Age: 124
7013 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
Dunya ki mehfilon say ukta gaya hoon ya Rab kya lutf anjuman ka jab dil hi bujh gaya ho shorish say bhaagta hoon dil dhoondhta hain mera aisa sakoot jis per takdeer bhi fida ho marta hoon khamoshi pe yeh aarzo hain meri daaman main koh kay ek chota sa jhompra ho Azaad fikr say hoon azlat main din guzaroon duniya k ghum ka dil say kanta nikal gaya ho lazat surood ki ho chidiyon ki chehchahon main chashmay ki shorasho main baaja sa baj ra ho ho haath a sarhana sabzay ka ho bhichona sharmaye jis say jalwat,khalwat main wo ada ho manoos is qadar ho soorat say meri bulbul nanhay say dil main iskay,khatka na kuch mera ho ho dil fareb aisa kohsaar ka nazara Paani bhi mauj ban kar uth uth kay dekhta ho aaghosh main zameen ki soya hua ho sabza phir phir kay jhariyon main Paani chamak raha ho mehndi lagaye sooraj jab shaam ki dulhan ko surkhi liye sunehri har phool ki kuba ho pechlay pehr ki koel,wo subha ki mauzan main iska hamnawa hoon,wo meri hamnawa hain phoolon ko aaye jis dam shabnam wazoo karanay Roona mera wazoo ho,naala meri dua ho is khamoshi main jaye itnay buland naalay Taaron kay kaafilo ko meri sada daran ho har dard mand ko rona mera rula day behosh jo paray hain shayad unhay jaagay dey (by:Allama Muhammad Iqbal)
Age: 124
7013 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
~tasha~ said:
dedicated to sshine
A special star in the sky Right above so very high Caught in time and in space To ourselves a special place Under heaven where we reside Radiating light, can not hide Up above pointing true Sunshine this star’s for you.
Thank you very much Tasha jee for giving me such a love so sweet of you
Age: 124
7013 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
firstly yeh mera personal experience hain k Talibaan ki Govt main kuch khamiyaa zaroor thi per i think maujooda govt say kaafi achi thi.mana k hum sharia ko danday kay zor pe kaim nahi kar saktay magar i think agar hum aik Inqalabi tehreek shuru kar day to aisa zaroor ho sakta hain k sharia nafiz ho,jaisay k Iran main huwa.