~CHANDA ki CHANDNI~

124075 views 1633 replies
Reply to Topic
~CHANDNI~

Age: 124
Total Posts: 56416
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom

Mere zameen per jo ~CHANDNI~ hai wo sub tere hai

Mery falak per jo dilkashi hai wo sub tere hai

Jo titliyon k paron py likhy hai khat mery hain

Yeh jugnoon mein jo roshni hai hai wo sub tere hai

Jo shab py chai khamoshiyan hain wo sub mere hain

Seher mein jitni bhi nagmgi haiwo sub tere hai

Jo tery manzar mein or manzar hain sub mery hain

Jo mery seeny mein shaire haiwo sub tere hai

Jo tery muthe mein khushboven hain wo sub mery hain

Jo mere ankhon mein roshni haiwo sub tere hai

                               ~CHANDA   KI CHANDNI ~

Posted 21 May 2007

~CHANDNI~ says
Rapunzel said:

Raat hogi to chand bhi dikhai dega,
khabho me tumhe vo chehra bhi dikhai dega;
ye mohabat hai jara soch ke krna,
kyonki ik AANSU bhi gira to sunai dega.

Posted 24 Jan 2009

~CHANDNI~ says
Miss mine said:

Tery bina ye dil kahi na lagy
tujh ko tujh say chura lo agar bura na lagy

Agar tum per marna hai tu is tarah maroon
k dil tu kia dharkan ko bhi pata na lagy..

Posted 24 Jan 2009

~CHANDNI~ says

Chand ki chandni

Chand ki chandni suraj ki tapish ko milaya ho ga
Janay us ko kia soch kar Rab nay banaya ho ga
Chand bhi us ko dekh kar Rab say shekwah karta ho ga Zalim ko janat ki horoon se bhi chupaya ho ga
Dekha us ko to janay kia howa in mari ankhoon main
Log samjay ya dewana may khanay say aya ho ga
Ya mandir kay pujari kahan gay sab kay say sab
Wo butt-e-kafir mandir main zaror de
Posted 26 Jan 2009

Rapunzel says
Posted 26 Jan 2009

olldman says
Miss mine said:

Tery bina ye dil kahi na lagy
tujh ko tujh say chura lo agar bura na lagy

Agar tum per marna hai tu is tarah maroon
k dil tu kia dharkan ko bhi pata na lagy..

Bohut achi, MM.
Posted 27 Jan 2009

olldman says
Miss mine said:

Mery Ajnabi Mery Ashna Tujhi Ko Harf Harf Dua Likhon,
Koi Aesa Wasal Naseeb Kar,Tujhe Chand Tarey Hawa Likhon,

Agar Ban Sakon Na Kabhi Tera, Tu Hayat Ko Me Fanna Likhon,
Yeh Zindagi Qadam Qadam Teri Yad Se Jawan Rahey.

Mery Ajnabi Mery Ashna Tujhe Kabhi Khud Se Juda Na Likhon..

Bohut pyaari.
Posted 27 Jan 2009

olldman says
~CHANDNI~ said:

Chand ki chandni

Chand ki chandni suraj ki tapish ko milaya ho ga
Janay us ko kia soch kar Rab nay banaya ho ga
Chand bhi us ko dekh kar Rab say shekwah karta ho ga Zalim ko janat ki horoon se bhi chupaya ho ga
Dekha us ko to janay kia howa in mari ankhoon main
Log samjay ya dewana may khanay say aya ho ga
Ya mandir kay pujari kahan gay sab kay say sab
Wo butt-e-kafir mandir main zaror de

Khoobsurati se bhari.
Posted 27 Jan 2009

javad says
hmm gud
Posted 27 Jan 2009

~CHANDNI~ says
Rapunzel said:

Thannncxxcxxxxx
Posted 27 Jan 2009

~CHANDNI~ says
olldman said:

