~CHANDA ki CHANDNI~

124504 views 1633 replies
Reply to Topic
~CHANDNI~

Age: 125
Total Posts: 56416
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom







Mere zameen per jo ~CHANDNI~ hai wo sub tere hai

Mery falak per jo dilkashi hai wo sub tere hai

Jo titliyon k paron py likhy hai khat mery hain

Yeh jugnoon mein jo roshni hai hai wo sub tere hai

Jo shab py chai khamoshiyan hain wo sub mere hain

Seher mein jitni bhi nagmgi haiwo sub tere hai

Jo tery manzar mein or manzar hain sub mery hain

Jo mery seeny mein shaire haiwo sub tere hai

Jo tery muthe mein khushboven hain wo sub mery hain

Jo mere ankhon mein roshni haiwo sub tere hai





                               ~CHANDA   KI CHANDNI ~






Posted 21 May 2007

Mujrim says
Posted 24 Oct 2007

~CHANDNI~ says
eshajam.........Mujrim'''''''''''''THANX
Posted 25 Oct 2007

^dewaja^ says
Posted 25 Oct 2007

Mujrim says
yw netime chandni jeee
Posted 25 Oct 2007

~CHANDNI~ says
eshajam said:

~CHANDNI~ said:





Mohabbat Maqsad Hai Zindagi Ka

Mohabbat Muqaddar Hai Her Kisi Ka

Mohabbat Pakeezai Ka Naam Hai

Mohabbat Her Khushi Ka Pegaam Hai

Mohabbat Hai To Rehmat Hai

Mohabbat Hai To Chahat Hai

Mohabbat Pyar Ish-o-Lagan Hai

Mohabbat Main Her Shakhs Magin Hai

Mohabbat Main Zindagi Kho Jati Hai

Mohabbat Haar Hai Mohabbat Jeet Hai

Mohabbat Hi Dil Ka Sacha Meet Hai

Mohabbat Phoolo Ko Hui Kantoo Se

Mohabbat Palkoo Ko Hui Aankhoo Se

Mohabbat ~Chand~ Ko Hui ~Chandni~ Se

Mohabbat Rooh Ko Hui Ragni Se

Mohabbat Subha Ki Pehli Kiran Hai

Mohabbat Do Diloo Ka Millan Hai

Mohabbat Hi Meri Manzil Hai

Mohabbat Hi Mera Dil Hai...!!!


Mohabbat Hi Majbori Hai..

Mohabbat Hi Kamzori Hai...!!!



es hafti ka sab se best hein
suna hein..wow
humko Mohabbat huwe Mohabbat se
woh be aapki waja sei thanks



Posted 02 Nov 2007

~CHANDNI~ says
THANNNX    JAMI    . ..JALAD....DEWAJA



Posted 02 Nov 2007

~CHANDNI~ says
THANNNX    JAMI    . ..JALAD....DEWAJA



Posted 02 Nov 2007

~tasha~ says
v nice
Posted 02 Nov 2007

~CHANDNI~ says







Chahta hoon tere liye ~CHAND~ le aawunga kubhi


Esi bahane se tujhe yaad bhi aawunga kubhi

Sari kayanaat teri kadmo-n men rukh ke

Apni muhabbat ko tujhse batawunga kubhi

Ter mere darmiya-n Fiza bhi na hogi

Es tarah apni nzaro-n men bithawunga kubhi

Tujhe dekhne ki tammanna men tanha mura to kya?

Esi tmmanna ki khatir tujhko bhi rulawunga kubhi..
Posted 02 Nov 2007

~tasha~ says
Posted 02 Nov 2007

~CHANDNI~ says




PYAASI PYAASI RAHKER INTZAAAAR KAROONGI...

~CHANDI~ MEIN NAHAKER SOLAH SRINGAAR KAROONGI...

PALKE JHUKAKER PYAAR KA IZHAAR KAROONGI.....

PALKE UTTHA KER PYAAR SE KUCH SAWAL KAROONGI.....

CHAHE JAISE DAGER HO HUMSAFER RAHOONGI..

BIN TERE NA CHALE KADAM YE ARMAAN KAROONGI....

PYAASI PYAASI RAHKER INTZAAAAR .. KAROONGI.

bass   ~CHANDA KI ~CHANDNI~

Posted 02 Nov 2007

Miss mine says


       

       

    Kabhi es tarah meray ham nafs
    sabhi chahtein meray naam kar
    agar ho sakay tu kabhi kahein
    meray naam bhi koi shaam kar
    meray dil k saye main aa zara
    meri dharknon main qayam kar
    yeh jo meray lafzon k phool hain
    teray raastay ki ye dhool hain
    kabhi in say sun meri dastan
    kabhi in k sath kalam kr...



    
Posted 03 Nov 2007

Mujrim says
khoobsurat
Posted 03 Nov 2007

~CHANDNI~ says
Miss mine said:



       

       

    Kabhi es tarah meray ham nafs
    sabhi chahtein meray naam kar
    agar ho sakay tu kabhi kahein
    meray naam bhi koi shaam kar
    meray dil k saye main aa zara
    meri dharknon main qayam kar
    yeh jo meray lafzon k phool hain
    teray raastay ki ye dhool hain
    kabhi in say sun meri dastan
    kabhi in k sath kalam kr...



