Miss mine said:Hawa jab teiz chalti hai
Tumhari yaad aati hai
Jab patte sarsaraate hain
Tumhara zikr hota hai
Kabhi holay se shab ko
Mere dil main aa ker key dekho
Hai aik mehfil saji hoti
Tumhara zikr hota hai
Tumhen kaise bataoon kitni chahat
Main ne ki tum se
Key jab aansoo chalakte hain
Tumhara zikr hota hai
Kabhi chanda ko main dekhoon
Kabhi taaray main ginti hoon
Jab chaandni muskurati hai
Tumhara zikr hota hai
Zamana hai bohat zalim
Kaheen yeh cheen na lay tum ko
Main bus khaamosh hoti hoon
Aur
Tumhara zikr hota hai...
Miss mine said:Hawa jab teiz chalti hai
Tumhari yaad aati hai
Jab patte sarsaraate hain
Tumhara zikr hota hai
Kabhi holay se shab ko
Mere dil main aa ker key dekho
Hai aik mehfil saji hoti
Tumhara zikr hota hai
Tumhen kaise bataoon kitni chahat
Main ne ki tum se
Key jab aansoo chalakte hain
Tumhara zikr hota hai
Kabhi chanda ko main dekhoon
Kabhi taaray main ginti hoon
Jab chaandni muskurati hai
Tumhara zikr hota hai
Zamana hai bohat zalim
Kaheen yeh cheen na lay tum ko
Main bus khaamosh hoti hoon
Aur
Tumhara zikr hota hai...
Fairl_Girl said:
rapunzel said:
Miss mine said:Hawa jab teiz chalti hai
Tumhari yaad aati hai
Jab patte sarsaraate hain
Tumhara zikr hota hai
Kabhi holay se shab ko
Mere dil main aa ker key dekho
Hai aik mehfil saji hoti
Tumhara zikr hota hai
Tumhen kaise bataoon kitni chahat
Main ne ki tum se
Key jab aansoo chalakte hain
Tumhara zikr hota hai
Kabhi chanda ko main dekhoon
Kabhi taaray main ginti hoon
Jab chaandni muskurati hai
Tumhara zikr hota hai
Zamana hai bohat zalim
Kaheen yeh cheen na lay tum ko
Main bus khaamosh hoti hoon
Aur
Tumhara zikr hota hai...
MM
kOoLeSt1 said:
Miss mine said:Hawa jab teiz chalti hai
Tumhari yaad aati hai
Jab patte sarsaraate hain
Tumhara zikr hota hai
Kabhi holay se shab ko
Mere dil main aa ker key dekho
Hai aik mehfil saji hoti
Tumhara zikr hota hai
Tumhen kaise bataoon kitni chahat
Main ne ki tum se
Key jab aansoo chalakte hain
Tumhara zikr hota hai
Kabhi chanda ko main dekhoon
Kabhi taaray main ginti hoon
Jab chaandni muskurati hai
Tumhara zikr hota hai
Zamana hai bohat zalim
Kaheen yeh cheen na lay tum ko
Main bus khaamosh hoti hoon
Aur
Tumhara zikr hota hai...
Miss mine said:Tum Jo Sath Ho Meray
Tum Jo Pass Ho Meray
Zindagi K Rango Mein
Ik Ajab C Shokhi Hai
Dil Mein Ik Sakoon Sa Hai
Aur Aankh Mein Nami C Hai
Soch K Khizaon Mein
Raaj Hai Tarano Ka
Meri Har Subh-E-Naw
Moziyan Hai Ujalon Say
Roshan Hai Tareeki Bhi
Chandni K Haalon Say
Tum Jo Sath Ho Meray
Tum Jo Pass Ho Meray
Meray Jazbon Ki Yeh Gehraiyan
Sab Teray Hi Dam Say Hain
Jharno K Tarano Mein
Panchi Ki Urrano Mein
Jo Bhi Sehar Pan Hai
Teray Ehsas Ka Jadoo Hai
Tum Ko Tau Maloom Hi Hoga
Aisa Kis Waja Say Hai
Meri Subha Kyun Roshan Hai
Meri Raat Kyun Mozaiyan Hai
Tum Jo Sath Ho Meray
Tum Jo Pass Ho Meray...
Miss mine said:Ae Chand Apni Chandni Un Per Nichawar Karna
Unhain Apni Aaghosh Mein Laina
Unhain Pyar Se Thapki Dena
Our Kehna Unhain Koi Yaad Karta He
Barish Apney Nannay Qatron Say
Un K Chehray Ko Begho Dena
Un K Hathon Pe Bosa Dena
Our Kehna Unhain Koi Yaad Karta He
Ay Phool Apni Khashboo Say Un Ko Mehkana
Apni Narmi Say Unko Geet Sunana
Our Kehna Unhain Koi Yaad Karta He..
~CHANDNI~ said:

