olldman said:
Miss mine said:
~CHANDNI~ said:
Miss mine said:janat ki hoor thee ya shaayer ka khuaab theen
laakhon mai aik tum hi mera intikhaab theen
qudrat ne husn khaas hi tarkeeb se diya
kuch meri nigahoon ki farmaishen bhi theen
main ne hi tujhe deed ke qabil tha banaya
unwaan jin ka too bana ghazlen woh meri theen..
LOV U
mwahzzz
kabhi tu meri udas shamoon ko mehkao
kabhi tu meri udas raaton mein roshni ban ke aao
kabhi tu ghata ban ker is sehra ko serab ker jao
kabhi tu hawa ban ker merey anchal ko lehrao
kabhi ansoo ban ker meri palkoon per ruk jao
kabhi aks ban ker meri aankhon mein sama jao
kabhi chahat ban ker meri zindagi mein aao
kabhi bahar ban ker zindagi ke rang bikhrao..
ACHA TO YAHAN A CHUPHEY HEIN, PHIR SHAHIRI APP KI KAISEY PHAR PAYEIN GHEY.
~CHANDNI~ said:
Suraj paas ho na ho,
Roshni aaspaas rehti hai,
Chand paas ho na ho, Chandni aaspaas rehti hai,
Waise hi aap paas ho na ho,
Apki Yaadein hamesha saath rehti hain!
Miss mine said:
really nice poetry OA keep posting
Miss mine said:
~CHANDNI~ said:
Suraj paas ho na ho,
Roshni aaspaas rehti hai,
Chand paas ho na ho, Chandni aaspaas rehti hai,
Waise hi aap paas ho na ho,
Apki Yaadein hamesha saath rehti hain!
beautiful
Basi hain ajab khawahishain mere dil main
Mujhe chahe jane ki khawahish nahi hai
Hamesha rahe woh mere samne bas
Main us se kahoon aur woh mujh ko sune bas
Mere dil main utre yeh hasrat nahi hai
Basi hain ajab khawahishain mere dil main
Mujhe chahe jane ki khawahish nahi hai
Woh khud hi ho ruswa khudi maan jaye
Jo main rooth jaon to mujh ko manaye
Mere paas aaye zara muskaraye
Jo main ro paroon to woh aansoo bahaye
Dopatte ke pallu se meri bheegi ankhon k aansoo samete
Mere paas baithe
Mujhe batlaye, Mujhe samjhaye
Yeh har pal udaasi kuch achi nahi hai
Tumhari nigahon main rim jhim yeh shabnam Kuch sajti nahi hai
Nahi chahta main k woh mujhko soche mujhi ko woh chahe
Mujhe apne jeewan ka hissa banaye
Mujhe us ki chahat se matlab nahi hai
Us ki mohabbat ki chahat nahi hai
Haan khawahish hai jis ki Hai woh lafz Tawajjah
Woh shab Dosti hai..
ONLYARBAB said:naa aane doon ga kabhi ikhtalaf ke pehloo
tu kahe gi to din ko raat likh doon ga
tu saath de tere dost ka tujh se wada hai
aaj se tere naam ye kul kaynaat likh do ga
Miss mine said:
Unka Waada He Ki Vo Laut Aayenge
Esi Umeed Pe Hum Jiye Jayengey
Ye Intzaar Bhi Unhi Ki Tarah He
Kar Rahe They, Kar Rahe He Aur Kiye Jayenge.. miss u moonbeam
~CHANDNI~ said:
Zindagi jali, jali zindagi, zindagi jali kuch is tarah
Chandni khili khili chandni, chandni khili kuch is tarah
Dali pe lage phule they, ped se tano se aise kuch jude,
Rishta modte, Dilo ko todte, Dali ko chodte daar lage
Zindagi jali jali zindagi, zindagi jali kuch is tarah
Akele raaste, Akele chale, Dur Dur tak dhul ude,
Tanhai Thi, tanhai Banti, tanhai se tanhai kati
Zindagi jali jali zindagi, zindagi jali kuch is tarah
Suraj ka phera, roshni basera, phelaja dharti par Kuch aise
Zannat jaise, bhulkar raasta, aakar dera basaye hai
Chadni khili khili chandni, chandni khili kuch is tarah
Zindagi jali jali zindagi, zindagi jali kuch is tarah
Dil ke jazbaat, ankho se baayan, baat aise jo chali
Samjhe kai, nasamjhe koi, samjhaye use ye kis tarah,
Zindagi jali jali zindagi, zindagi jali kuch is tarah
Khushiyo ki lehar, hasi ki fuhaar, muskaan kuch aisi khili
Ankho ka Pani, Moti zabani, thamaye na thame is tarah
zindagi jali jali zindagi, zindagi jali kuch is tarah
Chandni khili khili chandni, chandni khili kuch is tarah
Zindagi jali jali zindagi, zindagi jali kuch is tarah
asif shahzad said:outstanding sharing
Rehan M Din said:
khoob....
