Forums
Poetry Cafe (URDU)
~kOoLeSt1 poetry Colloection~
Reply to Topic
kOoLeSt1
Age: 124
Total Posts: 5559
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Pathar Ko Pani Mein Mat Phenko, Isse Koi Aur Bhi Peeta Hoga, Jeena Hai To Khush Hoke Jeeyo, Tumhe Dekhkar Koi Aur Bhi Jeeta Hoga...
Miss mine
Age: 124
6417 days old here
Total Posts: 10587
Points: 0
Location:
,
~CHANDNI~ said:
Merii Ankhon Pe Marta Tha Meri Baton Pe Hansta Tha Najaney Shakhs Tha Kesa?? Mujhe Khoney Se Darta Tha Mujay Jab Wo Milta Tha Yehi Har Bar Kehta Tha Suno!! Agr Mein Bhool Jaon Tu?? Agr Mein Rooth Jaon Tu? Kabii Wapis Na Ahon Tu? Bhula Pao Gay Ye Sab Kuch?? Yunhii Hansty Rahoo Gay Kia?? Yunhii Sajty Rahoo Gay Kia?? one of my favourites
yehi batein hein bas uski
yehi yadein hein bas uski
mujhe bas pata hai itna
mujhe wo pyar karta tha..
mujhe khoney se darta tha..
Fairl_Girl
Age: 124
7533 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Miss mine said:
Fairl_Girl said: Gham-e-duniyaa bahut iizaa-rasaaN hai kahaaN hai, ai Gham-e-jaanaaN kahaaN hai ek aaNsuu kah gayaa sab haal dil kaa maiN samjhaa thaa ye zaalim be-zubaaN hai ye maanaa zindagii faanii hai lekin agar aa jaaye jiinaa, jaavidaaN hai vo kaaNTaa hai jo chubh kar TuuT jaaye muhabbat kii bas itnii daastaaN hai!!!!!!!
nice thx missy
Fairl_Girl
Age: 124
7533 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
ONLYARBAB said: very nice FG
THXXX U
Fairl_Girl
Age: 124
7533 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Na tujhe chorr sakte hain tere ho bhi nahi sakte yeh kaisi bebasi hai aaj hum roo bhi nahi sekte yeh kaisa dard hai pal pal hamain tarpaye rekhta hai tumhari yaad aati hai tu phir soo bhi nahi sekte chupa sakte hain aur na dekha sakte hain ogon ko kuch aise daagh hain dil per jo hum dho bhi nahi sakte kaha tu tha chor denge yeh nagar phir rukh gaye lekin tumhain paa tu nahi sakte magar kho bhi nahi sekte humara aik hona bhi nahi mumkin raha abh tu teeyan kaise ke tum se door reh bhi nahi sekte
Fairl_Girl
Age: 124
7533 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Kabhi humaari taraf muskuraakar bhi dekho Humaari nazar bohat kuch keh deti hai Kabhi hamein nazaron se samajh kar to dekho Humse dosti ka rishta hai tumhara Kabhi hum say dil laga kar to dekho Humari baton ne tumhaara dil kahi baar behlaya hai Kabhi apni baton se hamein hasaa kar to dekho Mujhse milkar anjaane mein dil mein basne lagti ho Kabhi hamein bhi apne dil mein basaa kar to dekho Har mushkil rah be aasaan ho jaayegi bus Hum par ik baar aitbaar kar ke to dekho Hum tumhein zindagi mein har khushi denge Bus ek baar humse pyaar kar ke to dekho Tumhein paane ke liye har imtihaan denge hum Humein kabhi aazmaa kar to dekho Tum kehte ho ke bohat mushkil hai mujhe apnana Ek baar hamein apna banaa kar to dekho
kOoLeSt1
Age: 124
6596 days old here
Total Posts: 5559
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
wah je wah
nice fg
kOoLeSt1
Age: 124
6596 days old here
Total Posts: 5559
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
kOoLeSt1
Age: 124
6596 days old here
Total Posts: 5559
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Fairl_Girl said: GR8 WORK KOOLEST
kOoLeSt1
Age: 124
6596 days old here
Total Posts: 5559
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Fairl_Girl said: Aaj Pehli Bar Yeh Mehsoos Huwa Ke Mein Is Duniya Mein Tanha Reh Gaya Hon, Jo Tha Hi Nahi Us Ke Bageir Mein Tanha Reh Gaya Hon, Woh Chup Chup Ker Mere Liye Kitabe Ikhata Kiya Kerti Thi, Aaj Mein Apni Hi Kitab Mein Tanha Reh Gaya Hon, Kabhi In Raston Mein Se Guzar Ker Us ko Ghar Chor Aata Tha. Aaj Mein Un Hi Raston Mein Tanha Reh Gaya Hon, Kabhi Woh Mujh Se Isharon Se Batein Kiya Kerti Thi, Hansta Hoon Aaj Mein Apne Hi Isharon Mein Tanha Reh Gaya Hon, Yaqeen Hai Faraz Ko Ke Kabhi To Woh Laut Aayegi, Rota Hon Faqat Us Ke Bageir Mein Tanha Reh Gaya Hon.
