Age: 124
7679 days old here
Total Posts: 10089
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
ssab kuch insaan k apnay haath mein hota hai..
kuch logon ka waisay he ghussa naak par rehta hai zara sa tabiat k khilaaf bolo tu bas shoro..
i think her insaan mein ye capability hoti hai k wo apnay app ko change ker sakay.. jaab ghussa aiy tu deep breathing kerni chahyee, ghussa kam ho jata hai..
aksar mujhay ghussa tab he aata hai jaab mein ye socho k mainey ab bohat bardasht ker lia hai agla ser par he char raha hai..
Age: 124
7679 days old here
Total Posts: 10089
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
wo kia hai k dono he raastay achay lagtay hein, her raastay ki apni he advantages aur disadvantages hotay hein.. per khair i have decided k jab aik rasta select ker lia tu phir wapis mur ker nahi daikhna chahyee aur usi par he satified ho jana chahyee ..
ye gana ki suggestion ramazan mein kuch theek nahi hai.. waisay mainey ye suna bhe nahi hua..
Age: 124
7679 days old here
Total Posts: 10089
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
it is basically the element of regret which doesn't let me move on .. i mean at the time of making a decision i want to make sure i m making a right one coz later in life i dont want to regret..
i was thinking k it was self-created problem.. par khair i'll keep all the advices in my mind..
Age: 124
7679 days old here
Total Posts: 10089
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
"Allh Tallah k nazdeek deen sirf "islam" he hai". surah Al-Imran, ayat 19
Islam ko Muslims follow kertay hein. isliay Muslims he sirf jannat mein jain gay.
surah Al-Imran mein he Hazrat Ibrahim (AS) k baray mein aya hai k "wo na isaye (christian) thay aur na yahoodi (Jew) thay balkay wo "Haneefan Musliman" yani yukso muslim thay ..
"Muslim" lafz ka matlab "farmabadaar" bhee hota hai..
Allah Tallah nay faramaya hai "jo koi deen-e-islam k siwa kisi aur deen ko chahay ga t wo deen us say hergiz qabool nahi kia jaiyga... " surah Al-Imran, ayat 85.
yani deen sirf ISLAM he hai aur wohi loog jannat mein jain gay tu Islam ko sahe say follow kertay hein.
Age: 124
7679 days old here
Total Posts: 10089
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
coz hum apna temprament lose ker daitey hein tu aisa ho jata hai..
aur rozay mein ziada ho jata hai.. ye bahana nahi hai .. aksar loog rozay mein ziada ghussay mein ajaty hain halaan k ghussay ko bardasht kerna chahyee..
kabhe kabhe bardasht ki bhe had ho jati hai tu laraye ho jati hai ..
Age: 124
7679 days old here
Total Posts: 10089
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
i believe that anyone who believes in One God, Hazrat Muhammad (SAW) to be the Last prophet, Judgement Day and prevents himself from Bad deeds will indeed go to Heaven..
Age: 124
7679 days old here
Total Posts: 10089
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
u r not getting .. to move on in life sometimes u have to decide ur path.. and choosing the path creates all the trouble .. right or wrong to hai .. wrong to ho gia side per .. ab jo right hai us mein bhe 2 raastay hein aur select aik kerna hai .. when i chose track no 1.. i feel k track 2 ziada behtar hai .. and sometimes i dont even have time to change the track ...
well people say k kismat ka bhe haath hota hai .. lets just end this topic .. coz koi solution nahi hai is problem ka ..
Age: 124
7679 days old here
Total Posts: 10089
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
kisi cheez ka irada kia jaiy tu usay poora bhe kia ja sakta hai .. aj kal tu phir bhe bohat se foundations start ho chuki hein.. jo k kaafi gareeb bachon ki help ker rahee hein ..
app he ki tarhaan aik larki nay apnay ghar mein gareeb bachon ko parahana shoro kia tha aur aj masAllah pori academy hai aur wo gareeb bachon ko free mein parhati hein .. kafi loog donations bhe daitey hein ..
if u are really touched and feel something for these children then atleast donate something for these foundations..
Age: 124
7679 days old here
Total Posts: 10089
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Doctor Sam said:
As i said in other topics, Log buss behas karne main khushi mehsoos kartay hain... isi main time guzar jata hai ..
Aik baar meri class main ye topic chirda tha by boys side k larkiyan hijaab kion nahi letien... Aray Logo Aap pehle apni line to seedhi karo ... theek hai achi baat batao zaroor. lekin istarah nahi k attack karna shuru kar do...
Islam main achi baat batanay aor buri baat se rokne ka bhi sawaab hai, lekin aap impose nahi kar saktay.
Same problem ... humain sirf behas karni hai .. baat nahi sunni na samajhni hai ...
Behna.. what do u think aap k answers ka koi theek jawab day ga... ? bohat mushkil hai, aik useless discussion start ho jaye gi...
we come here to discuss different matters not to "argue" .. if someone is asking a question it doesn't means that he/she wants to argue.. as i said before as well that its a human right to know. let people clear their minds .. and if u think they are arguying simply don't reply...
Age: 124
7679 days old here
Total Posts: 10089
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
yehi tu problem hai na .. dono raastay sahi hein .. is liay tu confusion hota hai .. agar aik sahe aur aik ghalat ho tu chose kernay mein koi problem he na ho.. although bura raasta bohat tempt kerta hai laiken pata hota hai k ghalat hai aur nahi kerna .. laiken 2 sahe situations mein aik select kerna bohaat he mushkil hota hai ..
Age: 124
7679 days old here
Total Posts: 10089
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
human right hai to know.. whats right and whats wrong. agar kuch bataya hai tu logic bhee honi chahyee us ko ghalat kehnay ki..
well .. dr sam .. agar app ko lag raha hai k itni choti se baat par behas ho rahe hai ... tu is tarhaan tu society mein itni buriyaan hein wo tu discuss nahi ki jaati laiken yahi choti choti baat kehnay say mana ker dia jata hai ..
waisay bhe niyat count kerti hai.. kis niyat say kaha ja raha hai.. and i don't find anything wrong in saying HIM "Opper Wala"
Age: 124
7679 days old here
Total Posts: 10089
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
sahe ghalat ki baat he nahi hai ..
example aisay k app aik rastay par ja rahay ho , suddenly agay say wo 2 raaston mein change ho jata hai, dono kaafi zttractice hein aur dono ki apni he manzil hai .. chal tu app sirf aik par he saktay ho laiken ab wo kaun sa raasta hai usay choose kernay mein mujhay bohaat he mushkil hoti hai ..
kismat ka bhe haath hota hai kaafi jaga, quite true!
my frnd asked me to go for istkhara.. i think thats the best option!