Badal

Age: 125
7276 days old here
Total Posts: 5612
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
arey aap log SALL kay khoobsoori kay standard ko tu samjhain na, shukar karain aap aur hum "khoobsoorat" nahi hain inn ki tarah
Posted 11 Feb 2005

Badal

Age: 125
7276 days old here
Total Posts: 5612
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Arey itna bara sa explain kya tha main ne khudi aur arrogance ko, aap nay ooper shaid parha nahi, dekhain shaid passand aa jaey.
Posted 11 Feb 2005

Badal

Age: 125
7276 days old here
Total Posts: 5612
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Dhimmi

a non-Muslim living under the protection of a Muslim state. He is exempt from duties of Islam like military and zakah but must instead pay a tax called jizyah.

I -->
Posted 11 Feb 2005

Badal

Age: 125
7276 days old here
Total Posts: 5612
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
"bhigo bhigo" kar mat marain, sukha sukha kar marain, pehlay hi buhat sardi hai. waisay aap logoon ko kia aitaraz kyun hai, khush honay dain SALL ko.
Posted 11 Feb 2005

Badal

Age: 125
7276 days old here
Total Posts: 5612
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
chalain Queen nay jawab tu dya salam King ko abhi yaad nahi aya
Posted 11 Feb 2005

Badal

Age: 125
7276 days old here
Total Posts: 5612
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Thanks
Posted 11 Feb 2005

Topic: ZINDAGI

Badal

Age: 125
7276 days old here
Total Posts: 5612
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Mr annonymous nay bilkul theek kaha, mera bhi yahi khyal hai, rahi baat cheating ki tu main bata deta hoon thats another interesting point kay cheating fully allowed hai, arey seedhi si baat hai jab QUESYION PAPER aik hai, solution aik hai, aur sab kay pass hai, tu phir cheating ki zaroorat reh nahi jati, fact tu yeh hai iss exam main aik doosray ki help khud karni chahiye, yahi good will hai iss exam main, aur Allah ka hukam bhi hai.

ab theek hai?
Posted 11 Feb 2005

Badal

Age: 125
7276 days old here
Total Posts: 5612
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Assalam o Alaikum,

What a great mind QV , kitna pyaara jawab dya aap nay, aur kitne behtreen sawal kiye. Let's see, again

QUEEN VICTORIA said:

muslim said:

bakhair

i dont find aby thing wrong in it


Quran ya Hadees hamain ise rokne se mana nai karta

islam ek broad religion hai agar koi culture arab mein nai hai to is ka ye matlab nai k ham use adopt na kareen


SUBHANALLAH

plz muslim sahib tell me

1- Kya Quran main bayja ASRAF ki ijazat hai?
2- Kya Quran main mard o aurat ki MAKHLOOT MAHFILON KI ijazat hai?
3- Kya Quran main bay ja shor shraba jis say doosaron ko takleef ponhchay,is ki ijazat hai?
4- kya Quran main MUSIC, bajon, ki ijazat hai?


yeh sawal main nay is liye kiye k MUslim nay QURAN PAK ka hawala diya...other wise main nay basant ko MAZHEB k hawalay say discuss nahin kya tha.......


and also SALL, let's your comments too

SALL said:

QUEEN said:


1- Kya Quran main bayja ASRAF ki ijazat hai?
2- Kya Quran main mard o aurat ki MAKHLOOT MAHFILON KI ijazat hai?
3- Kya Quran main bay ja shor shraba jis say doosaron ko takleef ponhchay,is ki ijazat hai?
4- kya Quran main MUSIC, bajon, ki ijazat hai?



