Badal

Age: 125
7276 days old here
Total Posts: 5612
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
JB Ki Rani said:

abb kitny bar    jawqeb dey
phir app kaho   gye barron ko jawab dety hoooooo



magar aap ka jawab nazar kyu nahi aa raha?
Posted 14 Feb 2005

Badal

Age: 125
7276 days old here
Total Posts: 5612
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
RIZ bhai yeh kia kya aap nay, topic hi badal dya, isay tu new topic hona chahiye tha, yeh to pehlay walay se completely different hai.

mera khyal hai aap nai topic main iss par baat karain.
Posted 14 Feb 2005

Topic: !! TABOO !!

Badal

Age: 125
7276 days old here
Total Posts: 5612
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
in 57 years main SALL burai tu koi bhi kam nahi hui, bulkay barhi hi hai tu iss ka yeh matlab tu nahi na kay wo "burai" itni buri nahi jaisa aap nay kaha "agar prost itniiii hi buri cheez hai to nearly 57 yrs se to isse kaabb ka khatam ho jana chaiye tha,,, but ulta it s increasing day by day". what do you say? kia koi example hai aisi aap kay pass aisi burai ki jo khatam hui ho?

waja tu har burai ki tarah yeh hi hai kay hamara imaan kamzoor hota ja raha hai, dunya ki hawas barhti ja rahi hai, aakhirat bhoolti ja rahi hai, aur yeh koi na samajh anay wali baat nahi hai, har koi apna muhasba kar kay dekh sakta hai.

laikin is ka yeh matlab hargiz nahi kay bura allowed kar di jaey ya isay condemn na kiya jaey.
Posted 14 Feb 2005

Topic: !! TABOO !!

Badal

Age: 125
7276 days old here
Total Posts: 5612
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
dost19 said:

We do everything for a reason....somtimes the reaon is money


Some people become prostitutes because they like it; others become prostitutes because they feel they are providing a service; many become prostitutes because?all things considered?it's the best job they can get.



Sometimes girlz are forced to go into prostitution....(now dats sad)



arey wahhh, agar girls ko force kia jaey tu sad hai, aur agar just financial benefit or sexual pleasure kay liye ikhakiyat ki tamam hudood tor di jain tu yeh sad nahi hai?? thoray say faiday ya khushi kay liye apni aakhirat barbaad kar li jaey tu yeh sad nahi hai?? i am waiting for your comments.
Posted 14 Feb 2005

Badal

Age: 125
7276 days old here
Total Posts: 5612
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Thanks King main ne tu 4 times salam kya, abhi tu aap ki taraf se 2 martaba jawab aya hai
Posted 14 Feb 2005

Badal

Age: 125
7276 days old here
Total Posts: 5612
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
chalain sirf mukura deta hoon
Posted 13 Feb 2005

Topic: Hoooooooo

Badal

Age: 125
7276 days old here
Total Posts: 5612
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
arey dara nahi raha hai, dar raha bas cheekhnay hi wala hai, kaheen aap ko tu nahi dekh liya tha QV
Posted 13 Feb 2005

Badal

Age: 125
7276 days old here
Total Posts: 5612
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
oops BABY, itna bura sulook!



ab tu iss ko as a villan ana chahiye.
Posted 13 Feb 2005

Badal

Age: 125
7276 days old here
Total Posts: 5612
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
arey aik tu yeh itni cute si masoom si bachi ro rahi aur aap nay isay "phunny phix" bana dya, you are so cruel QV aur jo mazak ura rahay hai wo tu ...
Posted 13 Feb 2005

Topic: tu

Badal

Age: 125
7276 days old here
Total Posts: 5612
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Posted 13 Feb 2005

Topic: nahi baba

Badal

Age: 125
7276 days old here
Total Posts: 5612
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Posted 13 Feb 2005

Badal

Age: 125
7276 days old here
Total Posts: 5612
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Welcome stariz, oh sorry, RIZ. ab pata chala yeh RIZwan hai.
Posted 12 Feb 2005

