Age: 124
7648 days old here
Total Posts: 10089
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
~Mysteriousgal~ said:
thanx guys.... it was just another ordinary day... dat passed n nothing special happened.....wish the last year's day, i mean da same day of last year cums again..... but wishes normally dont cum true...
don't get upset sis .. aur na-umeed kyun ho rahee hein? umeed par tu dunya kaim hai..
Age: 124
7648 days old here
Total Posts: 10089
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
aur ye bhee kay ghalat kaam kertay rehna aur yehi soochtay rehna kay Allah mauf ker day ga .. i think ye kuch sahee nahi hai .. coz maufi tu tabhee maangi jatee hai jaab app kisi burayee tu bura janoo aur usay na kerna ka wada karoo .. ..
Age: 124
7648 days old here
Total Posts: 10089
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
dosroon say itnee umeed lagayee gay tu bhee aisa hoo ga ... zaroori nahi jis say app bhalyee karein wo bhee app kay saath karay ... par majority loog waisay phir khayal rakhtay hein ...
Age: 124
7648 days old here
Total Posts: 10089
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
aray ye tu nahi kaha kay ab ghum ki talaash main nikl jain ... dosroon ki khushiyoon main bhee shareeq hoon aur doosroon kay ghum main bhee... phir loog bhe app ki khushiyoon aur dhukhoon ka khayal rakhein gay..
Age: 124
7648 days old here
Total Posts: 10089
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
hmm mill saktee hai .. dosroon ko khushi day ker tu dekhein.. khudhee soochein kisi ko khush deekh ker .. hansta deekh ker khushi hoti hai... aur kisi ko roota deekh ker gham hota .. taqleef hoti hai... hai na??
Age: 124
7648 days old here
Total Posts: 10089
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
~Fragi~ said:
jahan kabhi nafrat key suraj ney kabhi sir nahi uthaya ....jahan kabhi dukhoon ney sir nahi uthaya .... jahan sirf khushi khushi aur bus khushi bastee hai .aarz zameen per yeh ideal place ..kiya kaheen hogi ??
nope koi nahi .. coz khushi usay millte hai jo dosroon ko khush kerna jaanta hoo .. dosroon ki burayioon ko bardasht kerna jaanta hoo .. is zameen main kia rakha hai .. aik temporary se jaga hai .. kuch arsay kay liay na bhee mille khushi tu kia hua .. sooch tu ye hoo kay kia us zameen main khushi mill jaiy ge jahaan hamaisha rehna hai..? kia faida hoo ga is zindagi ka agar idher bhee gham millay aur udher saza.. maza tu taab hai is life ka kay idher bhee satisfaction aur akhir main tu mazay he mazay .. laiken agar idher thora sa gham mill bhee kia tu kia hua .. hamaisha ki khushi kay liay thora sa ghum bardasht nahi ker saktay kia?
Age: 124
7648 days old here
Total Posts: 10089
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
~Fragi~ said:
friend_16 said:
hmm .. kuch loog hein jinhein mana karoo tu kehtay apnay kaam say kaam rakhein.. hamara mumala hai hum khudhee daikh lein gay .. .. kuch logoon ko samjhaoo tu kehtay hen kia kaam hai appko .. kyun meray saath achayee ker rahay hein?? .. main nay kafee try bhee kia hai .. kuch loog aik kaan say suntay hein dosray say nikal daitay hein .. laiken one thing i'll never give up kabhee tu koi meri baat sunay ga mujhay yakeen hai.. ... or main sayid teenon hi categories main atee hoon.. insaan hoon ghalat hoo jata hai .. kabhe nahi bhee rokkte aur kabhee rook bhee daitee hoon..
well depending upon situation kaam karna chaiyee
ab mujhay kaisay aglay banday ki dil ki baat samaj ayee ge kay wo mujhay sunay ga kay nahi..?