Naseeb HuMko Na Jab Unki Deed Hoti Hia,
Na Chand Hota Hai Apna Eid Hoti Hia,

Jahan Wo Tannafurse Rukh Badalte Hia,
Wahan Par TaManna Shaheed Hoti Hia,

Issi Ek Baat Ko Roti Hia Zindagi Barson,
Jo Baat Fikr-O-Nazar Se Baeed Hoti Hia,

Woh Jisko Log Mohabbat Ka NaaM Dete Hia,
Najane Kitne GaMon Ki Kaleed Hoti Hia,

ZaMana Tarq-E-Wafa Lo Hua Magar Saahil,
Wo Jab Bhi Milte Hai Guft-O-Shaneed Hoti Hia...
Posted 27 Jan 2009

javad says
wah wah
Posted 29 Jan 2009

tehzeeb says
bohut bohut khooooooooooob
Posted 30 Jan 2009

tehzeeb says
PHOLON MEIN RANG BHAR AYE HAIN,
KHOSHBOO BHI BADLI BADLI SI HAI,
YEH ZINDAGI KI IK ADA HAI?
YA ZINDAGI HAMEIN IK NAYE MOR PEY LEY AYI HAI!

SURAJ K ANGAREY BHI SHABNAM K QATREY HAIN,
CHODHWIN K CHAND BHI SAWA NEZEY PEY KHARA HAI,
YEH QUDRAT KI IK ADA HAI?
YA QUDRAT HAMEIN IK NAYE MOR PEY LEY AYI HAI!

JO MILL GAYA US KI CHAHAT NAHI KAHIN,
JIS KI KHABAR NAHI US KI MANATEIN HAIN,
YEH KISMAT KI IK ADA HAI?
YA KISMAT HAMEIN IK NAYE MOR PEY LEY AYI HAI,

PEHRO TUJH KO SOCHTEY HAI OR SOCHTEY KUCH BHI NAHI,
PALAK JHAPAKTEY TAK KA HAI MILAN KI GHARI KA PEHER,
YEH WAQT KI IK ADA HAI?
YA WAQT HAMEIN IK NAYE MOR PEY LEY AYA HAI!

TO NAHI TO KAYINAT K HOTEY HUWEY TAH-I-DAMAN HAIM,
TO HO TO KISI KAYINAT KI ZARORAT NAH,
YEH MUHABBAT KI IK ADA HAI?
YA MUHABBAT HAMEIN IK NAYE MOR PEY LEY AYI HAI!

Posted 30 Jan 2009

olldman says
Rapunzel said:

Naseeb HuMko Na Jab Unki Deed Hoti Hia,
Na Chand Hota Hai Apna Eid Hoti Hia,

Jahan Wo Tannafurse Rukh Badalte Hia,
Wahan Par TaManna Shaheed Hoti Hia,

Issi Ek Baat Ko Roti Hia Zindagi Barson,
Jo Baat Fikr-O-Nazar Se Baeed Hoti Hia,

Woh Jisko Log Mohabbat Ka NaaM Dete Hia,
Najane Kitne GaMon Ki Kaleed Hoti Hia,

ZaMana Tarq-E-Wafa Lo Hua Magar Saahil,
Wo Jab Bhi Milte Hai Guft-O-Shaneed Hoti Hia...

Rapunzel ji, bohut khoobsurat.
Posted 12 Feb 2009

olldman says
tehzeeb said:

Bohut achi.