    





Posted 03 Nov 2007

~CHANDNI~ says





Ham aaj saath saath nahi chaand raat hai
Tere khyal saath hain aur chaand raat hai

Kal saath the to chaand na tha phir bhi khush the ham
Tere bina udaas hain aur chaand raat hai

Ik roz chaand idd ka tha chhat pe dekhati
Tune kaha tha aaj to mil chaand raat hai

Dil ka har ek zakhm hai hara chandni me aaj
Jo tu nahi to khak bas ye chaand raat hai

Dil pe navazishen thin teri chandani si hi
Har raat hi lagti thi jase chaand raat hai

Saare hi hain chhat pe khade dekhate hain chaand
Mera hi chaand saath nahi chaand raat hai

Posted 03 Nov 2007

Miss mine says


Beautiful...   

Tanhaiyo me muskurana ishq hai,
ek baat ko sab se chhupana ishq hai,
yu to neend nahi aati hume raat bhar,
magar sote sote jagna or jagte jagte sona ishq hai...
Posted 04 Nov 2007

~tasha~ says
Posted 04 Nov 2007

~CHANDNI~ says
Miss mine said:



Beautiful...   

Tanhaiyo me muskurana ishq hai,
ek baat ko sab se chhupana ishq hai,
yu to neend nahi aati hume raat bhar,
magar sote sote jagna or jagte jagte sona ishq hai...





lov   u   jani
Posted 04 Nov 2007

eshajam says
WOW..chandni sis
and DP
great
Posted 04 Nov 2007

~CHANDNI~ says
***Dhamaka Jam***
Posted 05 Nov 2007

Quite the poets here!

Pakistan is just so damn talented
Posted 05 Nov 2007

~CHANDNI~ says
Posted 05 Nov 2007

~CHANDNI~ says




YAH CHAND HAME TADFATA HAI,
UNAKI YAD DILATA HAI,
CHAIN BHI LE JATA HAI,
HAR RAAT ME SATATA HAI,
PHIR BHI SABKO PYARA LAGTA HAI.
HUM NA HOTE TO AAPKO GAZAL KUN SUNATA,
AAPAKE CHEHARE KO GULAB KAUN KAHETA,
YAH TO KARISHMA HAI, HUM PYAR KARNE WALONKA,
NAHI TO PATHAR KO TAJ-MAHAL KAUN KAHATA.

Posted 05 Nov 2007

Mujrim says
Jaan Pakistani said:

Quite the poets here!

Pakistan is just so damn talented




it is bt no one gets it up









goood work chandni jeee
Posted 05 Nov 2007

~CHANDNI~ says
Posted 05 Nov 2007

~tasha~ says
Posted 06 Nov 2007

~CHANDNI~ says


Jaa tujhe jana hai to, tu laut ker jarrur aayega

Toot ker bikhregi, chand ki chandani tum per

Us roshni men ,tu mere saath bite pal ko payega

JUb bhi tum kisiko mukerta dekhegaa

Ek pal ke liye tu mera dard mehsoos ker jayega

Koi jub khushi se gule lug jayega

Meri baaho-n ka haar tujhe yad aayega

Jub bhur jayegi jholi teri khushiyon se

Mujhe yaad kerke, tu ashk to jarur bahayega

Jub bhi thaharaw jindagi men mehsoos karega tu

Jindagi ki kaarwaa-n. age budhe bhi to,

Tu jarur laut aayega

Hum to hain perdesh men
Desh men nikla hoga chand

Apni raat ki chhut per kitna
Tanha hoga chand ho

Hum to hain perdesh men
Desh mennikla hoga chand

Jin aankho-n men kajal bunker
tairi saari raat
Un aakho-n men aansoo ka ek
Katra hoga chand

Hum to hain perdesh men
Desh men nikla hoga chand

Raat ne aisa pech lagaya
Chhutio haath se dor
Aangan wale neem pe aaker
Antka hoga chand ho

Chand bina her ek din bita
Jaise yug beete ho
Mere bina kis hal men hoga
Kaisa hoga chand

Hum to hain perdesh men
Desh men nikla hoga chand


Posted 06 Nov 2007

~CHANDNI~ says
Posted 07 Nov 2007

~CHANDNI~ says


Ye Pichlay Ishq Ke Baatain Hain ...

gae guzray huwon ko kuch sahara kiyun nahi deta

woh qadir hai to raaton ko sitara kiyun nahi deta

koi rasta to ho aankhon ko dukh mein paar lagnay ka

samandar dai diya hai to kinara kiyun nahi deta

woh kiyun kar aise waise meray pallu baandh deta hai

jisay mein chahta hun woh pyara kiyun nahi deta

woh mujh ko bandh kay betha hai kiyun apni muhabbat mein

woh mera dil woh meri jaan khudara kiyun nahi deta

sar-e-takmeel-e-ghum bhi ek shikwa hai mera us say

woh adha cheenta kiyun hai woh sara kiyun nahi deta


may   CHANDA KI CHANDNI
Posted 07 Nov 2007

Miss mine says


   nice...   


   Yuun mere dil ke baraber tera ghum aaya hai
   Jaise sheesey ke muqabil koi patthar jaana

   Jaise mehtaab ko be ant samander chahey
   Me ne is taur se chaha tujhe aksar jaana...


Posted 07 Nov 2007

Reply to Topic