eshajam said:very nice moonbeam
and MM
Nigaho mein aur koi dosti ke kabil na raha,
Is kinare ka aur koi sahil na raha,
Chand jaisa dost mila humein zamin par,
Aasma ka chand bhi aab deedar k kabil nahi raha.
eshajam said:very nice moonbeam
and MM
Nigaho mein aur koi dosti ke kabil na raha,
Is kinare ka aur koi sahil na raha,
Chand jaisa dost mila humein zamin par,
Aasma ka chand bhi aab deedar k kabil nahi raha.
~CHANDNI~ said:
Be-maniya-n hote hain wo lamhe
Jub tum aas pas nahi-n hote
Lugta hai yu-n mujhe jaise
Jindagi thahar si gayee ho jaise
Aasma-n bhi be-raunak lugta hai mujhko K
Chand taro-n ki roshni chura li ho kisi ne jaise
Sitaro-n K ba-gair aasmaa-n ke pas
Buch hi jata hai Kya?
Dil ko sub kuchh luge adhura adhura sa
Jaise Khushi ba-gair hunsne men
Ruh jata hai kya?
Jitna tujhe chaha tha humne
Ab kisi ko utna na chah payenge
Socha tha bhul jawunga
Tujhe kubhi na kubhi
Rub hi behtar jane K
kyu-n tujhe bhula na suke
Honth ne chhupa liye
Chup hoker armma-n dil ke
Lekin bahut samjhaya phir bhi
En aankho-n ko samjha na suke
Miss mine said:
eshajam said:very nice moonbeam
and MM
Nigaho mein aur koi dosti ke kabil na raha,
Is kinare ka aur koi sahil na raha,
Chand jaisa dost mila humein zamin par,
Aasma ka chand bhi aab deedar k kabil nahi raha.
awww.. nice one jamzzz
~CHANDNI~ said:
Be-maniya-n hote hain wo lamhe
Jub tum aas pas nahi-n hote
Lugta hai yu-n mujhe jaise
Jindagi thahar si gayee ho jaise
Aasma-n bhi be-raunak lugta hai mujhko K
Chand taro-n ki roshni chura li ho kisi ne jaise
Sitaro-n K ba-gair aasmaa-n ke pas
Buch hi jata hai Kya?
Dil ko sub kuchh luge adhura adhura sa
Jaise Khushi ba-gair hunsne men
Ruh jata hai kya?
Jitna tujhe chaha tha humne
Ab kisi ko utna na chah payenge
Socha tha bhul jawunga
Tujhe kubhi na kubhi
Rub hi behtar jane K
kyu-n tujhe bhula na suke
Honth ne chhupa liye
Chup hoker armma-n dil ke
Lekin bahut samjhaya phir bhi
En aankho-n ko samjha na suke
Miss mine said:
Sab se chupa ker dard jo wo muskara dia,
Uski hansi ne tu aaj mujh ko rula dia.
Lehjay se uth rahi thi har ik dard ki dastan
Chehra bata raha tha sub kuch ganwa dia,
Awaz mein thehrao tha ankhon mein nami thi
Aur keh raha tha k mein ne sab kuch bhula diya,
Janay kia usko mukh se thein shikayatein
Tanhaiyon k dais mein khud ko basa dia,
Khud bhi woh hum say bichar k adhora sa ho gaya
Muj ko bhi itnay logoon mein tanha bana dia.....
eshajam said:
Miss mine said:
Sab se chupa ker dard jo wo muskara dia,
Uski hansi ne tu aaj mujh ko rula dia.
Lehjay se uth rahi thi har ik dard ki dastan
Chehra bata raha tha sub kuch ganwa dia,
Awaz mein thehrao tha ankhon mein nami thi
Aur keh raha tha k mein ne sab kuch bhula diya,
Janay kia usko mukh se thein shikayatein
Tanhaiyon k dais mein khud ko basa dia,
Khud bhi woh hum say bichar k adhora sa ho gaya
Muj ko bhi itnay logoon mein tanha bana dia.....
v.nice
Dosti se aaj pyaar sarmaya hai,
Teri dosti ne humein jina sikhaya hai,
Kya mange khuda se hum,
Woh to khud aaj mere dar par,
Teri dosti mangne aaya hai.
Miss mine said:
CONGRATULATIONS CHANDA KI CHANDNI
Happy Anniversary and May your marriage be Blessed with love, joy And companionship For all the years of your lives!
