Age: 124
6962 days old here
Total Posts: 1010
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
heart_hacker said:
ahaan best of luck and kabi kabi atii rahna har roz
waisay itna parhna bi haii ya sirf bata rahii ho
pahle bilkul shoq nahi tha,mummy or barre behan bhai zabardasti parhate the par ab aadat hogayi hai,par agar mujhe moqa mile to mai to book ko haath bhi na lagaoo,par mai jab bhi farigh hoti hoo to...mummy aati hai or kahti hai,NONO,HARAM KARO,BAAKI SAB CHEEZO MAI TO BOHAT AAGE HO,MASTIA KARNE MAI NUMBER1 HO,PARHAI K MAAMLE MAI ITNI DULL KIU HO?APNE BHAI SE SEEKHO KUCH WO TOP KARTA HAI,BEHAN SE SEEKHO KUCH UNIV MAI HAR DAFA USKI POSITION AATI HAI,and me.................. wese mai itni buri bhi nahi hoo parhai mai,bas zara baaki cheezo ka zada shoq hai
Age: 124
6962 days old here
Total Posts: 1010
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
lo,poocha kia tha or jawab kia aaya aray yaar thappar maarna hota to kab ka maar leti masla ye hai k he is aged,or buzurg aadmi ko thappar kese maaroo?haa agar jaanti nahi or tang karta tab to thappar k saath chappal bhi maarti,kuch or batao na
Age: 124
6962 days old here
Total Posts: 1010
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
i think thats not a reason k fasle kam hogaye,or technology aagayi,agar hum tarreekh dekhe,to hume pata chalta hai k physics,astrology,biology,chemistry,maths ........etc etc ye sab muslims hi ne to ijaad kiye hai,kia hum parde mai rah kar apne ikhlaqi iqdaar mai rah kar zindagi nahi guzar sakte,jab iraan ki models burqa pahan sakti hai to hum paint shirt or chhote chhote suits ko chhor ker saada kamizshalwar nahi pahan sakte???????????hum mazhab k ander reh k technology use nahi kar sakte?even ek baat bata doo k sab se pehle quran pak mai hi zikr hua hai k inssan chand tak par pohonch jaayega,to jab humara mazhab itna advance,itna cultured or civilized hai to hum kiu,farangio ki taqleed karte hai,gher muslimo ki naqal karte hai?
Age: 124
6962 days old here
Total Posts: 1010
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
mr nice guy said:
madgirl said:
ye poocho kia nahi indian movies mai,i hate indian movies,cuz us mai body exposure k ilawa kuch or hota hi nahi thats why,the main cause is vulgarity.........hope u better understand my words
haha u r right lekin asa pakistan films mein bhi hota hai
mai pakistani films nahi dekhti,so........no comments about that
Age: 124
6962 days old here
Total Posts: 1010
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
awwwwwwwwww mysty ,ye tt bhai fragi k baare mai kia kah raha hai? suno mysty fragi bhai se kahna is dafa jab khareedne jaaye to mere liye bhi laaye,kaafi dino se nahi pee,ab bechaini horahi hai
Age: 124
6962 days old here
Total Posts: 1010
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
ye poocho kia nahi indian movies mai,i hate indian movies,cuz us mai body exposure k ilawa kuch or hota hi nahi thats why,the main cause is vulgarity.........hope u better understand my words
Age: 124
6962 days old here
Total Posts: 1010
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
zindagi mai koi aisi baat jo k aap chaahte ho k poori hojaaye?or koi aisee baat jisk poora hone per aapko pachtawa ho? aapki zindagi ka sab se lucky or khoobsurat din? aapki life ka sab se sad or udaas or ghumgeen din? when u r alone,what do u do?
Age: 124
6962 days old here
Total Posts: 1010
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
hmmmmmmmmm mai sab se pehle,imran hashmi ki saari films cencor karti,is k ilawa mallika sharawat,or nikole kidmen ki films par bhi pabandi............................or aajkal jo mahesh bhat ki films aarahi hai yaani bhat company ki sab films,indian dramas of saas baho,or be inteha maardhaar wali films bhi or haa achi filmo mai jo gande item numbers hai unko bhi,kissing scenes...............waghera bhi sab or har channel par historical,scientific,islamic studies,games(specially cricket n football),or paki dramas like wirasat n mehndi waghera laga deti is k ilawa films lagati to the message, mechan'sgold,the mummy,eildeath or purani english or paki movies lagati
Age: 124
6962 days old here
Total Posts: 1010
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
gooooooooood question,they run from guys cuz behind this we have a strong reason,larke ek to wafa nahi karte,doosre ye k wo serf larkio ki ooperi khoobsurati dekhte hai,ander usk dil mai kia hai ye jaanene ki koshish nahi karte,or serf apni hi kahte rahte hai larkio ki majboorio se najaayiz faida uthaate hai,mai ye nahi kahti k sab ek jese hai par majority aisi hi hai,agar koi larki mod hai to us k saath love karte hai jab k ek larki agar parda karti hai or agar wo thora apne traditions ka khayal rakhti hai to usko jahil kaha jaata hai............... i mean aap log ye dekho k uska dil kitna khoobsurat hai
Age: 124
6962 days old here
Total Posts: 1010
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
haa taake wo mere peeche or par jaaye or kahe,mai hoo larka kunwara tu kunwari larkiiiiiiiiiii................chee chee chee chee.......wese kahne ko to mai kah doo lakin agar usko maare khushi k heartattack aagay to ?????????????
Age: 124
6962 days old here
Total Posts: 1010
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
wese balti wala idea mai try kar chuki hoo apne bhai k sath mil k,us balti mai pani k bajaye distumber paint tha,jo bach gaya tha humare ghar ka paint karane k baad par.......dheet hai thurky budhaa,ab hum us ko kuch kah bhi nahi sakte kiuk aged hai.ab koi or idea dona,yaarooooooooooo plssssssss help me
Age: 124
6962 days old here
Total Posts: 1010
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
lo ji aap se zada duniya mai koi bura hai hi nahi,u r the worst,sab se bure............. ab khushhhhhhhhhhhhhh busssss? tt dekho aapko apni ghalatio ka ahsaas hogaya to is se achi or kia baat hosakti hai?ab jin logo ko hurt kia un ko sorry kaho they will definately forgive inshallah
Age: 124
6962 days old here
Total Posts: 1010
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
ash iddat k baare mai detail maine aapko private mai bata di ab apka sawal raha job ka to aisi larki job nahi kar sakti jis k sarparast or wakil zinda ho,i mean agar usko koi aisee majboori hai k us ko rizq ki kami horahi hai tab jaaiz hai wagarna nahi