Freddy

Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
bolnay kay leye reh he kuch nahi geya bechari kay pass
Posted 24 Oct 2004

Topic: Pagal~Khana

Freddy

Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
phir wohi aaqalmandoo wali bateen ...tarefeen sharefeen sirf aqalmand kartay hain pagal tu sirf khush hotay hain
Posted 24 Oct 2004

Freddy

Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
loog beccharay be kya kareen .....





















































tum apni harkatoon sei bilkul pata nahi chalnay deti tum itni intelligent ho
kekekekekekekekeke
Posted 24 Oct 2004

Topic: Pagal~Khana

Freddy

Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
i said no aqalmaandana bateen only pagal paan agaar pagal nahi ho tu chaloo nikloo yaha sei shabaashhh
Posted 24 Oct 2004

Freddy

Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
aurtoon ki aqaal yaha sei aagay sochanay bund ho jati hai!!!!!!!!!!











































shaadi sei pehlay boyfriend ,boyfriend hota hai ore baad mein husband ,bachay, bachay ,husband............
HUH
Posted 24 Oct 2004

Freddy

Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
loo gey wafa urff jalebi nein tu sara masla he khaal kaar dei...tu aesay rukha geya naam janubaba hmmmmmmmmmmm
ajj ki winner jalebi aooh sub mil kay khayeen








sall tum be jub website banoo gey tu aesay he naam rukhna
sallbaba
kekekekekeke
Posted 24 Oct 2004

Freddy

Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
mein raja ki tarha bewakoof nahi mein nein fulaad ki batesi lagvayii hai...hath tuut jayee ga batesi nahi....

raja tum jo marzi kahoo yaar

























































kue kay mein bewakfoon ki baat ka bura na manta
kekekekekekekekek
Posted 24 Oct 2004

Freddy

Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
yaar 2 hot for us tum he kuch start kaar doe agar ye bore lagta hai tu .............................
Posted 24 Oct 2004

Freddy

Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
yes you are right hmmm but now can't change the poll soo guzara karoo........
Posted 23 Oct 2004

Topic: WAFA i miss u

Freddy

Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
nahi nahi wafa ye becharay hans tu nahi rahay


















































asaal mein en ki pushaal paar kisi ka paoon aa geya ..chelaa rahay hain becharay
kekekekekekekeke
Posted 23 Oct 2004

Freddy

Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Aqalmandoo apna apna vote tu doe sath ..phir hameen ye kesay pata chalay ga kon sei cheez zeyada pasand ki jati hai.

fruit chaat dahi baray ye sub chaat ki category mein aatay hain.


sall putar hum experiment kartay hain kay ye sub khanay sei hameen ulcer,stomach cancer,stomach pain wagera hota hai ya nahi...


theek hai aqalmandoo mein apna question he change kaar leta hoon.
Posted 23 Oct 2004

Topic: ehtasaab

Freddy

Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
fine!!!!!!! koi karay na karay paar mein tu karoon ga chahei akeela he kue na karoon ...i think ess kay leye mujay supid wala tareeka apnana paray ga.

AOA....sub sei bura kaam tu mein nein ye kea kay roza nahi rukha phir koi namaaz be nahi parii(khuda mujay maaf karay)

2)larkiyoon ko buri nazar sei dekha(ya khuda mujay maaf karna)

3)aik dost nein meri bohot tafefeen ki (khushamaad) ore mein apnay app paar control na rukh saka bajayeee ess kay k usay mana karoon mein bohot khush hoa and i think uss ka ezhaar meray chehray sei be ho raha ho ga uss wakt (ya khuda mujay apnay app paar kaboo panay ka honsala dei)

damn man ajj kay din tu mein nein aik be naeki nahi ki shaied mera haar din aesay he guzarta tha ore mujay pata be nahi.mein nein kabi socha he nahi...(ya khuda muj pay reham farma)
Posted 23 Oct 2004

Freddy

Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
tum sall ko kya bewakoof samajtay hoo woe tumheen tu kuch nahi kahay gey paar tumharay ghar ja kay tumhari batessi zaroor toray gey....






















































pani kay glass mein rukhi hai kya
kekekekekekekekekeke
Posted 23 Oct 2004

Topic: publicity!!!!

