wafakadard said:thanks Tasha Sis
sun_shine said:very good job Both of you
KING OF JB said:
ANSOO NIKAL PAREY TU TERI LAJ REH GAI
IZHAR-E-GHAM KA WARNA SALEKA NA THA MUJhE
DEKHY NAHE JATEY ANKON PE TERE ANSOO
HUM TUJH SE GELA KAR KE PARESHAN BOHAT HAIN
AB DIL KI TAMANA HAI KAASH AISA HE HO
ANSOO KI JAGA ANKH SEY HASSRAT NIKALEY
HUM BEZOBA NAHE THEY MAGAR BEZOBA RAHEY
ANSOO HE HASSRATON KE TARJOMA RAHEY
BEHTEY HAIN TERI YAADON K ANSO
JISEY KOI SAWAAN KI GHATA TOOTKE BARSEY
JAB APP KI YAAD ATI HAI DIL KO THAM LETEY HAIN
NIKAL ATEY HAIN ANSOO JAB TERA NAAM LETEY HAIN
THEHER JA MERE ANSOO NA BAHIR ANKH SE ANA
MILE GA KIA MERI KHALAT PE DUNIYA KO HASANEY MEIN
wafakadard said:Sabnam phool saba aur chand sitaron
tum he kahoo
keh us ki ankhon main
ik khof hai kyon?
mujh se bichar jane ka
sayed us ko ilam nhi
keh
woh meri sansoon main jeeta hai
N MALIK
~tasha~ said:Na kisi ki aankh ka noor hun
Na kisi ke dil ka qaraar hun
Jo kisi ke kaam na aa sake
Main wo ek musht-e-ghobaar hun
Na kisi ki aankh ka noor hun
Mera rang roop bigad gaya
Mera yaar mujh sey bichhad gaya
Jo chaman fizaa mein ujad gaya
Main ussi ki fasle bahaar hun
Na kisi ki aankh ka noor hun
Na kisi ke dil ka qaraar hun
Main kahan rahun, main kahan basun
Na yeh mujh sey khush, na wo mujh sey khush
Main zameen ki peeth ka boj hun
Main falak ke dil ka ghobaar hun
Na kisi ki aankh ka noor hun
Paye faateha koi aaye kyun
Koi chaar phool chadaaye kyun
Koi aake shamma jalaaye kyun
Main wo bekasi ka mazaar hun
Na kisi ki aankh ka noor hun
Na kisi ke dil ka qaraar hun
Jo kisi ke kaam na aa sake
Main wo ek musht-e-ghobaar hun
Na kisi ki aankh ka noor hun
KING OF JB said:
UDDASI KAM NAHI HOTI!
"Hazar Is DIL Ko Samjhaya Udasi Kam Nahi Hoti
Gahmoo Ka Sath Hai Saya Udasi Kam Nahi Hoti
Kabhi Subhoo Ney Bhooly Se Ager Koi Khushi Dey Di
Bohat Shamou Ne Terpaya Udasi Kam Nahi Hoti
Muje Azhar Ki Surat Koi Dey Dey Mula
Ager Na Hoon Lab Goya Udasi Kam Nahi Hoti
Shakista He Sahi Daman Main Koi Khushi Tu Ho
Jab Aansuo He Hoo Sermaya Udasi Kam Nahi Hoti
Mere Pehlu Main Akser Lakhon Ghum Bhi Soye Rehtey They
Ye Kesa SAHNEYA Aya Udasi Kam Nahi Hoti.
~tasha~ said:
Glistening beauty is seen everywhere
Lovely visions of white eyes behold
Icicles dangle from the juniper trees
Swaying in nature's bitter cold
Touching the soft falling snowflakes
Each one sparkling in noonday sun
No two snowflakes are ever the same
In the lea winter snowfall has begun
Nature creates a spectacular sunrise
Glimmering reflections off the snow
Sounds of Winter are echoing silently
Not a sound heard mid nature's show
Over in the meadow there's a rabbit
Wandering snowshoe scurries around
Foraging for his own existence
Leaving footprints on snowy ground
As the snow tappers off to a flurry
Kids will build snowmen as noses run
Everything touched by nature's beauty
Snowflakes glistening mid winter's fun
~tasha~ said:
eshajam said:wah very tashu
~tasha~ said:very nice tashu?
~tasha~ said:thx isma
Twinkle twilight fairies
glitter fall like rain
magic wands are waving
Heaven sparkles again.
Mystic illusions appear
each night they return
fairies cast their spell
stars forever will burn.
Each star has a story
just waiting to be told
at dusk each evening
magic wands they hold.
Searching the heavens
for lost souls abound
broken hearts cry out
a whimpering sound.
Twilight fairies fly
through endless space
spreading happiness
without even a trace.
Hidden in the twilight
oh so tiny and unseen
putting joy in hearts
in souls who are mean.
They spread their wings
wave their wands around
the twilight gives way
to the rooster's sound
A few more lost souls
sparkle from deep within
they are now happier
then they have ever been.
So look to the sky above
the stars seem to glow
God made twilight fairies
to search high and low.
Making stars twinkle
saving lost souls too
these unseen fairies
stay hidden from view.
~tasha~ said:Kabi waqt mily to aa jao
Hum jheel kinary ja bethein
Tum apny sukh ki baat karo
Hum apny dukh ki baat karein
Aur un lamhon ki baat karein
Jo sang tumhary beet gye
Aur Ehd-e-khizan ki nazr huwy
In sabz ruton k daman mein
Hum pyar ki kushbo mehkaein
In bikhry sabz nazaron ko
Hum ankhon mein tasveer karein
Phir apny pyar k jado se
Hum lamhon ko jageer karein
Kabi waqt mily to aa jao
Hum jheel kinary ja bethein
~tasha~ said:Kabi waqt mily to aa jao
Hum jheel kinary ja bethein
Tum apny sukh ki baat karo
Hum apny dukh ki baat karein
Aur un lamhon ki baat karein
Jo sang tumhary beet gye
Aur Ehd-e-khizan ki nazr huwy
In sabz ruton k daman mein
Hum pyar ki kushbo mehkaein
In bikhry sabz nazaron ko
Hum ankhon mein tasveer karein
Phir apny pyar k jado se
Hum lamhon ko jageer karein
Kabi waqt mily to aa jao
Hum jheel kinary ja bethein