Miss mine said:Jheel Mein Chaand Nazar Aye Thi Hasarat Usaki
Kab Se Ankhon Mein Liye Baitha Huun Surat Usaki
Ek Din Mere Kinaron Mein Simat Jayegi
Tehare Paani Si Yeh Khamosh Muhabaat Usaki
Bandh Mutii Ki Tarah Woh Kabhi Khulata Hi Nahin
Faasale Aur Badaa Deti Hai Kurbat Usaki
Kisne Jaana Hai Badalate Hua Mausam Ka Mizaaz
Usko Chaho Toh Samaj Paaoge Fitrat Usaki..
Miss mine said:Jheel Mein Chaand Nazar Aye Thi Hasarat Usaki
Kab Se Ankhon Mein Liye Baitha Huun Surat Usaki
Ek Din Mere Kinaron Mein Simat Jayegi
Tehare Paani Si Yeh Khamosh Muhabaat Usaki
Bandh Mutii Ki Tarah Woh Kabhi Khulata Hi Nahin
Faasale Aur Badaa Deti Hai Kurbat Usaki
Kisne Jaana Hai Badalate Hua Mausam Ka Mizaaz
Usko Chaho Toh Samaj Paaoge Fitrat Usaki..
~CHANDNI~ said:
a deJis Din Se Juda Wo Hum Se Huye
Is Dil Ne Darakna ChoR Diya
Hai Chaand Ka Mouh Utra Utra
Taro Ne Chamakna ChoR Diya
Woo Pass Humare Rahte The
Be Rut Bhi Bahaar Aa Jati
Aab Lakh Bahare Aaye
Phoolo Ne Mahakna ChoR Diya
Hai Chaand Ka Mouh........ .
Hum Raah Koi Saathi Bhi Nahi
Aab Yaad Koi Baki Bhi Nahi
Aab Phool Khile Jakhmoo Ke Kaya
Aakhoo Ne Barasna ChoR Diyaa
Hai Chaand Ka Mouh........ .
Hum Ne Duyaa Jab Bhi Maangi
Takder Badal De E Malik
Aawaz Aayi Ke Aab Hum Ne
Takdeer Badalna ChoR Diyaa
Hai Chaand Ka Mouh........ .
Jis Din Se Juda Wo Hum Se Huye
Is Dil Ne Darakna ChoR Diya **
~CHANDNI~ said:
a deJis Din Se Juda Wo Hum Se Huye
Is Dil Ne Darakna ChoR Diya
Hai Chaand Ka Mouh Utra Utra
Taro Ne Chamakna ChoR Diya
Woo Pass Humare Rahte The
Be Rut Bhi Bahaar Aa Jati
Aab Lakh Bahare Aaye
Phoolo Ne Mahakna ChoR Diya
Hai Chaand Ka Mouh........ .
Hum Raah Koi Saathi Bhi Nahi
Aab Yaad Koi Baki Bhi Nahi
Aab Phool Khile Jakhmoo Ke Kaya
Aakhoo Ne Barasna ChoR Diyaa
Hai Chaand Ka Mouh........ .
Hum Ne Duyaa Jab Bhi Maangi
Takder Badal De E Malik
Aawaz Aayi Ke Aab Hum Ne
Takdeer Badalna ChoR Diyaa
Hai Chaand Ka Mouh........ .
Jis Din Se Juda Wo Hum Se Huye
Is Dil Ne Darakna ChoR Diya **
Miss mine said:
~CHANDNI~ said:
a deJis Din Se Juda Wo Hum Se Huye
Is Dil Ne Darakna ChoR Diya
Hai Chaand Ka Mouh Utra Utra
Taro Ne Chamakna ChoR Diya
Woo Pass Humare Rahte The
Be Rut Bhi Bahaar Aa Jati
Aab Lakh Bahare Aaye
Phoolo Ne Mahakna ChoR Diya
Hai Chaand Ka Mouh........ .
Hum Raah Koi Saathi Bhi Nahi
Aab Yaad Koi Baki Bhi Nahi
Aab Phool Khile Jakhmoo Ke Kaya
Aakhoo Ne Barasna ChoR Diyaa
Hai Chaand Ka Mouh........ .
Hum Ne Duyaa Jab Bhi Maangi
Takder Badal De E Malik
Aawaz Aayi Ke Aab Hum Ne
Takdeer Badalna ChoR Diyaa
Hai Chaand Ka Mouh........ .
Jis Din Se Juda Wo Hum Se Huye
Is Dil Ne Darakna ChoR Diya **
bahut khub
kahi chand rahoon mai kho gaya,
kehi chandni batak gai,
mai chirag vo b buja hua ,
meri rat kaisy chamak gai,
meri dastan ka arooj tha ,
teri nam palkon ki chayon mai,
mery sath tha tujy jagna ,
teri ankh kesy chapak gai,
bala hum mily b to kya mily,
wohi doorian wohi fasily,
na kabi hamary kadam bhary,
na kabi tumhari jijak gai,
tery hath sy mery hont tak wohi intezar ki piyas hai,
mery nam ki jo sharab thi kahi rasty ma chalak gai,
tujy bhool jany ki koshishain kabi kamyab na ho sakin,
teri yad shah-e-gulab hai ,
jo hawa chali to lachak gai..