Freddy

Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Mein chahta hoon app sub meray topic "Ehtasaab" mein ayeen ore apna apna ehtasaab kareen ...kue kay ess tarha hameen apni hameoon ka pata chalay ga ore hum un pay kaboo pa sakeen gey...

It can change your life! so why wait ? just Visit Ehtasaab Ehtasaab Ehtasaab!!!!!!!


Life badalta kya ?   
Posted 23 Oct 2004

Topic: ehtasaab

Freddy

Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
at least we can try .....kisi na kisi ko tu start karna he hai ..tu woe lucky hum kue nahi ho saktay...

Posted 23 Oct 2004

Freddy

Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
adii ka chappar hotel khojay maroo kay leye kisi naemat sei kum nahi
















































putar parvata hoon mein ess paar chapa
kekekekekeke
Posted 23 Oct 2004

Freddy

Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
tum jo waha khana kha rahi thi janubabe














































ore mujay pata hai tumheen basi khanay bohot pasand hain
kekekekekekekeke
Posted 23 Oct 2004

Topic: ehtasaab

Freddy

Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
bateen tu hum bohot bari bari karteen hain ...paar haam mein itni juraat be nahi kay apna ehtasaab kaar sakeen.


actually mera ye topic start karnay ki waja thi..kay kuch buri bateen hum mein esii ruch buss geye hain kay hameen yaad he nahi rehta kay ye buri hain.

paar jub hum apnay saray din ka haal (lazmi nahi kay yahi post karoo) app apnay pass kisi note book mein note kaar lein tu hameen ahesta ahesta un buri batoon ki pehchan ho sakti hai.

ore jub marz ki tashess ho jayee tu i think elaag itna mushkil nahi rehta
Posted 23 Oct 2004

Topic: ehtasaab

Freddy

Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
good janubabe ! paar sirf acchi bateen nahi bataneen ..agar tum sei kisi ka dil dukh geya ho and you feel sorry for him/her woe be batana hai.








jis wakt mein nein ye topic start kea uss wakt din start hoa tha ore jub din hatam ho ga uss wakt bataoon ga mein nein kya kea.
Posted 23 Oct 2004

Freddy

Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
tum tu aesay gussa kaar rahay ho jesay mein tumhari kajol ko bhaga e lei geye hoon ore tum pechay sei keh rahay ho sabar kaar abi batata hoon. safarashi shahrukh
Posted 23 Oct 2004

Freddy

Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
bari khusiyaan chari hoyee hain 2no ko...tumheen pata hai nashta kay sall aik hath sei koray ka drum utha leti hai.....rozay mein bechari sei nahi uthayaa geye paar tumhen pata hai angreez tu angreez hotay hain unhoon nein kaha kaam hatam karoo gey tu chutti milay gey ..ess leye kaal nahi aa saki bechari....
















































raat ko late ayee thi ore keh rahi thi ajj mein bohot thuki hoyee hoon ..aesa lugta hai jesay 5 km paedaal chul kay ayeen hoon
kekekekekekeke sall kekekekekekekekek
Posted 23 Oct 2004

Freddy

Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
sach bolnay sei hameen koi nahi rook sakta chaheee kuch be ho jayeeeeee.