Badal

Age: 125
7276 days old here
Total Posts: 5612
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Assalam o Alaikum, and Welcome DotMatrix! Sorry late ho gya, pata hi chala.
Posted 12 Feb 2005

Badal

Age: 125
7276 days old here
Total Posts: 5612
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Arey nahi bhyeee, humara bhi dil karta hai husnay hansanay ko, lo hum hasn diye.
yeh kafi nahi? tu yeh lain
hum baki rooms main bhi aingay magar fuzool behas kay liye nahi.
Posted 12 Feb 2005

Badal

Age: 125
7276 days old here
Total Posts: 5612
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
arey yaar welcome tu kar do waisay aap kay liye main koi new member tu nahi 4 din ho gae aap say batain kartay, laikin phir bhi formality hai.
Posted 12 Feb 2005

Badal

Age: 125
7276 days old here
Total Posts: 5612
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
kArObi_sA said:

friend_16 said:


3. hum fazool behas-o-mubahisa kertay thay...



Hmm Waisay To time Hi Nai Life Main Fazool Behas Ka
But Yah Jo Jb Par Baat Cheet Hoti Hai Kia Yah Issi Main Ati Hai???


Relegion, Serious Corner aur Freedon of Speech kay kuch achay topics main baat cheet kay ilawa yeh isi main hi aati hai sabhi jantay hain , par agar har koi yeh maan le (zubaan se tu har koi manta hai par aamal se nahi) aur yeh fuzool behas chor de tu JB par aey ga kon yahaan tu log fun hi kay liye aatay hain na.
Posted 12 Feb 2005

Topic: Salam

Badal

Age: 125
7276 days old here
Total Posts: 5612
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Welcome Saba, a bit late par shukar hai yaad aya tu.

Posted 12 Feb 2005

Badal

Age: 125
7276 days old here
Total Posts: 5612
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Badr

The first full military confrontation between the Muslims and the enemies of Allah. The battle took place between the Muslims and the Quraish of Mecca in the second year of Hijrah. Eventhough the Muslims were outnumbered, the final result was to their favor.

--> R
Posted 12 Feb 2005

Badal

Age: 125
7276 days old here
Total Posts: 5612
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
RIZ bhai salam aur welcome tu main ne frined, i mean friend_16 ko kya tha, bcoz he/she came here first time, jawab aap nay de dya

waisay main aap kay pass hi hota hoon pakistan main, lahore main, aur apni uni main.
Posted 12 Feb 2005

Topic: !! TABOO !!

Badal

Age: 125
7276 days old here
Total Posts: 5612
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Prostitute:

1- woman who engages in sexual activity for payment.
2- (usually, male prostitute) man or boy who engages in sexual activity, esp. with homosexual men, for payment.

and in general,

3- misuse or offer one's talents, skills, name, beauty, body etc. for money etc
Posted 12 Feb 2005

Badal

Age: 125
7276 days old here
Total Posts: 5612
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
assalam o alaikum and welcome here friend
Posted 12 Feb 2005

Badal

Age: 125
7276 days old here
Total Posts: 5612
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Da'iy

Muslim missionary involved in Da'wah. It can also have a general meaning reffering to someone who calls others to a certain belief.

--> Y
Posted 12 Feb 2005

Badal

Age: 125
7276 days old here
Total Posts: 5612
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Awrah

parts of the body that are not supposed to be exposed to others. For men this is from the navel to the knee. For the women it is all of her body except the hands, feet, and face.

--> H

Thanks RIZ, Alhamdulillah I am fine, what about you?
Posted 12 Feb 2005

Badal

Age: 125
7276 days old here
Total Posts: 5612
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Mahr

Dowry given by the man to the woman he is about to marry. It is part of the Muslim marriage contract. It can never be demanded back under any circumstances.

--> R
Posted 12 Feb 2005

Badal

Age: 125
7276 days old here
Total Posts: 5612
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Mu'min

A person who has deep faith in Allah and is a righteous and obedient servant of His.

