Forums
Poetry Cafe (URDU)
~kOoLeSt1 poetry Colloection~
Reply to Topic
kOoLeSt1
Age: 124
Total Posts: 5559
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Pathar Ko Pani Mein Mat Phenko, Isse Koi Aur Bhi Peeta Hoga, Jeena Hai To Khush Hoke Jeeyo, Tumhe Dekhkar Koi Aur Bhi Jeeta Hoga...
Fairl_Girl
Age: 124
7532 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
thx tashu
Fairl_Girl
Age: 124
7532 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Izhaar Nahi Karti lafzoon mein koch bhi izhaar nahi karti matlab yeh nahi keh tum sey piyaar nahi karti chahti hoon tumhein aaj bhi mager tumhari soch mein apna waqt bekaar nahi karti tamasha na ban jaye muhabbat meri apney dard ko namodaar nahi karti jo koch mila us mein khush hoon main isliye khuda sey taqrar nahi karti par koch tu baat hey fitrat mein tumhari warna tumhein chahney ki khata baar baar nahi karti
~tasha~
Age: 124
6569 days old here
Total Posts: 47628
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Fairl_Girl said: Izhaar Nahi Karti lafzoon mein koch bhi izhaar nahi karti matlab yeh nahi keh tum sey piyaar nahi karti chahti hoon tumhein aaj bhi mager tumhari soch mein apna waqt bekaar nahi karti tamasha na ban jaye muhabbat meri apney dard ko namodaar nahi karti jo koch mila us mein khush hoon main isliye khuda sey taqrar nahi karti par koch tu baat hey fitrat mein tumhari warna tumhein chahney ki khata baar baar nahi karti
cutefriend
Age: 39
7806 days old here
Total Posts: 47726
Points: 0
Location:
London, United Kingdom
Fairl_Girl
Age: 124
7532 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
~tasha~ said:
Fairl_Girl said: Izhaar Nahi Karti lafzoon mein koch bhi izhaar nahi karti matlab yeh nahi keh tum sey piyaar nahi karti chahti hoon tumhein aaj bhi mager tumhari soch mein apna waqt bekaar nahi karti tamasha na ban jaye muhabbat meri apney dard ko namodaar nahi karti jo koch mila us mein khush hoon main isliye khuda sey taqrar nahi karti par koch tu baat hey fitrat mein tumhari warna tumhein chahney ki khata baar baar nahi karti
Fairl_Girl
Age: 124
7532 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Fairl_Girl
Age: 124
7532 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
KING OF JB said:
thanks
Fairl_Girl
Age: 124
7532 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Fairl_Girl
Age: 124
7532 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
tumhari raah main mitti ke gher nahi aate isi lia tu tumhain hum nazer nahi aate muhabbaton ke dino ki yahi kharabi hai yeh rooth jain tu phir lout ker nahi aate jinhain saleeqa hai tehzeeb e gham samjhne ka nu hi ke rone main aansoo nazer nahi aate khushi ki aankhon main aansoo ki bhi jaga rakhna bure zamane kabhi pooch ker nahi aate
Miss mine
Age: 124
6417 days old here
Total Posts: 10587
Points: 0
Location:
,
Fairl_Girl said: Izhaar Nahi Karti lafzoon mein koch bhi izhaar nahi karti matlab yeh nahi keh tum sey piyaar nahi karti chahti hoon tumhein aaj bhi mager tumhari soch mein apna waqt bekaar nahi karti tamasha na ban jaye muhabbat meri apney dard ko namodaar nahi karti jo koch mila us mein khush hoon main isliye khuda sey taqrar nahi karti par koch tu baat hey fitrat mein tumhari warna tumhein chahney ki khata baar baar nahi karti
v.nice
Fairl_Girl
Age: 124
7532 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Miss mine said:

v.nice thx
~tasha~
Age: 124
6569 days old here
Total Posts: 47628
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Fairl_Girl
Age: 124
7532 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
KING OF JB said:
thx
Fairl_Girl
Age: 124
7532 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
~tasha~ said:
thxxxxxxxxx
Fairl_Girl
Age: 124
7532 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Bheer main ik ajnabee ka samna acha laga Sab say chup kar wo kisi ka dekhna acha laga Surmai aankhon kay neechay phool say khilnay lagay Kahtay kahtay kuch kisi ka sochna acha laga Baat to kuch bhi nahin thi lykin us ka aek dam Hath ko honton pay rakh kar rokna acha laga Chay main cheenee milana us gharee bhaya bohat Zer-e-lab wo muskurata 'shukriya' acha laga Dil main kitnay ahad bandhay thay bhulanay kay usay Wo mila to sab araday todna acha laga Bay arada lams ki wo sansnee piyaree lagee Kam tvja aankh ka wo dekhna acha laga! Neem shab ki khamshee main bheegtee sadkon pay kal Teree yadon kay jalv main ghoomna acha laga Us adooy jan ko Amjad main bura kesay kahoon Jab bhi aaya samnay wo baywafa acha laga
~tasha~
Age: 124
6569 days old here
Total Posts: 47628
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Fairl_Girl
Age: 124
7532 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
KING OF JB said:
acha achhi thi kia?
