rapunzel said:beautifull
Miss mine said:Kia khabar tum ko dosti kia hai
Ye roshni bhi hai andhera bhi hai
Khwahishon say bhara jazeera bhi hai
Bohat anmol ik heera bhi hai
Dosti ik haseen khwab bhi hai
Pass say dekho tou sarab bhi hai
Dukh milnay pe ye azab bhi hai
Aur ye piyar ka jawaz bhi hai
Dosti yoon tou maya jaal bhi hai
Ik haqeeqat bhi hai khayal bhi hai
Kabhi furqat kabhi vissal bhi hai
Kabhi zameen kabhi falak bhi hai
Dosti jhoot bhi hai such bhi hai
Dil main reh jaiay tou kassuk bhi hai
Kabhi ye haar kabhi jeet bhi hai
Dosti saaz bhi sangeet bhi hai
Sheir bhi nazam bhi geet bhi hai
Wafa kia hai wafa bhi dosti hai
Dil say nikli dua bhi dosti hai
Bus itna samajh lay tou
Piyar ki inteha bhi dosti hai..
hot.kurri said:Chaho To Ager
Tum Ager Mujh Ko Na Chaho To Koi Baat Nahi
Tum Kisi Aur Ko Chahoge, To Mushkil Hogi
Ab Ager Mele Nahi Hai To Judai Bhi Nahi
Baat Todi Bhi Nahi Tum Ne Banayi Bhi Nahi
Ye Sahara Bhi Buhat Hai Meray Jeenay K Liye
Tum Ager Mere Nahi Ho, To Paraye Bhi Nahi
Mere Dil Ko Na Saraaho, To Koi Baat Nahi
Ghair K Dil Ko Sarahoge, To Mushkil Hogi
Miss mine said:Mainey kaha woh ajnabi hai
Dil ne kaha ye dil ke lagi hai
Mene kaha woh sapna hai
Dil ne kaha phir b apna hai
Mene kaha woh do pal ke mulakat hai
Dil ne kaha woh sadiyo ka sath hai
Mene kaha woh mere Haar hai
Dil ne kaha ise ka naam to "PYAR" hai
rapunzel said:
Miss mine said:Kia khabar tum ko dosti kia hai
Ye roshni bhi hai andhera bhi hai
Khwahishon say bhara jazeera bhi hai
Bohat anmol ik heera bhi hai
Dosti ik haseen khwab bhi hai
Pass say dekho tou sarab bhi hai
Dukh milnay pe ye azab bhi hai
Aur ye piyar ka jawaz bhi hai
Dosti yoon tou maya jaal bhi hai
Ik haqeeqat bhi hai khayal bhi hai
Kabhi furqat kabhi vissal bhi hai
Kabhi zameen kabhi falak bhi hai
Dosti jhoot bhi hai such bhi hai
Dil main reh jaiay tou kassuk bhi hai
Kabhi ye haar kabhi jeet bhi hai
Dosti saaz bhi sangeet bhi hai
Sheir bhi nazam bhi geet bhi hai
Wafa kia hai wafa bhi dosti hai
Dil say nikli dua bhi dosti hai
Bus itna samajh lay tou
Piyar ki inteha bhi dosti hai..