kOoLeSt1
Age: 124
6596 days old here
Total Posts: 5559
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
ONLYARBAB said: phir is duniyaa se ummiid-e-vafaa hai tujhe ai zindagii kyaa ho gayaa hai barii zaalim nihaayat bevafaa hai ye duniyaa phir bhii kitanii Khush-numaa hai har ik apane hii Gam mein mubtilaa hai kisii ke dard se kaun aashnaa hai mere naqqaad merii shaayarii to mere TuuTe huye dil kii sadaa hai kahaan huun "Shad" main to shaad saa huun vo shaad-e-Khush-navaa to mar chukaa hai
nice bro
~tasha~
Age: 124
6569 days old here
Total Posts: 47628
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
v nice work
Fairl_Girl
Age: 124
7533 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
thx koolest
London_Girl
Age: 124
6851 days old here
Total Posts: 18948
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Fairl_Girl said: Kabhi humaari taraf muskuraakar bhi dekho Humaari nazar bohat kuch keh deti hai Kabhi hamein nazaron se samajh kar to dekho Humse dosti ka rishta hai tumhara Kabhi hum say dil laga kar to dekho Humari baton ne tumhaara dil kahi baar behlaya hai Kabhi apni baton se hamein hasaa kar to dekho Mujhse milkar anjaane mein dil mein basne lagti ho Kabhi hamein bhi apne dil mein basaa kar to dekho Har mushkil rah be aasaan ho jaayegi bus Hum par ik baar aitbaar kar ke to dekho Hum tumhein zindagi mein har khushi denge Bus ek baar humse pyaar kar ke to dekho Tumhein paane ke liye har imtihaan denge hum Humein kabhi aazmaa kar to dekho Tum kehte ho ke bohat mushkil hai mujhe apnana Ek baar hamein apna banaa kar to dekho
kewl
kOoLeSt1
Age: 124
6596 days old here
Total Posts: 5559
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Fairl_Girl said: thx koolest
Most WELcum
Rapunzel
Age: 124
7070 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
^dewaja^
Age: 124
6418 days old here
Total Posts: 2081
Points: 0
Location:
,
Fairl_Girl
Age: 124
7533 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
London_Girl said:
Fairl_Girl said: Kabhi humaari taraf muskuraakar bhi dekho Humaari nazar bohat kuch keh deti hai Kabhi hamein nazaron se samajh kar to dekho Humse dosti ka rishta hai tumhara Kabhi hum say dil laga kar to dekho Humari baton ne tumhaara dil kahi baar behlaya hai Kabhi apni baton se hamein hasaa kar to dekho Mujhse milkar anjaane mein dil mein basne lagti ho Kabhi hamein bhi apne dil mein basaa kar to dekho Har mushkil rah be aasaan ho jaayegi bus Hum par ik baar aitbaar kar ke to dekho Hum tumhein zindagi mein har khushi denge Bus ek baar humse pyaar kar ke to dekho Tumhein paane ke liye har imtihaan denge hum Humein kabhi aazmaa kar to dekho Tum kehte ho ke bohat mushkil hai mujhe apnana Ek baar hamein apna banaa kar to dekho
kewl thx sis
{Elya}
Age: 124
6107 days old here
Total Posts: 120
Points: 0
Location:
,
nyc coll zarak and friends!
