Age: 124
6961 days old here
Total Posts: 1010
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
ye column maine taqreeban 2 ya 3 months ya shayad us se bhi pahle parha or us waqt bhi mai or mere ghar waale sab bohat roye specially meri mother ko sanbhalna mushkil hogaya tha or aaj eik baar phir jab maine ise parha to meri aankhe nam hai or shayad jitni baar mai ye parhungi utni baar aankho se aanso bahenge log kahte hai k hum per aate ka buhraan kiu hai?sailab kiu aarahe hai?pani ki kami kiu hai?jurm itna barh kiu gaya?shayad inhi masoom shaheedan-e-haq or najane in jese kitne or shaheedo or masoom logo ki bad dua hai is mulk ki hukumat or hukumraano par hi nahi balke awaam par bhi hume apne rab se maafi mangni chaahiye per ALLAH bhi to tabhi maaf karta hai jab huquq ul ibaad hume maaf hojaaye?
Age: 124
6961 days old here
Total Posts: 1010
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
fragi bhai pakistan mai konsa aisa politician hai jo doodh ka dhula hai????????har eik k peeche un k gunaaho or najaiz asaaso ki lambi fahrist hai farishte bhi in k gunaah likhte thak gaye honge
Age: 124
6961 days old here
Total Posts: 1010
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
MERA MAAZIIIIIIIIII apne maazi k tasawur se harasaan hu mai apne guzre hue ayaam se nafrat hai mujhe apni bekaar tamanao pe sharminda hu apni be sood umeedo pe nadamat hai mujhe mera maazi andhere mai daba rahne do mera maazi meri zilat k siwa kuch bhi nahi meri umeedo ka hasil meri kaavish ka sila aik be naam aziyat k siwa kuch bhi nahi kitni be kaar umeedo ka sahara le kar maine aiwaan sajaye the kisi ki khaatir kitni be rabt tamanao k mubhim khaake maine khwaabo mai basaye the kisi ki khaatir mujh se ab meri mohabbat k fasane na kaho mujh ko kahne do k maine inhe chaaha hi nahi or wo mast nigaahe jo mujhe bhool gayi maine in mast nigaaho ko saraha hi nahi mujh ko kahne do k mai aaj bhi ji sakta huu ishq nakam sahi zindagi nakaam nahi inko apnaane ki khwaahish,inhe paane ki talab shoq bekaar sahi,sai ghum anjaam nahi wahi gaisuu,wohi nazre wohi aariz wo jisam mai jo chaahuu to mujhe or bhi mil sakti hai wo kanwal jin ko kabhi un k liye khilna tha in ki nazro se bohat door bhi khil sakte hai
Age: 124
6961 days old here
Total Posts: 1010
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
huhhhhhhhhhhhhh kaha tha na difficult paper hai.............wohi hua jiska dar tha intehai ganda out of coarse questions the sab k sab students ro rahe the pata nahi humare saath aisa kiu hua,bechare 2nd year waalo k saath bhi chemistry k paper mai yahi hua hum un ka sog mana rahe the or humare saath bhi wohi kher ab next paper humara thursday ko hai zoology ka tayari achi hai paper bhi inshallah acha hoga dua karna plsssssssssssssssss
Age: 124
6961 days old here
Total Posts: 1010
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
hey wkd,mai samjhi tum larkee ho par tum to.....:p kher meetha khilaoongi par pehle ache numbers se paas hone do aaj bohat difficult paper hai or meri tayari bhi khas nahi hai,so plssssssssssssss dear pray for me plsssssssssssssssssssssss
Age: 124
6961 days old here
Total Posts: 1010
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
salam kese ho yaarooooooooooooooooooooo mere do papers hogaye hai english or islamiat k,dono bohat achay hue hai ab next paper tuesday ko chemistryka ye mushkil hai plsssssssssssss mere liye du karna especially wo log jo regular namaz parhte hai or wo log jo ye samajhte hai k unki dua qabool hoti hai plssssssssssssssssssssssssssssss
Age: 124
6961 days old here
Total Posts: 1010
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
hi to all im so thankful to cf that he conveyed my meg to u all and wafa ka dard exams javad k nahi mere horahe hai kher mai aapko ye batana chaahti hoo k abhi mai preliminary exams mai bzy hoo,ab inshALLAH 16 may ko mera pahla paper hoga board ka final so plssssssssssssssssssssssssssssss pray for me i will be thankful to u love u all byeeeeeee ursssssssss MADDY
Age: 124
6961 days old here
Total Posts: 1010
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
HMMMMMMMMMMM NICE TOPIC well meri mummy mujhe batati hai jab mai paida hui thi to jo mere saath waale bed par larka hua tha mai us k saath flirt karne lagi, jab mera school mai first day tha to maine apne principal ko propose kia jab mai middle level par aayi to mai bf ki century poori kar chuki thi,ab jab mai first year mai hoo to double century hogayi hai now u can imagine very well that how much girls r flirties
HEY MAN JUST KIDDING,IT DEPENDS YAAR KABHI KABHI GIRLS HOTI HAI LAKIN ZADA TAR BOYSSSSSSS
Age: 124
6961 days old here
Total Posts: 1010
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
i can understand,the language of love,the language of eyes,language of expressions........... i can speak URDU ENGLISH PUSHTO PUNJABI AND I CAN ALSO SPEAK AND UNDERSTAND(NOT VERY MUC BUT LITTLE BIT)LANGUAGE OF HANDS,I MEAN DAMN AND DEAF
Age: 124
6961 days old here
Total Posts: 1010
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
hmmmmmmmm kisi ka bohat hi dana qaul hai k'chaahe larko ko taleem na do,par larkio ko zarur do,kiuk wo aage poori nasal banati hai,apni taleem-o-tarbiyat ko apne apne bacho k saath saath apne baaki ghar waalo mai bhi muntaqil karti hai' so that is much better answer