Miss mine said:
~CHANDNI~ said:
Aasmano ki dunya nahi mere paas
Main ho greeb dongi bas tera saath
Chaand tare kiya main lao jhoot kiu main batao
Saci sachi boli bole dilki her baat
Taajmhal na main mango na mango gadi bangle
Dene hai tu de de sajan umer bher hato main haat
Aasmano ki dunya nahi mere paas
Chota sag gher ho bas usmain sajan ho
Saath tere bas main raho din ho ya raat
Ho main grebe bas donigi tera saath
Koi wada main na karo koi qasmain na khani
Main ho grebe main tu bas do pyaar se her qurbani
Ahsaas tere dil kho greeb dongi bas tera saath
Chaand tare kiya main lao jhoot kiu main batao
Saci sachi boli bole dilki her baat
Taajmhal na main mango na mango gadi bangle
Dene hai tu de de sajan umer bher hato main haat
Aasmano ki dunya nahi mere paas
Chota sag gher ho bas usmain sajan ho
Saath tere bas main raho din ho ya raat
Ho main grebe bas donigi tera saath
Koi wada main na karo koi qasmain na khani
Main ho grebe main tu bas do pyaar se her qurbani
Ahsaas tere dil ka banke dogi bas main pyaar ki saogata banke dogi bas main pyaar ki saogat
Aasmano ki dunya nahi mere paas
or CHANDA KI CHANDNI
bahut khub chanda ki chandni
Miss mine said:Hum ne Kisi ki yaad main rona hi chor diya
Apni Zindagi ko talaash karna hi chor diya
Sab purani baate bhoola diye hum ne
Ab Dil main maazi basana chor diya
Kaanton se bhar dete hain log daaman
Hum ne Aangan main Phool khilana hi chor diya
Kabhi na maange ge kisi se bheek Mohabbat ki
Is hi liye hum ne Pyaar karna hi chor diya..
~CHANDNI~ said:wow
Chand ko sitaron se aur mujhe tum se Mohabbat hai
Phoolon ko baharon se aur mujhe tum se Mohabbat hai
Mehfil main jo milna nighahein jhuka lena
koi samjh na paye ke mujhe tum se Mohabbat hai
Ab tere hijr main bus ek kaam hai Aasman takna
Tum sitaron pe likh dena mujhe tum se Mohabbat hai
Hai hamain ehsas tum ko bhi hum se Pyaar hai lekin
Yeh mere ru - ba - ru kehna mujhe tum se Mohabbat hai
NAHI JEENA TERE BINAAAAAAAAA
~CHANDNI~ said:
Miss mine said:
~CHANDNI~ said:
Aasmano ki dunya nahi mere paas
Main ho greeb dongi bas tera saath
Chaand tare kiya main lao jhoot kiu main batao
Saci sachi boli bole dilki her baat
Taajmhal na main mango na mango gadi bangle
Dene hai tu de de sajan umer bher hato main haat
Aasmano ki dunya nahi mere paas
Chota sag gher ho bas usmain sajan ho
Saath tere bas main raho din ho ya raat
Ho main grebe bas donigi tera saath
Koi wada main na karo koi qasmain na khani
Main ho grebe main tu bas do pyaar se her qurbani
Ahsaas tere dil kho greeb dongi bas tera saath
Chaand tare kiya main lao jhoot kiu main batao
Saci sachi boli bole dilki her baat
Taajmhal na main mango na mango gadi bangle
Dene hai tu de de sajan umer bher hato main haat
Aasmano ki dunya nahi mere paas
Chota sag gher ho bas usmain sajan ho
Saath tere bas main raho din ho ya raat
Ho main grebe bas donigi tera saath
Koi wada main na karo koi qasmain na khani
Main ho grebe main tu bas do pyaar se her qurbani
Ahsaas tere dil ka banke dogi bas main pyaar ki saogata banke dogi bas main pyaar ki saogat
Aasmano ki dunya nahi mere paas
or CHANDA KI CHANDNI
bahut khub chanda ki chandni
THANNNX MM JANI
Miss mine said:Bhooli Bisrii yadoun Ki Kirnoun Ko Saja Kar roye hain
Wo Chehra Jab yaad Aaya hum Shama jalla Kar roye hain
Sath tumhara Kia choota Tha dard Sey Har Rishta toota Tha
Yeh Aansoo hain Khushi K Aansoo tum Ko Pa Kar Roye hain
Apni Hii majboori Thi jo hont Hmaray khul Na Sakay
jab Bhe Manga KHUDA Sey Tumhien bus Haath Utha Kar roye hain
Yaad hai Ab Tak Shaam e jUdaii Wo Palkien Bhe Bheegi Thien
Aaj Unhien Aankhon K Khwaab Saja Kar roye hain...
