eshajam said:all of u
eshajam said:Wo Chand Jaise Aasman Mein
Chamakte Rahe,Hum Raat Bhar
Unki Chamak Mein Khoye Rahe,
Jaante Hain Kabhi Na Paa
Sakenge Unhe,Phir Bhi Har Duaa
Mein Unhi Ko Mangte Rahe...!!!!
Miss mine said:Pichhly peher ki raat thi,
tanhai or uski yad thi.
Chand ne mujhse kaha kon hai?
Maine kaha koi khaas nahi.
Bola zindgi kesi hai?
maine kaha koi saath nahi.
Bola phir kiya chahty ho?
maine kaha koi Aas nahi.
Bola tumne pyar kya hai?
maine kaha kuch Yad nahi.
Bola tumhary sath bhi dohka howa?
Maine kaha asi koi bat nahi.
Bola phir ek bat kahon tumse?
Maine kaha koi aetraz nahi.
Bola phir tumny pyar kia hai or wo tere sath nai..
MISS YOU
Miss mine said:
eshajam said:all of u
thankooo
~CHANDNI~ said:
“Apnii Hasraton ko khud apnii Aankhon se Jaltaa dekhaa…
Chand ki tarah humne Pyar ko bhi marrtaa dekha…”
sach mein yeh kavitayen aapki diary ke panno se nikali
maloom padti hai … dard ki gahrayi.. shabdon mein jaan
si daal rahi hai … bachpan mein padha tha kahin ..
viyogi hoga pahla kavi .. aah se nikla hoga gaan …
aapki kavitayen bhi kuch aisa hi aabhas karati hain ..
kisi din baith ke sare poems padhoonga…
yun hi likhte rahiye
mey bass chanda ki chandi
eshajam said:aare wah
buhoth kub ji

awsammm
Beautiful poem sent from my jan
sabz madham roshani main surkh anchal ki dhanak
sard kamre main machalti garm sanson ki mahak
bazuon k sakht halqe main koi nazuk badan
silwaten malbus par anchal bhi kuch dhalka hua
garmi-e-rukhsar se dahki hui thandi hawa
narm zulfon se mulayam ungliyon ki cher char
surkh honton par shararat k kisi lamhen ka aks
reshami bahon main churi ki kabhi madham dhanak
sharmagin lahjon main dhire se kabhi chahat ki bat
do dilon ki dhrkanon main gunjti thi ek sada
kanpte honton pe thi Allah se sirf ek dua
kash ye lamhe thahar jayen thahar jayen zara
~tasha~ said:wow!!
Miss mine said:
aap ka phone buzyyy miss u jani
Tum raaz agar hote main Dil mein chupa leti
Muskati Hui Aankhein,Elan na ban jayen
Jab Naam tera aata palkon ko jhuka leti
Tum meri taraf chalkar jis taraf se bhi aate
Har Simt meri aankhein qadmon ke tale paate
Ek Mithi hansi hans kar sou phool khila jaate
Ye Phool utha leti, rangon mein naha leti
Tum raaz agar hote main Dil mein chupa leti
Tum Meri Ummidon ki kashti ke liye saahil
Manzil ke liye rasta,Aankhon ke liye kaajal
Tum Dhup mein jab aate ban jaati wahin baadal
Aawaz agar Hote geeton mein chupa leti
Tum raaz agar hote main Dil mein chupa leti..
QUEEN VICTORIA said:khali angoothay dikha rahay ho sab kuchh bolo bhi
~CHANDNI~ said:
Miss mine said:
aap ka phone buzyyy miss u jani
Tum raaz agar hote main Dil mein chupa leti
Muskati Hui Aankhein,Elan na ban jayen
Jab Naam tera aata palkon ko jhuka leti
Tum meri taraf chalkar jis taraf se bhi aate
Har Simt meri aankhein qadmon ke tale paate
Ek Mithi hansi hans kar sou phool khila jaate
Ye Phool utha leti, rangon mein naha leti
Tum raaz agar hote main Dil mein chupa leti
Tum Meri Ummidon ki kashti ke liye saahil
Manzil ke liye rasta,Aankhon ke liye kaajal
Tum Dhup mein jab aate ban jaati wahin baadal
Aawaz agar Hote geeton mein chupa leti
Tum raaz agar hote main Dil mein chupa leti..
waooo great jani where is sahiiil