki tarah
Posted 24 Aug 2007

Fairl_Girl says
London_Girl said:

thxxxko
Posted 24 Aug 2007

Fairl_Girl says

Duniya ki nazron mein girna mere kis kaam aaya,
Apno se bichad kar, voh bewafa gairon k kaam aaya,
Main bhool chuki thi ki apne hi bewafai karte hain,
Duniya meri barbaad karke, use zara bhi rehem na aaya,
Agar voh wafadaar hota to yoon bewafai na karta,
mujhe uska intezaar raha, par voh lout kar na aaya,
Zindagi to qaafiro ke sang gujar hi jaayegi,
Par jise dost samjha, voh dushmani karne aaya,
qatla hi karna tha toh samne se karta,
humdard bankar kyon usne, peeth main khanjar chalaya,
Dost bana kar fir humse dushmani na ho saki,
Kyon ki bewafaai usne, kyon use mujh par pyar na aaya,
Nazro mai uski ab sharm ke cheente hai,
Ab tanhaai ne sataya, toh mere pas chala aaya,
Fakat mujhe uski zarurat bhi kya hai
Ab janaza mera dekhkar ‘kyon use rona aaya’….!!! !
Posted 24 Aug 2007

^dewaja^ says
WOW
Posted 24 Aug 2007

cutefriend says
nice workkkk yarrrr
Posted 24 Aug 2007

Reply to Topic