Fairl_Girl said:
~CHANDNI~ said:wow
Chand ko sitaron se aur mujhe tum se Mohabbat hai
Phoolon ko baharon se aur mujhe tum se Mohabbat hai
Mehfil main jo milna nighahein jhuka lena
koi samjh na paye ke mujhe tum se Mohabbat hai
Ab tere hijr main bus ek kaam hai Aasman takna
Tum sitaron pe likh dena mujhe tum se Mohabbat hai
Hai hamain ehsas tum ko bhi hum se Pyaar hai lekin
Yeh mere ru - ba - ru kehna mujhe tum se Mohabbat hai
NAHI JEENA TERE BINAAAAAAAAA
~CHANDNI~ said:
Chand Sitary Roth Gay Hain
Phool Thy Hum
Ab Dhuul Hye Hian
Yadoon Ke Anmool Khizaany
Ankhon Main Hain Dhundhlay Dhundhlay
Tera Dheema Dheema Lahja
Raat Ke Pichlay Paher Main Akser
Yaad Ata Hai... Terpata Hai
Lakin Ab Wapus Matt Ana
Mery Baloon Ki Ratoon Main
Berf Chamakti Hai Ab Her Suu
Ankhain Bhujty Taroon Jasi
Chehra Bhi Shadaab Nahi Hai
Sans Bhi Kuch Kuch Be Hangum Si Hai
Hontoon Ki Lali Bhi Kum Hai
Haar Dya Hai Main Ne Sabb Kuch
Teri Chahat Mian Dekha Naa!!!!
Abb Matt Ana,Abb Matt Ana.
Miss mine said:mai nay haq-e-muhabat ada kiya
na kabhi kisi se gila kiye
mujy ajab is ka sila mila
mujy dil se us ny bhula diya
muhabatoon ki kitab ka
her aik warq jala diya
wo jo arzoo ka charag tha
usay nafraton ny buja diya
mujy zakum phir aik naya diya
mujy iss muhabat ny kya diya
wo jo kehty thy khush raho
wo jo thy meri jaan tum her dum hasa kro
mujhy aj unhoon ny rula diya
mera nishaan tak mita diya..
Miss mine said:
~CHANDNI~ said:
Chand Sitary Roth Gay Hain
Phool Thy Hum
Ab Dhuul Hye Hian
Yadoon Ke Anmool Khizaany
Ankhon Main Hain Dhundhlay Dhundhlay
Tera Dheema Dheema Lahja
Raat Ke Pichlay Paher Main Akser
Yaad Ata Hai... Terpata Hai
Lakin Ab Wapus Matt Ana
Mery Baloon Ki Ratoon Main
Berf Chamakti Hai Ab Her Suu
Ankhain Bhujty Taroon Jasi
Chehra Bhi Shadaab Nahi Hai
Sans Bhi Kuch Kuch Be Hangum Si Hai
Hontoon Ki Lali Bhi Kum Hai
Haar Dya Hai Main Ne Sabb Kuch
Teri Chahat Mian Dekha Naa!!!!
Abb Matt Ana,Abb Matt Ana.
jani luv u beautiful
Miss mine said:Ankhon Mein Sama Jao, Is Dil Mein Raha Karna
Taron Mein Hansa Karna, Phoolon Mein Khila Karna
Jab Se Tumhein Dekha Hai, Jab Se Tumhein Paya Hai
Kuchh Hosh Nahin Mujhko, Ek Nasha Sa Chhaya Hai
Ab Baat Jo Karni Ho, Aankhon Se Kaha Karna
Aey Kaash Dharkta Dil, Kuchh Der Thahar Jaaye
Ye Raat, Mohabbat Kii, Yunhii Na Guzar Jaae
Baqi Hai Abhii Tum Par, Ye Jaan Fidaa Karnaa
Aankhon Mein Samaa Jaao, Is Dil Mein Rahaa Karna
Kismat Na Dikhaye Ab, Ghariyaan Hamein Furaqat Ki
Har Raat Yuunhi Chamake,Taqadir Mohabbat Ki
Aey Chand Sitaaro Tum Mil Jul Ke Duaa Karna
Aankhon Mein Samaa Jaao, Is Dil Mein Rahaa Karna. . .