bohat khoob
QUEEN VICTORIA said:kiya howa Quveeny image koastaghfaar image
kher kher
solly
what can i say now
carry on
Miss mine said:hay na app kay jesy
~CHANDNI~ said:
(nili ANkhon)
Aankhon say behtay askq nahi
khoon-e-jigar rawani hai
kuch teri bewafaii ki
kuch wafa ki meri kahani hai
aankhon main jyoti nahi, tum samaye baithe ho
dil main dharkan nahi, tum ghar banaye baithe ho
ab bhi tu haseen hai, is baat say inkaar nahi
magar ab is dil ko tera intezaar nahi
machli paani main doob gaye
hum ishq main doob gaye
usay to zindagi mili
hum jeena hi bhool gaye
mujhko udaas dekh ker, zamany nay yeh sawal kiya
woh kaun hai zalim, jisnay tera yeh haal kiya
maine kaha woh mohabbat hai, jo muri unkay saath hai
woh nikli bewafa zalim, bus itni si baat hai
gaanay walay ko kaho, aaj is tarah gayain
her dil ko lagay chott, her aankh bhar aayain
kuch ker kay dikha dain, ki kaam bohot hain
is jahan main jeetnay walay muqaam bohot hain
mukammal shakhs wahi jo duniya ko badal dalay
roz marha mitnay walay naam bohot hain
tujhe dekhna chaahta hoon her pal
shayad tujhse bohot pyar karta hoon
kal tak to tujhe jaanta bhi na tha
aaj tera intezaar karta hoon
spiceally 4 MM
my beautiful sis thanku
zaberdasttt
Miss mine said:Mainey kaha woh ajnabi hai
Dil ne kaha ye dil ke lagi hai
Mene kaha woh sapna hai
Dil ne kaha phir b apna hai
Mene kaha woh do pal ke mulakat hai
Dil ne kaha woh sadiyo ka sath hai
Mene kaha woh mere Haar hai
Dil ne kaha ise ka naam to "PYAR" hai
olldman said:
Miss mine said:Mainey kaha woh ajnabi hai
Dil ne kaha ye dil ke lagi hai
Mene kaha woh sapna hai
Dil ne kaha phir b apna hai
Mene kaha woh do pal ke mulakat hai
Dil ne kaha woh sadiyo ka sath hai
Mene kaha woh mere Haar hai
Dil ne kaha ise ka naam to "PYAR" hai
Simply very enjoyable. hamaisha ki tarah, bohut khubsoorat hein sab MM.
~CHANDNI~ said:
Miss mine said:Mainey kaha woh ajnabi hai
Dil ne kaha ye dil ke lagi hai
Mene kaha woh sapna hai
Dil ne kaha phir b apna hai
Mene kaha woh do pal ke mulakat hai
Dil ne kaha woh sadiyo ka sath hai
Mene kaha woh mere Haar hai
Dil ne kaha ise ka naam to "PYAR" hai
Dil ne kaha woh sadiyo ka sath hai.
wah woh achy
~CHANDNI~ said:
Jeena hamein bhi aata hai.
Aajkal har shaks hamein “kaise jiyen”,
Ye sikha kar jaata hai
Are kuchh khwab abhi adhure
hain hamare,
Varna jeena to hamein bhi aata hai.
Maante hain ki zindagi ko apni,
Us had tak to hamne swara nahin Lekin,
Un khwabon ko adhura chod kar,
Hame jeena shayad gwara hi nahin
Jeete waqt ae mere dost,
Apno ke khwabon ka khayal
ham rakhte hain,
Sirf apne liye hi jeena ho to,
Hum Aaj bhi jee sakte hain.
Har wo shaks jo aaj apne,
Jeene par itna itraata hai
Waqt aane par batayenge use,
K jiya kis tarah se jaata hai.
Miss mine said:Ek weham sa thaa dil mein
Shayad kabhi milo tum
Kuch dair ruk ke poocho
Beetay dinoo ke mausam
Awaaz mein ho larzish
Aankhoon mein ek tajassus
Maazi ka koi lamha
Shayad attak gaya ho
Sab bhool kar bhi shaayad
Kuch yaad aagaya ho
Phir mein tumhein bataoon
Apni khushi ki baatain
Har dukh chuppa ke dil mein
Aasoodgi ki baatain
Woh chaand chaudween ka
Taaroon bhari woh raatain
Dilkash haseen shaamain
Masoom waardaatain
Woh pyar ka tassavur
Aur bandagi ki baatain
Woh roz roz marna
Aur zindagi ki baatain
Tum achanak yun muskurao
Dheeray se paas aaoo
Sar ko jhuka ke apne
Chup chaap laut jaaoo
Phir mein muskuraoon
Dil ke deyey bhujaoon
Dhuraoon apne dil mein
Ek talkh si haqeeqat
Ek khwaab zindagi ka
Hai umer bhar jo dekha
Jo ho saka na poora
Yunhi raha adhoora
Haan reh gaya adhoora
Ek khwaab zindagi ka..
Miss mine said:
~CHANDNI~ said:
Jeena hamein bhi aata hai.
Aajkal har shaks hamein “kaise jiyen”,
Ye sikha kar jaata hai
Are kuchh khwab abhi adhure
hain hamare,
Varna jeena to hamein bhi aata hai.