Question:- tumheen meenu zeyada pyara hai ya sall ?









































phunss geye na
kekekekekekeke
Posted 23 Oct 2004

Freddy

Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
sall putar roza tu nahi lug raha...kesi behki behki pabeen kaar rahi ho
Posted 23 Oct 2004

Topic: 30 Ya 29

Freddy

Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
hamaray essay naseeb kaha ...ahhhhhhhhhhh
Posted 23 Oct 2004

Freddy

Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
pehla roza tub rukha jub abi meri age count hona shuru nahi hoi thi....uss wakt mein apni pyari mama kay pass tha ...unhoon nein roza rukha tu zahari baat hai mujay be sath rakha dea
Posted 23 Oct 2004

Freddy

Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
aesi bateen be koi bhoolta hai kya. ..woe punjabi ki kahawaat hai na khayaa peyaa ore......kabi nahi bholta

mera khayaal hai topic ki taraf aa he jayeen tu accha hai


mein masjid mein sapara parnay jata tha 7,8 saal ki ummer ho gey.....aik din ami nein mujay zabardasti topi pehna dei ...mujay woe bilkul acchi nahi lugi paar ami nein kaha beta pehan loo dekh lena tumheen khushi milay gey....mein pehan kay masjid aa geye ...masjid mein hum sapara tu kya partay thay ..molvi sei bach kay chuat paar chalay jatay ore patangeen lotatay .....aesay he chuat paar chala geya ore patanegeen lotnay luga ......masjid kay sath he aik ghaar tha waha aik larki khari thi ...woe meri taraf dekthi ore hans kay chup jati ...phir dekhti ore hanss kay chup jati ........mein itna khush hoa kay kya bataoon ...uss wakt mera zehan mein ye baat beth geye kay mein nein topi pehni hahi ess leye larki mujay dekh kay hans rahi hai ....mein nein poora hafta topi ko apnay sir sei nahi utaraaa ..sotay hoyee be apnay pass he rukhta ore suba uthay he pehlay kaam topi pehanana he karta...... rooz topi pehan kay masjid ki chuaet par jata shaied woe phir wohi karay ..paar uss kay baad woe kabi nazar he nahi ayee...i think that was my first love...ajj be woe larki zehan mein aati hai tu dil mein ajeeb sei feeling aa jati hai ...pata nahi kon thi aab kaha ho gey...ussay pata be nahi ho ga koi aab tuk usay sochata hai.

aab muj paar ye futvaa na laga deena kay masjid mein aesay kaam karta tha ..uss wakt mujay itna be pata nahi tha masjid hai kya .
Posted 23 Oct 2004

Freddy

Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
mera khayaal hai topic ki taraf aa he jayeen tu accha hai


mein masjid mein sapara parnay jata tha 7,8 saal ki ummer ho gey.....aik din ami nein mujay zabardasti topi pehna dei ...mujay woe bilkul acchi nahi lugi paar ami nein kaha beta pehan loo dekh lena tumheen khushi milay gey....mein pehan kay masjid aa geye ...masjid mein hum sapara tu kya partay thay ..molvi sei bach kay chuat paar chalay jatay ore patangeen lotatay .....aesay he chuat paar chala geya ore patanegeen lotnay luga ......masjid kay sath he aik ghaar tha waha aik larki khari thi ...woe meri taraf dekthi ore hans kay chup jati ...phir dekhti ore hanss kay chup jati ........mein itna khush hoa kay kya bataoon ...uss wakt mera zehan mein ye baat beth geye kay mein nein topi pehni hahi ess leye larki mujay dekh kay hans rahi hai ....mein nein poora hafta topi ko apnay sir sei nahi utaraaa ..sotay hoyee be apnay pass he rukhta ore suba uthay he pehlay kaam topi pehanana he karta...... rooz topi pehan kay masjid ki chuaet par jata shaied woe phir wohi karay ..paar uss kay baad woe kabi nazar he nahi ayee...i think that was my first love...ajj be woe larki zehan mein aati hai tu dil mein ajeeb sei feeling aa jati hai ...pata nahi kon thi aab kaha ho gey...ussay pata be nahi ho ga koi aab tuk usay sochata hai.

aab muj paar ye futvaa na laga deena kay masjid mein aesay kaam karta tha ..uss wakt mujay itna be pata nahi tha masjid hai kya .
Posted 23 Oct 2004