~tasha~ said:Happy Anniversary
~CHANDNI~ said:
Miss mine said:
CONGRATULATIONS CHANDA KI CHANDNI
Happy Anniversary and May your marriage be Blessed with love, joy And companionship For all the years of your lives!
thannnx thannnx alot
chanda ki lambi umer ki dowa do na hamy
shahrukh khan said:happy wedding anniversary sweetoooooooooooo may ALLAH give u two a happiness life
Miss mine said:Ameen SumAmeen
~CHANDNI~ said:
Miss mine said:
CONGRATULATIONS CHANDA KI CHANDNI
Happy Anniversary and May your marriage be Blessed with love, joy And companionship For all the years of your lives!
thannnx thannnx alot
chanda ki lambi umer ki dowa do na hamy
ALLAH unko lambi umer dey... Ameen SumAmeen
~CHANDNI~ said:
Maine puchha Chand Se K
Dekha hai kahi-n mere Yar sa Hasi-n
Chand Ne kaha Chandani Ki kasam
Nahi-n, Nahi-n , Nahi-n
Maine puchha chand se
Maine ye Hizaab Tera Dhoondha
Her Jagah sawal tera dhoondha
Kaliyo-n se Misal teri puchhi
Phoolo-n men Jawab tera Dhoondhja
Maine poochha bag se K
Falak ho ya Jami-n
Aisa phool hai kahi-n
Baag ne kaha ,her Kali ki kasam
Nahi-n Nahin Nahi-n
Maine puchha chand se
Chal hai K mauz ki Rawani
Julf Hai ki Raat ki kahani
Honth hain K Aiene kanwal K
Aankh hai K maiykade ki Rani
Maine poochha Jaam se K
Flak ho ya jami-n
Aisi mehfilen kahi-n
Jaam ne kaha Maykashi ki kasam
Nahi-n Nahi-n nahi-n
Maine Poochha Chand se
Khubsurti jo Tune payee
Loot gayee Khuda ki Bus Khudai
Mir ki Ghazal kahoon Tujhe main
Ya Kahoon Khayam Ki Rubai
Main jo poochha shayaro-n se K
Aisa koi Dil nashee-n
shier hai Kahi-n
Shayar Kahe Shayary Ki Kasam
Nahi-n Nahi-n nahi-n
Miss mine said:
~CHANDNI~ said:
Maine puchha Chand Se K
Dekha hai kahi-n mere Yar sa Hasi-n
Chand Ne kaha Chandani Ki kasam
Nahi-n, Nahi-n , Nahi-n
Maine puchha chand se
Maine ye Hizaab Tera Dhoondha
Her Jagah sawal tera dhoondha
Kaliyo-n se Misal teri puchhi
Phoolo-n men Jawab tera Dhoondhja
Maine poochha bag se K
Falak ho ya Jami-n
Aisa phool hai kahi-n
Baag ne kaha ,her Kali ki kasam
Nahi-n Nahin Nahi-n
Maine puchha chand se
Chal hai K mauz ki Rawani
Julf Hai ki Raat ki kahani
Honth hain K Aiene kanwal K
Aankh hai K maiykade ki Rani
Maine poochha Jaam se K
Flak ho ya jami-n
Aisi mehfilen kahi-n
Jaam ne kaha Maykashi ki kasam
Nahi-n Nahi-n nahi-n
Maine Poochha Chand se
Khubsurti jo Tune payee
Loot gayee Khuda ki Bus Khudai
Mir ki Ghazal kahoon Tujhe main
Ya Kahoon Khayam Ki Rubai
Main jo poochha shayaro-n se K
Aisa koi Dil nashee-n
shier hai Kahi-n
Shayar Kahe Shayary Ki Kasam
Nahi-n Nahi-n nahi-n
gr8 song
Din bar kiya inthizar thera,
Raat ko jaagi, hogaya sawera,
Inthizar mein ankein bandh hogayie,
Leken nahin mein sohyee,
Dil ki gherayoun mein hain aap,
Jaan dhunghie mein, nahin aap,
Diya dhoka kismat ney mujhko,
Lagh gayi badnaami thujh ko.
Zindagi bar karaoun ghi aitebar thera,
Jaise yeh deewana dil nahin raha mera.
Uparwaley khi nahin thi marzi,
Kar diya hume judaa kitnee jaldie.
Ab akhar dham thak yaad karoun ghi therie,
Kash aghaley janam mein ho mulaqat humarie...................