Age: 124
7532 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Meri Qasam Na Jayy*ee*
* Bohat dino ki baat thi shabab per bahar thi fiza bhi khushgawar thi na jaane kioun machal para main apne ghar se chal para kisi ne mujh ko rok ker bari aada se tok ker kaha ke laut ayyee meri qasam na jayyee meri qasam na jayyee magar mujhe khabar na thi mahaul per nazar na thi na janey kioun machal para main apney ghar se chal para phir shehar se main aa gaya khayal tha ke paa gaya usey jo mujh se durr thi magar meri zaroor thi phir ik haseen shaam ko main chal para salam ko gali ka rang dekh ker naye tarang dekh ker mujhe bari khushi hui main kuch isi khushi main tha kisi ne jhank ker kaha paraye ghar se jayyee meri qasam na ayyee wohi haseen shaam hai bahar jis ka naam hai chala hoon ghar ko chor ker na janey jaoon ga kidhar koi nahin jo rok ker koi nahin jo tok ker kahay ke laut ayyee meri qasam na jayyee
Age: 124
6596 days old here
Total Posts: 5559
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Fairl_Girl said:
Zaroori toh nahi ke jeene ke liye koi sahara ho zaroori toh nahi ke hum jis ke hai woh bhi hamara ho kuch kashtiyaa dhoob jaaya karti hai zaroori toh nahi ke har kashti ke liye kinara ho
Fairl je apki poetry ka bohot bohot bohot bohot.................................................SA THANKS thanks se bhe ziada thanksssssssssssssssss
ANd all poetry s very nice THANKS again and KEEP IT UP
Age: 124
7532 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
kOoLeSt1 said:

Jab mujhe chorr ke ek din tu chali jaaye gi kasam khuda ki mujhe teri yaad bohat aaye gi jab kabhi lage gi towkar tere pathar dil ko tab ja kar kahin tu apne kiye pe pachtaaye gi