AGREEEEEE..
par phir to humein sab kuch khatam kar dena chaiye
shadiyan
parties
mayyat k khatam,, chaleeswein,, etc (offcourse music nahi hota par baki sab)
khekehekheekheee...



kya na yrrr,,,
hum sab andhe hein,,, behre hein,,
issi haal mei khush hein,,
abhi zinda hu to jeee lene do
bhari basant mei p lene do


tu first of all, you and we are muslim tu mazhab ki baat tu hum zaroor karain, kyun humain yahaan mar kar hamesha kay liye khatam nahi ho jana hai, bulkay in sub ka jawab bhi dena hai, main hairaan hoon aap ko tu apnay muslim honay par hi aitaraz hai. jin batoon ka aap nay zikar kya un ka ISLAM say door ka bhi wasta nahi, laikin agar aisa majority bhi karay tu aap yeh nahi keh saktay kay yeh sahi hai ya isay karnay main koi harj nahi. kisi burai ko karna ya sath dena aur baat hai isay sahi kehna kuffr tak puhacha deta hai. kam az kam doosroon ka iman tu kharab mat kijiye.

aue SALL yeh kia comments diye aap nay, hum jahaan just "jeenay" ya just hansnay khelnay nahi ain hain, kuch maqsad tha Allah ka humhain yahaan bhejnay ka, humara imtehan lena hai Allah nay, tu pehlay humara maqsad phir fun kyunkay fun say kisi nay nahi roka, laikin fun ki limits bhi humara mazhab hi define karta hai hum khud nahi.

beshak aap ko patag urani hai tu zaroor urain, laikin yeh basant hum muslims ka tehwaar nahi hai, aur agar humaray humaray apnay tehwaroon main bhi buraiyaan hoti hain, jaisa SALL nay point out kia, tu is ka yeh matlab nahi kay apnay tehwar chor dain, bulkay us burayoon ko khatam karain.

aue SALL aap france main beth kar yeh batain kar rahi hain, aap yahaan ain aur daikhain jab kisi ki shehrag par aap ki yeh door chalti hai aur wo tarap tarap kar jaan deta hai, kisi maan ki god ujarti hai, koi bewi apnay shohar say aur koi behan apnay bhai se mehroom ho jati hai tu kaisa lagta hai, hum tu yahaan rozana parhtay aur dekhtay hain, aap ko shaid ehsas nahi.

Allah Hafiz.
Posted 11 Feb 2005

Badal

Age: 125
7276 days old here
Total Posts: 5612
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Arey wo gussay main hain, aap unhhain ugly keh rahay hain, agar unhoon nay kaat liya tu, suna hain BATKHein bhi katti hain buhat zoor say
Posted 11 Feb 2005

Badal

Age: 125
7276 days old here
Total Posts: 5612
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Bazigaar said:

actually sall i was talking bout ocnfidence on u;r self not on God, but i do understand where u came from with confidence on God thing...

now talking bout confidence in u;r self, well, like it;s said, har cheez ke zayadati bhi achi nahi hoti...same applys to confidence too, confidence is good thing, but jab wo had se barh jae...and becomes over confidence....then watch out...u'll be in sh*t in no time **i think**



Assalam o Alaikum,

hmmm.. tu SALL, ab tu Bazigaar nay bhi meri taeed kar di, ab kia kahain gi , ab tu maan jaiye, aur itna gussa kyun mujh par , kuch ghalat kar dya tu really sorryy.
Posted 11 Feb 2005

Badal

Age: 125
7276 days old here
Total Posts: 5612
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Assalam o Alaikum,

May I add something more. Self confidence is considered to be one of the leading elements in successful life. Self confidence is the trust in your own strengths and abilities to execute a task. Laikin self confidence aur over confidence ko discuss karnay kay sath sath yeh bhi dekhna chahiye kay yeh confidence kin factors par depend karta hai. And these are, majorly, our level and experience, environment, and perspective, and they make our confidence somewhat relative and dynamic. Over confidence usually comes from overestimating your own capabilities and readiness or underestimating the situation and environment of the task.

main nay aik example parhi hai is ki, i think it will explain both self confidence and over condence very well. let's suppose aap ka dost aap kay pas aa kar kehta hai stand on one leg in the middle of your living room. It seems a very simple and unchallenging task. You would have confidence in your ability to perform it. However, what would happen if you were asked to do the same task on the edge of the roof of a hundred story building? Would your legs start shaking? Would you think about the consequences of loosing your balance? Would you still have enough faith in your abilities to do it? Obviously yahaan aap confidence loose kar dain ge, because aik tu situation aisi hai aur doosra aap ko is ka koi experience bhi nahi. If you still insist that you has sufficient confidence to do that, and dont care about the consequences, then it is indeed over confidence in yourself and your abilities, aur yahaan most chances hain kay aap apna nuksaan karwa baithain gay.