Ae Chand Apni Chandni Un Per Nichawar Karna
waoo really very nice
~CHANDNI~ said:
Zindagi jali, jali zindagi, zindagi jali kuch is tarah
Chandni khili khili chandni, chandni khili kuch is tarah
Dali pe lage phule they, ped se tano se aise kuch jude,
Rishta modte, Dilo ko todte, Dali ko chodte daar lage
Zindagi jali jali zindagi, zindagi jali kuch is tarah
Akele raaste, Akele chale, Dur Dur tak dhul ude,
Tanhai Thi, tanhai Banti, tanhai se tanhai kati

Suraj ka phera, roshni basera, phelaja dharti par Kuch aise
Zannat jaise, bhulkar raasta, aakar dera basaye hai
Chadni khili khili chandni, chandni khili kuch is tarah

Dil ke jazbaat, ankho se baayan, baat aise jo chali
Samjhe kai, nasamjhe koi, samjhaye use ye kis tarah,

Khushiyo ki lehar, hasi ki fuhaar, muskaan kuch aisi khili
Ankho ka Pani, Moti zabani, thamaye na thame is tarah
zindagi jali jali zindagi, zindagi jali kuch is tarah

olldman said:MM, realy a wonderful collection. More and lots of it.
rapunzel said:lagi raho kurriyo
olldman said:
~CHANDNI~ said:
Zindagi jali, jali zindagi, zindagi jali kuch is tarah
Chandni khili khili chandni, chandni khili kuch is tarah
Dali pe lage phule they, ped se tano se aise kuch jude,
Rishta modte, Dilo ko todte, Dali ko chodte daar lage
Zindagi jali jali zindagi, zindagi jali kuch is tarah
Akele raaste, Akele chale, Dur Dur tak dhul ude,
Tanhai Thi, tanhai Banti, tanhai se tanhai kati
Zindagi jali jali zindagi, zindagi jali kuch is tarah
Suraj ka phera, roshni basera, phelaja dharti par Kuch aise
Zannat jaise, bhulkar raasta, aakar dera basaye hai
Chadni khili khili chandni, chandni khili kuch is tarah
Zindagi jali jali zindagi, zindagi jali kuch is tarah
Dil ke jazbaat, ankho se baayan, baat aise jo chali
Samjhe kai, nasamjhe koi, samjhaye use ye kis tarah,
Zindagi jali jali zindagi, zindagi jali kuch is tarah
Khushiyo ki lehar, hasi ki fuhaar, muskaan kuch aisi khili
Ankho ka Pani, Moti zabani, thamaye na thame is tarah
zindagi jali jali zindagi, zindagi jali kuch is tarah
Chandni khili khili chandni, chandni khili kuch is tarah
Zindagi jali jali zindagi, zindagi jali kuch is tarah
Bahut khoobsurt hai ye (poem) Chandni ji.
rapunzel said:welcum dear n very gud
Miss mine said:Jo dekha tumko,
to dekha chandni,
Jo dekhi tumhari muskan,
to dekha saagar,
Jo dekhi tumhari aankhen,
to dekha mera dil,
Jo suni tumhari baatein,
to suna meine geet,
Jo paya tumhara saath,
to mili mujhe preet,
Jo nazar tumhari uthi,
to suraj nikla,
Jo nazar tumhari jhuki,
to chand nikla,
Jo meine dekha tujhe to sara jahan nazar aaya!