Miss mine said:Ajeeb thi vo ajab tarha chahta tha main
vo baat kerti thi or khawab dekhta tha main
visaal ka ho k uskay firaaQ ka mosam
vo lazzatain theen k ander say toot'ta tha main
charha hua tha vo nasha k kam na hota tha
hazaar baar ubherta tha doobta tha main
phir uss tarha kabhi na soya na uss tarha jaaga
K ROOH NEEND MAIN THI OR JAAGTA THA MAIN
kahaan shikast hui or kahan payaa
KISI KA ISHQ KISI SAY NIBHAATA THA MAIN........
tehzeeb said:very nice
YUN USEY ISHQ K JHANJHAT SAY RIHAYI DEY DI,
AIK HE LAFZ MEIN SADIYO KI JUDAYI DEY DI,
AZMAYISH THI K HUM DIL K SAKHI KITNEY HAIN.
HUM NEY KHAIRAT MEIN US BUT KO KHUDAYI DEY DI.
~CHANDNI~ said:
Ek pal mein wo has dete hai...
Duje hee pal mein khafa ho jaate hai...
Khatti-Meethi Nok Jhok se...
Hum ek duje ka dil behlate hai...
Kya iska hee naam Pyaar hai?
Unke saath yeh duniyaa bhari si lagti...
Unke bina ajeeb sa sunapan hai...
Durr sahi unka saath muje hai mehsoos hota...
Baat na hone se Virana hai..
Kya iska hee naam Pyaar hai?
Pal pal muje wo hai satate...
Muje hee yaad karte hai har pal..
Fir bhi hai kyun itna itraate...
Kabhi khushi tou kabhi ghum hai...
Kya iska hee naam Pyaar hai?
Pyaar hum dono ek duje se karte...
Ladai ke mamle mein bhi aage hai rehte..
Pyaar bhi ladai bhi hai...
Nazdikiyaan - Tanhai bhi hai..
Kya iska hee naam Pyaar hai?
Ek duje ke bina ek pal bhi na reh paate..
Fir bhi ladne ke baad dono hai itraate..
Ek duje ki galti maff karna hai humne seekha
Haan isika naam tou pyaar hai...

lildude said:great
yeh poetry ka end kab hoga miss mine?
~CHANDNI~ said:
Ik Raat Hui Barsat Bohat
Main Royi Sari Raat Bohat
Her Ghum tha Zamany ka lekin
May Tanha thi Us Raat Bohat
Phir Ankh se ik "SAWAN" Barsa
Jab Seher Hui to Khiyal Aya
Wo Badal Kitna Tanha Tha
Jo Barsa Sari Raat Bohat