aur i think yahaan isi confidence ki baat ho rahi wo ji ko SALL ne explain kiya kyun faith aur Allah par confidence ko tu "TWAKKUL" kehtay hain, aur yeh tu aik muslim ki (or at most un logoon ki jo Allah ko mantay hain, magar yahaan aisay mazahib bhi hain jahaan Allah ka koi tasavvur nahi) khoobi hai, jabkay yeh self confidence and over confidence kisi insaan main bhi ho sakta hai, is main mazhab ya is kay honay ki koi qaid nahi. am I right SALL?
Posted 10 Feb 2005

Badal

Age: 125
7276 days old here
Total Posts: 5612
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
aag tu aap ko lagi hai jo is kisam kay comments de rahay hain, waisay yahaan sabhi atay hain, guys and girls, agar mehram ka itna khyal hai sath le kar ain main nay mana nahi kya, kia aap bhi le kar ain hain??
Posted 10 Feb 2005

Badal

Age: 125
7276 days old here
Total Posts: 5612
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
aap nay tu kehnay par salam ka jawab dya hai naa, karobi_sa nay sab say pehlay welcome kia tha, laikin salam ka jawab unhoon say bhi 2nd post main dya, ab aur batain aur kis nay dya jawab?
Posted 10 Feb 2005

Badal

Age: 125
7276 days old here
Total Posts: 5612
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Aik baat abhi tak yahaan kisi nay bhi note nahi ki, main nay is topic main 3 baar salaam kia tha "~Salam, Salam and again Salam~" aur 4th time apnay pehlay message main bhi, laikin yahaan kisi ko (except kArObi_sA) aik martaba bhi salaam ka jawab dene ki taufeek nahi hui. main nay itni baar salam hi isi liye kia tha kay mujhay pata tha yahaan salam karnay ya jawab denay ka koi riwaj nahi hai, kyun join karnay say pehlay main kafi post parhay hain yahaan main nay, laikin phir bhi koi fark nahi para.

waisay aik baat koi bata sakta hai, kia salaam welcome nahi hai? yeh welcome karnay ka infact sahi tareeka hai, it not just means "welcome" only, it means a lot more than that, so why not we should say salaam instead of "welcome". agar welcome kehna hi zaroori tu is kay baad bhi tu salaam kia ja sakta hai. i hope you will think over it.
Posted 10 Feb 2005

Badal

Age: 125
7276 days old here
Total Posts: 5612
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
shaista said:


welcome here zeeshan. a bit late but...



Thanks shaista , aur koi baat nahi agar kuch late hain, waisay pehlay aanay waloon ne konsa itna acha welcome kia hai . anyways, its ok.

aur SALL ko tu welcome kehnay ki zaroorat nahi hai
Posted 10 Feb 2005

Badal

Age: 125
7276 days old here
Total Posts: 5612
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
kash_beauty said:

ths post has nufin to do wid u!

all u hve to tell me is tht u dnt like it...i will c wht i can do!
its not my decision ..its urs!



yeh baat tu aap achi tarah samjh sakti hain kisi ko aisa kaha jaey tu usay kaisa lagay ga, and secondly, aap ko is post ko change ya delete karnay ki zaroorat nahi hai takay doosray logoon ko pata chalay kay yahaan kabhi kabhi is tarah bhi "Wecome" kia jata hai.
Posted 10 Feb 2005

Badal

Age: 125
7276 days old here
Total Posts: 5612
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
jahaan tak samjhanay ka talluk hai na, tu aap ki baat ghalat hai, sahi baat har kisi ko batani chahiye chahay aap jantay hain ya nahi, aur chahay wo non muslim hi kyun na ho, yahi hamaray mazhab main hukam hai, aur hidayat dene wala tu Allah hai, wo jisay chahay de jisay chahay na de, magar deta usay hi hai jo lena bhi chahay, aur yahaan koi lenay nahi aaya.

mazhab ko invole kar kay mazak kisi nay nahi kia, kehnay ka matlab yeh tha kay jo baat mazhab main bhi aur ikhlaqi tor bhi ghalat hai tu wo mazak main bhi kehna ghalat hai, mazak karnay aur fun kay achay tareekay bhi hai, which are allowed.