Freddy

Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
basi maal bechata hai woe be ramzan mein sharam karoo sharam..........allah mian sei dunday paray gey
Posted 23 Oct 2004

Freddy

Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
pakistan need a revolution everyone knows that........ye tu wohi baat ho geye kisi ghar mein choori ho geye tu ghar waloon nein police walay sei pochoo ye kaam kis ka hai tu uss nein paka sa mun bana kay kaha hmmmmmmmmmmm ye kaam kisi chooor ka hai.....

aab hameen thora sa aagay bhar jana chaheyee ....soch ye honi chaheyee kay pakistan need that kind of revolution....


IM agree on it that our first step must be education. ...education ho gey tu loog acchay hoon gey..acchi buri baat mein tameez kaaar sakeen gey....



If you are waiting for a leadder who will change everything then wait till Qayamaat.

yaar hameen haar qadam paar saharay ki kue aadaat paaar geye hai .haam haar wakt ye kue sochtay hain koi ayee ga ore hamararay sub bigray hoyee kaam sudhaar dei ga...tub tuk hum yun he behis ho kay bethay raheen gey...kue kay hamaray pass ye excuse hai kay hamara tu koi leadder he nahi .....oyeeeeeeeeeeeeeeeeeeee abbi be kisi leadder ki zaroorat hai kya ??? hazaroon saloon sei duniyaa nein jo sekayaa uss ko dekh kay be leadder ki zaroorat reh jati hai kya ?????? sirf hum khud ko theek kaar lein tu samjoo hamari sub musebateen hataam ho geye.

hum loog apnay ghirabaan mein dekhtay nahi ore shuru ho jatee hain bari bari bateen karnay(sub mein mai be include hoon)..
Posted 22 Oct 2004

Freddy

Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
shaista sall daegh hai kya....nahi nahi tumhari himat kesay hoyee sall ko daegh kehnay ki



haan jub kuch nahi kareen gey tu jaan bach jayee gey....mazay sei zindagi guzaroo...shaadi karoo...family banaoo...ore khush rahooooo that's all!


jis nein zehar ka peyalaa peya uss nein kya kaar leya ??? jis nein senooo pay goliyaan khayeen uss nein kya kaar leya ??? jo jism sei bomb bandh kay tankoo kay nechay guss geya uss nein kya kaar leya ???jis nein duniyaa fathah ki uss nein kya kaar leya ??? jb kay raja nein 13971 posts kaar kay kya kaar leya ???

agar dushman ka koi aadmi hameeen nuksaan pohanchay tu hamaray leye woe terrorist magar at the same spot woe un kay leye Hero hai ...yehi hamaray sath be hai ....

agar woe loog usay hero keheen tu kya hameen uss paar etraaz hona chaheyee..... ?

larayeeyan jungeen ye mera mulk ye tera mulk ye mera mazhaab ye tera mazhaab kya hai ye ??

pathar kay zamanay ka insaan hum sei accha nahi tha kya ?
na ropay pesay ka lalach na koi havass...sirf fikar hai tu bhook ki paeet kesay bhara jayee hum unheen jungli vehshi kehtay hain ...paar kya woe hum sei acchay nahi thay ? kya woe hum sei khushnaseeb nahi thay ?


mein tu kehtaa hoon goli maroo duniyaa ko ..chaloo sub chaleen wapis apnay asaal ki taraf...gharoon mein rehtay hain sall kay leye tu ghaar be choota paar jayee ga... sall poora poora hathi kha jayee gey ...phir waha be larayee ho gey...phir wohi sub kuchhhhhhhhhhhhhhhhhhhhh



oyeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeee kidhaaaaaaaar jayeeeeeeeeen hummmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmm.

Ya khuda kaha tuk hamara emtehaan lei ga ??

haer ye tu ho geye meri bongi aab duniyaa mein wapis aatay hain
Posted 22 Oct 2004