Rapunzel
Age: 124
7070 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Miss mine
Age: 124
6417 days old here
Total Posts: 10587
Points: 0
Location:
,
Fairl_Girl said: Na tujhe chorr sakte hain tere ho bhi nahi sakte yeh kaisi bebasi hai aaj hum roo bhi nahi sekte yeh kaisa dard hai pal pal hamain tarpaye rekhta hai tumhari yaad aati hai tu phir soo bhi nahi sekte chupa sakte hain aur na dekha sakte hain ogon ko kuch aise daagh hain dil per jo hum dho bhi nahi sakte kaha tu tha chor denge yeh nagar phir rukh gaye lekin tumhain paa tu nahi sakte magar kho bhi nahi sekte humara aik hona bhi nahi mumkin raha abh tu teeyan kaise ke tum se door reh bhi nahi sekte
v.gud fg
Fairl_Girl
Age: 124
7533 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
thx miissy dear
Fairl_Girl
Age: 124
7533 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Aye mera janaza uthane waalo, Dekhna koi bewafa paas na ho, Agar ho to usse kehna, Aaj to khushi ka mauka hai udaas na ho
Fairl_Girl
Age: 124
7533 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Zindgi ek chahat ka silsila hai, Koi kisi se mil jata hai to koi kisi se bichad jata hai, Jise hum mangten hai apni dua mein, Wo kisi ko bina mange mil jata hai.
kOoLeSt1
Age: 124
6596 days old here
Total Posts: 5559
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
{Elya} said: nyc coll zarak and friends!
Hey elya u here
WELcum to jb dear
thanksssss alooooooooooooot
v happy to c u heree
kOoLeSt1
Age: 124
6596 days old here
Total Posts: 5559
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Fairl_Girl said: Aye mera janaza uthane waalo, Dekhna koi bewafa paas na ho, Agar ho to usse kehna, Aaj to khushi ka mauka hai udaas na ho
BOhooooooooot khoooooooob je
kOoLeSt1
Age: 124
6596 days old here
Total Posts: 5559
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Fairl_Girl said: Zindgi ek chahat ka silsila hai, Koi kisi se mil jata hai to koi kisi se bichad jata hai, Jise hum mangten hai apni dua mein, Wo kisi ko bina mange mil jata hai.
vvvvvv nice FG
Keeeeep it up
kOoLeSt1
Age: 124
6596 days old here
Total Posts: 5559
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Jisko maine de di apni ye zindagi, Woh shakhs hi mera qaatil nikla Wafaparasti main na koi kami ki, In wafaon se na kuch haasil nikla Ishq, mohabbat, qasme waade, In lafzon ka asar uspe baatil nikla Hum to toofan se darte rahe lekin, Jisne duboya mujhe, wo saahil nikla !!
kOoLeSt1
Age: 124
6596 days old here
Total Posts: 5559
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Mere naseeb main tu nahin shayad Kyun khel aisa taqdeer ka hota hai Lakeerain nahin milti hain unse Jin se ye dil milta hai Dunya kehti hai Chand lamhon ka saath tha Ye dil jaanta hai Ye umr bhar ka ehsaas tha !!!
kOoLeSt1
Age: 124
6596 days old here
Total Posts: 5559
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
KHUD KO MUJH SE JUDA KIA US NE. JO NA KARNA THA WO KIYA US NE. YAD KARNE SE BHI NA YAAD AAOON. AISAY MUJH KO BHULA DIYA US NE. TUM TO BAS WAQT KI ZARRORAT HO. MUJH KO AAKHIR BATA DIA US NE. KHUD SE NAZREEN NAHEE MILA SAKTI ITNA NEECHA GIRA DIA US NE. APNE HAATHOON SE KHUD HI LIKH KE MUJHEY
kOoLeSt1
Age: 124
6596 days old here
Total Posts: 5559
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Yeh zindagi bari ajeeb si Kabhi gulzar si kabhi bezar si Kabhi khushi hamaray sath sath Kabhi gammon ki barsat si Yeh zindagi bari ajeeb si Kabhi tofanon main bhi hain rastay Kabhi manzilon ka pata nahi Kabhi do kadam pay zindagi Kabhi saddeuon tak intizar si Yeh zindagi bari ajeeb si Kabhi her pal emtihan hai Kabhi bin mangay enam hai Kabhi kuch nahi Kabhi sab kuch si Yeh zindagi bari ajeeb si Kabhi gulzar si kabhi bezar si
Reply to Topic