aur aap kay baray jo kaha iss ka talluk is topic say hargiz nahi tha, main ne kisi aur topic main aap ki batain parh li theen, jo mujhay achi nahi lageen, bulkay infact wo topic hi acha nahi laga, wo at least kisi muslim ko suit nahi karta halankay wo kai doosray mazahib main bhi theek nahi, magar yahaan tu aksar muslim hi hain.

aur chor kar is liye jana chah raha hoon kay, in logoon main reh kar apna imaan kamzoor nahi karna chah raha, jo pehlay ki kafi kamzoor hai, aur aamaal tu na honay ka barabar hain, aap nay khud hi kaha hai na kay "mahool ka asar" tu isi mahool say i think mujhay bachna chahiye, infact har aik ko.
Posted 10 Feb 2005

Badal

Age: 125
7276 days old here
Total Posts: 5612
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
kash_beauty said:

well..jis baat per yeh baat kahi gai hai..ap woh bhi post karein..

app nay hamary character ko lay kar kuch kaha shayed..hum osay bhi personally lay saktay thay...per nahin lia..kyunk her ek ka samjhanay ka tareka diff hota hai!

abb yeh dotmatrix nay sirf app ko samjhanay ko bola tha k assumptions na create kia karein kisi k baray mein jab tak jantay nahin hein...
iss mein koi ghalt baat nahin hai

chaltay bano..yeh tou aisay he ek tareka ka way of sayin hai k iss baray mein baat na karein!!

baat wahin aa jati hai k zarori nahin jo app soch rahay hein..os nay wohi soch kar likha ho,..
app nay kaha tha na SOCH ACHI HONI CHAHIYE!
well..app iss baat ko mazak mein bhi lay saktay thay!



aap ko kaisay bataoon main, pehli baat tu yeh kay main kitni baar likha hai main nay ko bura nahi kaha, aur yeh bhi kitni baar likha hai aap nay yakeenan mazak main hi likha jaisa aap nay khud kaha, main nay sirf yeh samjha chaha tha kay ghalat baat mazak main bhi ghalat hi rehti hai sahi nahi ho jati, aur samjhana mera farz hai, aap ya koi aur samajhna chahay ya na chahay us ki marzi hai. aur aap logoon nay mere samjhanay ko itna bara issue bana lia, aur main kuch nahi kehna chahta, aap ko acha lagay wo aap karain.
Posted 10 Feb 2005

Badal

Age: 125
7276 days old here
Total Posts: 5612
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
naam lenay ki koi zaroorat nahi hai, ghalati meri hi thi jo main samjhanay beth gya, bhool gya tha kay yahaan mazhab bhi "mazak" main mazak hi hota hai. bulkay ab tu mujhay aisa lagnay laga hai kay agar aap bhi wo parh lain tu mujhay hi ghalat kahain gi, waisay wo mera "introductory" topic tha, you can read it here, laikin jis baat par main nay correct karnay ki koshish ki thi, kuch wasi hi batain main ne aap ki bhi parhi hain, iss liye koi faida nahi, aap kay liye bhi mazak main mazhab mazak hi hai. yahaan kisi say kuch bhi expect kia ja sakta hai.
Posted 10 Feb 2005

Badal

Age: 125
7276 days old here
Total Posts: 5612
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
main nay yeh tu nahi kaha kay aap nay aisa kaha hai, bulkay aap ki waja say kisi aur nay kaha hai, aap shaid bhool, main yaad dila deta hoon, read it carefully.

dotmatrix said:

oh hello zeeshan. ye character ki baat yahan na karna. tum yahan kisi ko nahin jaante, hum bhi tumhare baaray mein aisi baat kar sakte hain. phir socho tumhe kaisa lage ga. isliye baat yahin khatam karo aur chalyay bano. ye achi baat nahin jo ke tum ab shroo kar rahe ho



aur , by the way, does'nt it need to me moderated? aap tu khud moderators main say hain.
Posted 10 Feb 2005

