Age: 125
7580 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Gee-Z said:
Fairl_Girl said:
Gee-Z said:
Fairl_Girl said:
itna kaun parhay ga bai
F.G aka Janubaby ...u kno very well meri baat har kisis k palay nahi parti meri baaton ko sumjany k liya thori aqal chiyah ager insaan mai aqal ki kumi hoo tou woh meri baat ko wrong lay layta hai
so mai nay un mem k liya likha tha jo meri ki hui baatian sumjaty hain mean sumjdar hain lol n u r one of 'em mean sumjdar
n e way thanxxxxxxxxxxx
bare khatarnak chez ko tumbi mere tarhan
nt tumhari thran ...... mean tum apni thran khtar-naaak hoo n mai apni thran bus itna sa difference hai
Age: 125
7580 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Mohabbat Hi Majbori Hai.. Mohabbat Hi Kamzori Hai...!!! Khushi Mili To Has Na Sake Ghum Mile To Roo Na Sake Zindagi Ka Kya Yehi Dastoor Hai..! Jise Chaha Use Pa Na Sake Jise Paya Use Chaha Na Sake
Age: 125
7580 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
KAsh wOh NagMAe HumaY sUnayee Na hOte Aaj Unko SUn KAr AanSo0 Na Aye hoTay Agar Issi Tarha Bho0l HEe Jaana thA tU Itni Gehrai Saay DiL Main SAmayEe Naa hOtaY
Age: 125
7580 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Raas Aa Jati Hain Khushian Jinko Najaney Woh Log Kese Hote Hain Paa Laite Hain Jo Manzilon Ke Nishan Kese Woh Khushnaseeb Hote Hain Chalte Hain Jabh Woh Janib-e-Manzil Manzilain Khud Kareeb Ati Hain Kuch Ke Hisey Main Likhne Waley Ne Umr Bhar Ki Mosafitain Likh Deen Dekh Lain Ik Jhalak Jo Khushion Ki Umr Bhar Oska Taawan Bharte Hain Othataye Phirte Hain Kandhon Pe Kismat Ki Saleeb Woh Na Jeete Hain Aur Na Woh Marte Hain Dukh Hi Bas Onh Ko Raas Ate Hain
Age: 125
7580 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
HUM NE JAB BHI KOI KHUSHI MEHSOOS KI. HAR KADAM PE AAP KI KAMI MEHSOOS KI. DOOR REH KAR BHI AAP KI MOHABBAT KAM NA HUI. YE BAAT HUM NE DIL SE MEHSOOS KI.