Maante hain ki zindagi ko apni,
Us had tak to hamne swara nahin Lekin,
Un khwabon ko adhura chod kar,
Hame jeena shayad gwara hi nahin
Jeete waqt ae mere dost,
Apno ke khwabon ka khayal
ham rakhte hain,
Sirf apne liye hi jeena ho to,
Hum Aaj bhi jee sakte hain.
Har wo shaks jo aaj apne,
Jeene par itna itraata hai
Waqt aane par batayenge use,
K jiya kis tarah se jaata hai.
bahut khub jani
rapunzel said:
v.nice
~CHANDNI~ said:
PALKOON PAY RUK GAYA SAMANDER KHUMAR KA
KITNA AjEEB NASHA HAY TERE INTEZAAR KA
YAD MAIN TEREY SULAG RAHA HOON KAB SAY
HALL NA POOCH MEREY DIL - E- BEQRAR KA
TUMHARAY JANAY SAY SOONA HO GAYA DILL KA ANGAN
AAYA NAHEEN HAY BARSOON SAY MOUSAM BAHAR KA
JO AA JATA TO MUJH SAY MILNAY BARSOON PEHLAY
KHIL UTHTA RANG - O - ROOP GUL - O - GULZAR KA
HUM NAY BUHAT AASAN SAMJHA THA DIL KA JEETNA
DIL JEETNA MAGAR BUHAT MUSHKIL HAY US SEHERKAR KA
KHIYAL THA BANAOON TERY TASVEER KHON SAY
MAGAR DIL MAIN HI RAHA ARMAN TAKMEEL-E- SHAHKAR KA
KHUWAHISH-E-WISAL MEREY HAY TERY NAHEEN
TERY PASS TO AB BHI HAY BAHANa INKAR KA
Miss mine said:Ek weham sa thaa dil mein
Shayad kabhi milo tum
Kuch dair ruk ke poocho
Beetay dinoo ke mausam
Awaaz mein ho larzish
Aankhoon mein ek tajassus
Maazi ka koi lamha
Shayad attak gaya ho
Sab bhool kar bhi shaayad
Kuch yaad aagaya ho
Phir mein tumhein bataoon
Apni khushi ki baatain
Har dukh chuppa ke dil mein
Aasoodgi ki baatain
Woh chaand chaudween ka
Taaroon bhari woh raatain
Dilkash haseen shaamain
Masoom waardaatain
Woh pyar ka tassavur
Aur bandagi ki baatain
Woh roz roz marna
Aur zindagi ki baatain
Tum achanak yun muskurao
Dheeray se paas aaoo
Sar ko jhuka ke apne
Chup chaap laut jaaoo
Phir mein muskuraoon
Dil ke deyey bhujaoon
Dhuraoon apne dil mein
Ek talkh si haqeeqat
Ek khwaab zindagi ka
Hai umer bhar jo dekha
Jo ho saka na poora
Yunhi raha adhoora
Haan reh gaya adhoora
Ek khwaab zindagi ka..
olldman said:
~CHANDNI~ said:
PALKOON PAY RUK GAYA SAMANDER KHUMAR KA
KITNA AjEEB NASHA HAY TERE INTEZAAR KA
YAD MAIN TEREY SULAG RAHA HOON KAB SAY
HALL NA POOCH MEREY DIL - E- BEQRAR KA
TUMHARAY JANAY SAY SOONA HO GAYA DILL KA ANGAN
AAYA NAHEEN HAY BARSOON SAY MOUSAM BAHAR KA
JO AA JATA TO MUJH SAY MILNAY BARSOON PEHLAY
KHIL UTHTA RANG - O - ROOP GUL - O - GULZAR KA
HUM NAY BUHAT AASAN SAMJHA THA DIL KA JEETNA
DIL JEETNA MAGAR BUHAT MUSHKIL HAY US SEHERKAR KA
KHIYAL THA BANAOON TERY TASVEER KHON SAY
MAGAR DIL MAIN HI RAHA ARMAN TAKMEEL-E- SHAHKAR KA
KHUWAHISH-E-WISAL MEREY HAY TERY NAHEEN
TERY PASS TO AB BHI HAY BAHANa INKAR KA
A beautiful poem Chandni jee.