N ==>
Posted 11 Feb 2005

Badal

Age: 125
7276 days old here
Total Posts: 5612
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Assalam o Alaikum,

friend_16 said:

maloom saab ko hai par janaay kyun anjaan banay hein .. koi bara step kyun nahi laita?? .. hum saab mill ker is kay khilaaf batein tu kertay hein par koi step bhe tu laina chahyee ..
--> y don't we write articles in newspapers n mags??
-->koi haaltaal he ker doo mill ker..
kuch tu karoo khalee batein kernay say kaam he loog suntay hein ..

aur aik baat hamain in rituals .. tehwaroon say roka gia hai jo kay aur religions say resemble kertay hon.. aur basant ki background ka kisi ko pata hai kay ye kyun manayee jatee hai???

aik muslaamaan shaheed hua tha aur us ka ye loog mazakk uratay thay kay is ki rooh asmaan main perwaaz ker rahee hai .. aur us say ye kites ka concept aya.. (jo mujhay pata chala hai .. my professor told me it was something like that) .. kitnay afsoos ki baat hai agar hum is ritual ko adopt karein tu..



bilkul theek kaha maloom sab ko hai magar anjaan banay hain, magar iss ka yeh matlab tu nahi na agar koi anjaan ban jaey tu wo kaam theek ho jata hai? Waiting for your comment.

Aur dosra article bhi atay hain newspapers main aap nay kabhi parha nahi tu aur baat hai.

Aur rituals jo dosray religions say miltay hain, tu aap bhool gaeen yeh hinduoon ka tehwar hai, shuru bhi India main hoa tha, aur har saal pehlay indya main hi manaya jata hai.

And SALL,
SALL said:


fun ki limits hein,, i agree,, aap ne jo kaha mujhe iss se koi ikhtelaf nahi... par sanjeedgi, bewakoofi aur sarial pan ki bhi koi limit hai,, agree ???



aisay serious issues jitni bhi sanjeedagi say liya wo kam hai.

SALL said:

dear Z
me france mei bethi zaroor hu par apni aankhein aur dimag ko kaam mei lana nahi chora..
maaf kijiye ga par jab kissi maa ki gaud ujarti hai to wahan bethi hui aur lakhon maon pe koi asar kyun nahi hota ??
aap log wahan beth k aksar dekhte aur sunte hein na ??
to y do u keep celebrating it,, balke ab to gvt level pe
mera kasoor hai kya yeh sab ??
aur mujhe yeh samajh nahi aati,,, apni gaud ujarne k baad hi kissi maa ko kyun lagta hai k basant galt cheez hai,, kyun chittar maar k apne bachon ko ghar mei band kar k nahi rakhti,, kyun jaate hein bache patangein lootne,, aur chaton se girte hein



yeh buhat stupid sa excuse dya aap nay SALL, bachay sirf chatoon say nahi girtay, aur baat sirf bachoon ki nahi kit hi main aap nay parha nahi main nay baroon ki bhi kit u, koi rahgeer kabhi garden katwata hai in dooron se aur kabhi koi motorcycle sawar, tu kia log apnay sab kaam chor kar beth jain takay log apna bassant ka shok poora kar lain?

SALL said:

kya naaa,, matha ghuma dete ho aap mera,,,,
abayy aap ko mere baki k comments bhi akal ki aankh khol k parhne chaiye,, agar kuch samajh na aae to ask me,, aur phir comments dein aap


mujhe patang urane pe koi etraz nahi hai,, par basant jiss tareeke se manai jati hai,, ITS WRONG
tareeka galt hone se aap yeh nahi keh sakte k patang urana ya thori si tafreeh karna hi gunah ho gaya
hamare han shadiyon wagera pe bohot fazool kharchi hoti hai na,, firing bhi hoti hai and i ve heard uss mei bhi log zakhmi hote hein shayad marte bhi hon,
to iss ka kya ilaj hai ??
log shadiyan na kiya karein ??