Posted 14 Feb 2009

AWSOME
Posted 14 Feb 2009

~CHANDNI~ says
Posted 14 Feb 2009

tehzeeb says
WOWWWWWWWWWWW

HAWAEIN BAIN KARNEY LAGI THI,
MERI MUHABBAT KI KAHANI,
SEHRAO KI PIYAS KI KAHANI,
JO SADIYO SAY SIRF PIYAS HE PIYAS HAI,
MERI MOHABBAT KI KAHANI,
RUTO KI BEWAGI KI KAHANI,
JIN K HATHO MEIN BETEY HUWEY LAMHO KI KHUSHK TEHNIYO
OR JALI HUWI PATIYO K SIWA KUCH BHI NAHI,
MERI MUHABBAT KI KAHANI,
KHUSHK DARIYAO KI KAHANI,
JIN K BARHANA SEENEY PAR,
PAGDANDIYO OR RAHGUZARO,
KI AERIYO K TALEY KUCHLEY JATEY HAIN,
MERI MUHABBAT KI KAHANI AIK AISI KAHANI HAI,
JS KA MARKAZI KIRDAR,
KHUD APNI ZAT K ADHOREYPAN KI SALLEB PAR LATKA
KISI GUMSHUDA KIRDAR KO SADAYEI DEY RAHA HAI,
AUR SADIYO K INTIZAR MEIN DAFAN,
AUR INTIZAR BHI KABHI KHATAM NA HONEY WALA,
MERI MUHABBAT KI KAHANI,
BUS ISI KARB MEIN HE HAI,
MERI MMUHABBAT KI KAHANI.

Posted 16 Feb 2009

Miss mine says

bahut khub
Posted 17 Feb 2009

Miss mine says
Tumhein Zid Hai K "Main" Keh Doo'n,
Mujhe Zid Hai K Tum Keh Do..
"Mujhe Tum Se Mohabbat Hai
Tum Kaho Mujhse Mohabbat Hai"

Nahi'n Ye Jaante Dono K,
Mohabbat Bhala Kab Mohtaaj Hai Lafzo'n Ki,
Ye Kab Mohtaaj Hai Bhala Baato'n Ki,
Mohabbat Tou Humaari Dharkano'n K Saaz Mein Shaamil
Sureelay Geet Ki Maanind Hai,
Mohabbat Yaad Ki Devi Hai,
Jo Tanha Raat Ko Akser Aankho'n Mein Utter Aati Hai,
Mohabbat Muskeraahat Hai,
Mohabbat Sandalli Haatho'n Ki Naazuk Larzishou'n Mein Hai,
Mohabbat Soch Ki Gehraiyo'n Se Phoot-Ti Khushboo Hai
Jo Pal Pal Saath Rehti Hai,
Mohabbat Aankh Mein Palta Woh Pur-Israar Jazba Hai,
Jissay Ab Tak Koi Samajh Nahi'n Paaya,
Na Iski Koi Soorat Hai,
Na Iska Koi Pae-Maana,
Dhakkay Ilfaaz Mein Iska Bohat Izhaar Hota Hai,
Tah'hey Dil Se Tou Hum Don'n Iqraar Kerte Hain,
Magar Phir Bhi Na-Jaane Kyun...
Tumhein Zid Hai K Main Keh Doo'n,
Meri Iltajjah Hai K Tum Keh Do,
K Mujhe Tumse Mohabbat Hai...!!!

Greaaaaaaaat
Posted 17 Feb 2009

tehzeeb says
wow great MM

thanx chandani
MM
Posted 18 Feb 2009

olldman says
~CHANDNI~ said:

Bohut achi.
Posted 19 Feb 2009

Bohut khoob, beautiful as ever, MM.
Posted 19 Feb 2009

Rapunzel says
Udaas chaand khulay paaniyo'n mai'n chor gaya
Wo apna chehra meray aanso'o'n mai'n chor gaya

Hawa kay jhoonkay say larzi thi aik shaakh-e-gul
Kissi ka dehan mujhe khushboo'n mai'n chor gaya

Galay milay thay mohabbat ke taiz dhoop mai'n ham
Yeh kon urtay hoaye baadlo'n mai'n chor gaya

Safar kay pehlay paraa'o mai'n marnay wala shakhas
Ajeeb khouf hamaray dilo'n mai'n chor gaya

Yeh kis nay ham ko banaya shakista mitti say
Phir iss kay ba'd ghanni baarisho'n mai'n chor gaya

Iss ehtamam say bikhray hoaye hai'n phool Hassan
Nisshani jaisay koi raasto'n mai'n chor gaya
Posted 23 Feb 2009

nice
Posted 01 Mar 2009