~CHANDNI~ said:OMG JAy itny romantic itny piyary potry awsome very nice
but tell me yah kise kay liye hay
dosselpoh said:
~CHANDNI~ said:OMG JAy itny romantic itny piyary potry awsome very nice
but tell me yah kise kay liye hay
aisha,anum,asma,asifa,ambreen,alishba, areeba, bisma,bushra,asma,fiza,rabab,sara,hameeda,hira,
humaira,nida,sumrah,faryal,abida,sajda,anousha,
iqra,kanwal,shamim,shabana,saima,batool,kaneez,
farah,zahra,fatima,urooj,zainab,saniya,samiya,
maya,ainy,sakina,salma,maria,sidra,zara,sarah,
mehwish,safia,saleema,wajeeha,abeer,najda,sayeeda,
shabnam,jamila,shakeela,feroza,qurat-ul-ain,aeliya,
madiha,hira,heera,hoor,rashida,rizwana,LaLita,Papita,
sehrish,naureen,batool,amna,anum,laila,mamoona,masooda,
mumtaz,maham aur rida....
ONLYARBAB said:Naa gubaar mein na gulaab mein mujhe dekhanaa
mere dard ki aab-o-tab mein mujhe dekhanaa ,
kisi vaqt shaam malaal mein mujhe sochanaa
kabhii apane dil ki kitaab mein mujhe dekhanaa,
kisi dhun mein tum bhii jo bastiyon ko tyaag do
isii rah-e-Khaanaa Kharaab mein mujhe dekhanaa ,
kisi raat maah-o-najuum se mujhe puuchhanaa
kabhii apanii chashm puraab mein mujhe dekhanaa ,
,
Isi dil se ho kar guzar gaye kai kaaravaan
kii hijraton ke zaab mein mujhe dekhanaa,
main na mil sakuun bhii to ,kyaa huaa ke fasaanaa huun
nai daastaan naye baab mein mujhe dekhanaa ,
mere Khaar Khaar savaal mein mujhe Dhundhana
mere geet mein, mere Khvaab mein mujhe dekhanaa,
mere aansuon ne bujhaai thi merii tashnagii
Isii barg ziidaa sahaab mein mujhe dekhanaaa,
vahii ik lamhaa diid thaa ke rukaa rahaa
mere roz-o-shab ke hisaab mein mujhe dekhanaa,
jo tadap tujhe kisi aaiine mein na mil sake
to phir aaiine ke javaab mein mujhe dekhanaa...
ONLYARBAB said:Aur ab to
Hawaen bhi us ki tarah
Kaj udaas ho gayi hain
K meri gali se wo
Yooun daman apna bacha kar
Guzarti hain jaise
Shanasa nahi theen kabhi
Mosmom kay farishtay bhi
Jaisay rutoon ko badalna
Bhula se gaye hain
Door tak soch ki dharti par
Dard ki fasal hi ugg ayi hai
Ye suna hai k ab katib-e-waqt ne
Wisal k paney par ja baja
Hijar ka alfaz likh dala hai
Aur judai k is lafz ko parhte parhte
Meri ankhain bhi
Qurbaton k haseen naram chehre
Sabhi bhoolti ja rahi hain
Ye mehjoriyan is qadar barh gayi hain
K ab too
Usay khuwab main dekhna bhi
Mujhey khuwab sa lagta hai
~CHANDNI~ said:
Chand se parda kijiye Kahin chura na le chehre ka noor
aie mere umnawaz , aie mere huzoor
Aie mere humnawaz aie mere huzoor
Haan chand se parda kijiye
Julfon se udi khushboo pyaar ki
Hothon pe kheel gayee kaliyan bahar ki
Phool se parda kijiye , kahin cura na le
Chehre ka noor
Aie mere humnawaz , aie mere huzoor
Haan chand se parda kijiye
Lugti ho kisi shayar ka khayal
Aisi saadgi to hai khud men be-mishal
Aisi saaadgi to hai khud men be-mishal
Khud se parda kijiye
Haan khud se parda kijiye , kahin chur na le
Chehre ka noor
Aie mere humnawaz aie mere huzoor.
Chand se parda kijiye
Hans den jo aap agar ban jayen dasta-
Hans den jo aap agar ban jaye dasta-n
Palken jo jhuki to ruk jaye aasman-n
Rub se parda kijiye
Haan rub se parda kijiye. kahin chura na le
Chehre ka noor
Chand se parda kijiye, kahin chura a le
Chehre ka noor
Aie mere humnawaz , aie mere huzoor