SALL again aap ziada gussa kar rahi hain main patag uranay ko nahi basant manany ko ghalat kaha, aur is par honay walay kamoon ko, doobara zara aankhain khol kar parh lain I think. Aur shadi tu sunnat hai us ko basant say kyun compare karti hain? Aur yeh bhi likha tha main nay aisi rasoom par bhi humain in burayoon say bachana chahiye, aur basant tu khud aik burai hai.

friend_16 said:

.. un saab kamoon say humko rooka hai jo dosray religions say miltay hoon.. unkay tareeqoon kay mutabiq hoon..
pakistan sirf naam ka he islamic state hai .. president sahib khud gaiy thay shehr patang bazi kay liay .. aur naam is ko "jashnay bahaaraan" day daitay hein..

itni lightning to EID par nahi hoti jitnee Basant nite par the.. her dosri gari kay peechay kites lagee theen .....

.. baas aur kuch nahi kehna .. koi faida nahi .. jihoon nay suni hoti hai wo suun laitay hein .. jinhoon nay nahi maanni hoti wo behs kertay rehtay hein..



friend, abhi likha main nay kay basant hundoon ka tehwaar aur yahaan unhi kay tareekay say manaya jata hai, patang urai jati hai, dance hota hai, oonchi oonchi awaz main music, dhool, bajay, aur phir kaheen kaheen tu sharab aur pata nahi kya kya, aur kia mumaslat nahi hui?

Aur agar government level par aisa hota hai tu aap ko maloom nahi yahaan iss kay khilaf bhi roz newspapers main ata hai, laikin majboori yeh kay koi sunnay wala nahi, aur agar sab hi isi tarah sochnay lag gae aap soch rahi hain tu phir tu shaid yeh burai kabhi khatam ho sakay, agar rokna nahi chahti hain tu kam az kam durust tu na kahain. Aap ne parha hoga jab humaray aamal kharab ho jatay hain tu Allah hum par zalim hukmaran musallat kar deta hai aur yahi humaray sath ho raha hai.
Posted 11 Feb 2005

Badal

Age: 125
7276 days old here
Total Posts: 5612
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
aur jahaan tak shikwa jawab e shikwa ki baat hai, tu yeh tu nyat pe depend karta hai unhoon ne Allah se shikwa muhabat main hi kiya tha, aur aksar moulana waighaira sochay samjhay baghair fatwa laga detey hai, agar yeh fatwa durust tha tu jawab ke baad ghalat kesey ho gya, kyunkay shikwa tu apni jaga tha na. aap ne Hazrat Mousa ka wakya parha ho ga jab unhain aik bazahir "syupid" sa banda mila jo keh raha tha ae Allah mera dil chahta hai tu mere pass aey, mere tere baal banaoon, kangi karoon waighaira waghaira, tu Hazrat Mousa un usay danta magar Allah nay unhain dantnay say mana kar dya aur kaha kay yeh tu meri muhabat main aisa keh raha hai, dewana hai.
Posted 11 Feb 2005

Badal

Age: 125
7276 days old here
Total Posts: 5612
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
SALL yahi tu abhi friend nay bhi kaha hai kay khudi kay different meanings hain, khudi ko Iqbal ne diff meanings main liya aur iblees wali baat bhi theek hai kyun kay this is another meaning of khudi, yeh tu depend karta hai na kay use kis tarah aur kin meanings main kiya gya hai. waisay iblees wali baat par ghor kiya jaey tu us nay jo reason di thi wo theek bhi hosakti thi, us par lanat tu sirf inkar ki waja se pari thi. yeh tu Allah ko behtar maloom kay aag behtar hai ya mitti.
Posted 11 Feb 2005

Badal

Age: 125
7276 days old here
Total Posts: 5612
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Don't worry we will wait, shukar hai koi tu Quran se bhi guidance leta hai, , dil khush kar dya aap ne.
Posted 11 Feb 2005

Badal

Age: 125
7276 days old here
Total Posts: 5612
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
bilkul theek kaha aap nay, laikin darasal SALL ne yeh topic shuru kia, aur qoumi shair ki bhi baat ki main nay sirf wohi meanings explain kiye jo Iqbal ne use kiye, aur traditional way main tu khudi ko "self" hi kaha jata hai
Posted 11 Feb 2005