Age: 125
7020 days old here
Total Posts: 1010
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
royaa ji here r some names with meanings kaashli=khoobsurat or alla martabe wali ikaashia=name of durud shareef rehaam=baaran-e-rehmat ki pehli bond al-rayan=jannat ka ek darwaza ka naam moazzma=azeem darje wali mariyam=hazrat EESSA's mother name and if u want some pashto names as u r afghani so i have some names for that also zartaj=sone ka taaj zarlashtaa=gold ka tanna mena=mohabbat wajxhma=khushbuu roshaan=roshni spojxmey=chandni and if u want balochi names...... mehkaan=khushbuu maahdem=chand ka tukra n if u want sindhi names than sindhu=old name of indus river noori=the eternal love character(jaam tamachi's wife) baaki ek or acha naam hai SUBHAANA
Age: 125
7020 days old here
Total Posts: 1010
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
devaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa aray o devaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa to hai kahaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa teri paroooooooooooooooooooooo ko bhi bulaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa ab suspence khatam karo yaraaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa or jaldi se paro chandrmukhi or deva ko announce karo em w8ingggggggggg
Age: 125
7020 days old here
Total Posts: 1010
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
lo ji ramadan abhi start bhi nahi hua or in ki eid aagayi kher eidi serf larkio ko milni chaahiye kiuk ye haq serf nazuk andaam,tasveer-e-kainat k rang or mahjabeeno ka hai
Age: 125
7020 days old here
Total Posts: 1010
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Rehan M Din said:
madgirl said:
AE MERE MOLA! HUM PHIR SE USI MOR PE AAGAYE JAHA HUM TAQSEEM-E-HIND SE PEHLE THE,AAJ HUME PHIR EK AZEEM,MUNSIF,AADIL,ZORAVAR OR ZINDA ZAMEER RAKHNE WAALE RAHNUMA KI ZARURAT HAI.TU HUMARI DUA QABUUL FARMA(AMEEN) yaar sab kam az kam ek dafa do rakaat nafal parh lo is cheeze k liye k ALLAH humari sun le or is baar koi jaanbaz aaye