Badal

Age: 125
7276 days old here
Total Posts: 5612
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Arey main mana kar raha hoon aap nay phir kar dya, aur aap tu pehlay bhi kar chuki hain. mujhay ab aue kisi say yeh nahi sunna kay "yahaan se chaltay bano", jo mujhay aap hi ki waja say sunna para hai, iss liye mera yahaan koi posting karnay ka irada nahi hai, sorry.
Posted 10 Feb 2005

Badal

Age: 125
7276 days old here
Total Posts: 5612
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
aap ka mood hi kab tha welcome karnay ka, karna hota tu pehlay post main hi kar detay jahaan yeh hai:

King of jb said:



theek kaha na ?? waiasay i know aap aur aap kay buhat say friends nahi karna chahain gay.
Posted 10 Feb 2005

Badal

Age: 125
7276 days old here
Total Posts: 5612
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Assalam o Alaikum,

I said No More Welcomes Please.

Allah Hafiz.
Posted 10 Feb 2005

Badal

Age: 125
7276 days old here
Total Posts: 5612
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Assalam o Alaikum,

RIZ bhai preshan na hoon Allah behtar karay ga, agar aap mujhay bata saktay hain kay baat kia hai tu shaid main aap koi help kar sakoon, you can tell me in private. adal main baat yeh nahi kay aap ko sabhi ko khush karna hay, aap ko sirf theek baat ka sath dena chahay is say koi naraz ho. agar Allah kay liye mujhay apnay parents ko naraz karna paray tu mujhay koi hesitation nahi honi chahiye. laikin baherhaal maan baap ka martaba ziada hai baki sab logoon say, aap ko maloom hoga kay islam main aisa hai kay agar maan apnay betay ko wife bhi chornay ko kehti hai (its an extreme case, sirf explanation kay liye) aur agar wo ghalat bhi hai magar wo islam say conflicted nahi hai tu hukam yahi hai kay maan ki baat maan li jaey. but that may not be your case. tu sirf Allah ki raza zrhan main rakhain logoon ki nahi. ok

Allah Hafiz.
Posted 10 Feb 2005

Badal

Age: 125
7276 days old here
Total Posts: 5612
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Mera is forum par mazeed rehnay ka irada nahi hai ab. waisay main nay pehli baar koi forum join kia tha, aur iss forum ko is liye join kia tha mera khyal tha yahaan kuch reasonable log hoon gay, but this is not the case. baat sirf kisi aik kay yeh kehnay ki nahi thi kay "chaltay bano", yahaan to cencept hi yahi hai kay jio aur jeenay do jo meri samajh say bahi hai, and definitely this concept is against Islam. aur agar sahi hai tu is ka yeh matlab nahi kay kisi ko achi baat na batao ghalat baat say mat roko. laikin yahaan aisa hi hai. yahaan log so called "mazak masti" main apnay mazhab kay khilaf janay ko bhi theek samajhtay hain.
waisay aap say baat kar kay buhat acha laga, i wished kay sab aap jaisay hotay. rula dya hai in logoon nay, waisay aap hans rahi hain. hamesha hansti rahain.

Allah Hafiz
Posted 10 Feb 2005

Badal

Age: 125
7276 days old here
Total Posts: 5612
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Thanks fot you all, specially dotmatrix. Mujhay sab samajh aa gya, it is just a "FUN" site, kuch seekhnay ya knowledge hasil karnay ki nahi, aur yahaan kisi main ghalati accept karnay ki courage bhi nahi hay, main tu kuch achay dost bananay kuch hasil karnay kay liye aaya tha, iss topic kay pehlay post main mein nay yahi likha tha, par main shaid ghalat jaga par aa gya, sorry for disturbing you people all.

So no more "Welcomes" or "Greetings". Thanks.