Fairl_Girl
Age: 124
7532 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Khoon se rangeen deewar-o-dar banaa diya Zara sa haath mainey zakhmon se utthaa diya Teri yaadon ne dastak jab bhi dil pe di Aik aah bhar lee aik aansoo bahaa diya Cheekh-te hain dil ke chhalle naam-e-marham pe rog kaisey tumney ye dil ko lagaa diya Phir bhi deta hai tum hi ko dil duaayen mana ke tuney mujhey khaak mein milaa diya Baitha hoon jaise lutt gaya ho dilli ka taaj aaj mainey tera aakhiri khat bhi jalaa diya Woh chehre ko duppatte mein chhuppaye chal diye " ek shair mainey kya sunaa diya
Fairl_Girl
Age: 124
7532 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
~tasha~ said:
thnko thko my sis
Fairl_Girl
Age: 124
7532 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
kooli no1 kahan ahi?
Fairl_Girl
Age: 124
7532 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Ab Agar Aao To Jaane ke Liye Mat Aana Sirf Ahsaan Jataane ke Liye Mat Mana Maine Palkon Pe Tamannaen Saja Rakhi Hain Dil Par Umeed ki 100 Rasmen Jala Rakhi Hain Ye Hanseen Shamen Bujhaane ke Liye Mat Aana Pyar ki Aag Main Zanjeer Pighal Sakti Hai Chahne Walon ki Takdeer Badal Sakti Hai Hoon Bebas Ye Batane ke Liye Mat Aana Mujhse Milne ki Agar Tumko Nahi Chahat koi Tum Sirf Rasmen Nibhane ke Liye Mat Aana
Fairl_Girl
Age: 124
7532 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
phir se
Fairl_Girl
Age: 124
7532 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
koi hamari terhan chahe tu batana koi hamari terhan sataye tu batana dosti tu ker le ga koi bhi app se koi hamari terhan nibhai tu batna....
Fairl_Girl
Age: 124
7532 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
jab aankh khuli tu manzer ajeeb tha dil main aik drd tha jo dil ke kareeb tha dhoonte rahe hum janhain hathon ki lakeeron main wo mera nahi kisi aur ka naseeb tha...
~tasha~
Age: 124
6569 days old here
Total Posts: 47628
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Fairl_Girl
Age: 124
7532 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
thankss king mg kong
Fairl_Girl
Age: 124
7532 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Ihsaas Khuda hum ko aisi khudai na dey, Key apney siwa kuch dikhai na dey, Khatawaar samjhey gi duniya tujhey, Ab itni zyada safai na dey, Hanso aaj itna key is shor mein, Sada siskiyon ki sunai na dey, Mujhey apni chadar mein is tarah dhaap lo, Zameen asmaan kuch dikhai na dey, Khuda aisey ihsaas ka naam hai, Rahey samney aur dikhai bhi na dey
Miss mine
Age: 124
6417 days old here
Total Posts: 10587
Points: 0
Location:
,
v.nice
~tasha~
Age: 124
6569 days old here
Total Posts: 47628
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Fairl_Girl
Age: 124
7532 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
aunty???? ab nahi karogi post kuch jao
Reply to Topic