Allah Hafiz.
Posted 10 Feb 2005

Badal

Age: 125
7276 days old here
Total Posts: 5612
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Thanks SALL, you do dare to accept, par mujhay really buhat afsoos hua hai, yahaan is forum par bhi perhaps most people samajhna chahtay hi nahi, they are here for "FUN" only. kisi ko samjhanay par mujhay abhi yeh sunna para hay ke "yahaan say chaltay bano", it is not fair, agar yeh forum bhi just "FUN" kay liye hai, tu i am sorry i think i should leave it, make these people happy, i am right naa??
Posted 10 Feb 2005

Badal

Age: 125
7276 days old here
Total Posts: 5612
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
May Allah forgive me, if i wrote something wrong. aur agar meri batoon say aap dukh hua tu yakeen karain mera aisa koi maksad nahi tha. May Allah bless you.
Posted 10 Feb 2005

Badal

Age: 125
7276 days old here
Total Posts: 5612
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
kash_beauty said:

ZEESHANAHMED said:

Islam nay humain sistor brother banay hai, aur doosri baat yeh kay soch achi honi chahiye you could take it as "dear sister", aur phir bhi aitaraz hai tu i am really sorry.

faisla tu allah ne karna hai par Allah nay sahi baat batanay say kisi ko nahi roka, bulkay hukam dia hai.



exactly...abb app ki baat app ko louta di tou tou app nay kaha k soch achi honi chahiye

dekhaaaa..zarori nahin jo likha jay woh wohi ho jo nazar aa raha hai...
agay kuch kehnay ki zaorat nahin hai hamay shayed..abb baat app ki samjh mein bhi aa gai ho gi..
n dnt worry..hum nay koi baat ghalt sense mein nahin li..
likin app ko samjhanay k liye k jo dekh raha hai woh zarori nahin sach ho..hamay yeh dear bear ko issue bana na parda!!

app ka matlab kuch or tha...likhnay ka waisay he hamara matlab bhi kuch or he tha


janab main nay tu baat incomplete ki thi just "dear" likh dya in a formal way aur phir usay correct kia tu ap ko samajh aee, laikin jo aap nay likha hai usay kaisay correct karain, ziada say ziada yahi keh sakti hain kay mazak tha aur wo aap pehlay bhi keh chuki hain, so matlab aap ka kuch aur nahi tha, is ka kuch aur matlab nikalta bhi nahi.

anyways, main nay kaha na, mujhay aap kay character par koi shak nahi, mera maksad sirf samjhana tha.
Posted 10 Feb 2005

Badal

Age: 125
7276 days old here
Total Posts: 5612
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
kArObi_sA said:

ZEESHANAHMED said:

kArObi_sA said:

Jargh Baras Sawan Ghir Aiyoo

Zeesh Jee Jb Jio And Jeenay Do K Asoolon Par Chalta Hay Na Aap DIl Par Mat Lain Naa,,, Give It To Me Meray empty Brain Main Kuch To Ho

And Jia Jee Leave it.Net

Larhna Jagharhaaaa La La La laaa



yeh jio aur jeenay do ka concept meri samajh say bahi hai, kia is yeh matlab hai kay koi wrong karta hai tu karnay do dont enen try to correct him, koi kisi kisi well main jump laga raha ho tu kia aap usay rokain ge nahi? mean tu say koi zabardasti tu nahi kar sakta par samjha tu sakta hai, ya yeh bhi allowed nahi hai? waisay shaid aap bhool gaey, neiki ki talkeen, aur burai se roknay ka tu hamara farz hai, kia harama mazhab yahi nahi?

Yah Matlab Bi Nai Tha Bhai
But Yah forum is Liay nahi Hain Naa,,,
Just Waqt Acha Guzar lain... Kisi Ko Theek karna aaj Kal K Zamanay Main Sirf ALLAH Ke Haath Main Hai

And she Is Right,,, Aap Nay Aur Andaz se lia Na Un Ki Baat Ko,,, Uff I Dont Want To Fight Pehlay US se Jo Hoti Hain Wohi Bohat Hain


main nay koi ghalat matlab nahi liya, bulay mujhay yakeen hai kash character ki buhat achi hai, mere point out karnay ka maqsad yeh tha kay humain mazak main aisi batain nahi kehni chahiye, yeh baat agar aajkal kay kisi moulana ko pata chal jaey tu wo kuffr ka fatwa laga dega.
aur doosri baat yeh forums ka maqsad just so called "FUN" nahi hota, yahaan hum knowledge lene bhi aatay hain (at least me and many others too, if not you or kash), aur yeh koi buri baat ya sharam ki baat nahi, i think kash ko samajh aa gya hoga what i wanted to say.
Posted 10 Feb 2005