Age: 124
7445 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
ajj sei 8 sall pehlay ki baat hai when i was 18.....those days i was living in sialkot......neyee neyee jawaani thi.....uss age mai bahi loogoo kay kisay or un jesi harkateen karna bohot accha lagta hai....................
jis elaqay mai mei rehta tha waha bachay bachay kay pass Gun thi....ye mai mahawrateen nahi keh raha ..it's true.
haar muhalay ka aik bahi tha.......kuch ki appass mai dosteyaan thi ore kuch ki dushmaniyaan.
Mai ore mera cousin tha...hum sialkot kay takreeban haar bahi kay Daaeray pay bethatay thay............. Charagh Butt urrf Charaghaa Mian Akmal urff Eeela Baaz khan Malik Khalid urff khalid pehalwaan Kaataa Muhallay daaar Mushtaka Yamaa Chooota Paindoo Munnay Khan Chacha Taloo Chand butt Sheena Kasayee and Malik Taraab urff Taabi.
if anyone is from sialkot...woe zaroor enn sub ko ya enn mai sei kuch ko janta hoo ga........ mai app loogoo ko apna experience bataoo ga....waha kya hota hai or enn logoo kay unjaam or enn ki nature wagera kya hoti hai.....
I will Start From Malik Taraab urff Taabi.
Name............Malik Taraab Petname.........Taabi height.......... 5,9 Color............Brown hairC............Black Age ..............appr 32(now) Body Type.........Slim
One of the Most Dangrous and Brave Person I have Ever Seen.......Mazay ki baat ye hai kay jitna dangrous tha utna he sharmeela tha........larkiyoon ki taraaf kabi mai nein usay dekhtay nahi payaaa......or woe un logoo sei intahayeee nafraat karta tha jo larkiyoon ko tung kartay thay...........woe bilkul aik afsaanvi kisam ka character tha............Mazlomoo ki madaad karta tha....jin logoo ko loog pass bethana pasand nahi kartay ...maslaan koi intahayee badsuraat shakhs....ya jis mai koi jismani aaeeb ho...ya vesay he koi akeela or udass shakss....woe hamesha unheen khush karnay ki koshikh karta rehta....hameshaa unheen apnay pass bethataa ore unn ki itni izaat karta kay woe loog uss kay dewanay ho jatay.......Aik word us hota hai aam toor pay kay falaan shaks tu heera hai heera....woe sahi manooo mai heera tha......loog usay pasand nahi balkay uss sei mohabaat kartay thay......hum loog be uss kay pass ja kay betha kartay.......jaha hum bethatay uss ka naam Dadi Ghar tha.....don't know uss ka naam Daddi Ghar kue tha...shaied kisi zamanay mai uss ki dadi waha raha karti thi.........................
Rozanay waha hum Churus petay....ore poranay badmashoon kay kisay dohratay.........waha aik kamra hoa karta ...jaha sevayee kuch khas khas logoo kay kisi ko be janay ki ijazat nahi thi..............usay Baba ji ka kamra kaha jata.....uss kay baray mai mashoor keya geya tha kay waha koi baba jee rehtay hai ore haar jumerat ki jumerat hazir hotay hai........magar jananay walay jantay thay kay woe baba jee ka nahi Aslaay ka kamra hai...jaha sub Guns wagera paari rehti hai............
one day hum bethay gup shup laga rahay thay kay accanak Goliyaan chalnay ki awaazeen aanay lagi........sub loog bahir bagay kay dekheeen kya hoa hai........dekha tu Taabi kay baray bahi ki muhaleef party sei larayee ho geye hai ore woe aik dosray pay goliyaan chala rahay hain.....
hum mai sei jin kay pass guns thi unhoon nai tu guns nikal lei ore goliyaan chalani shuru kaar dei.....jin kay pass nahi thi woe dewaroon kay sath chipak geyeee magar mai itna bokhla geya kay jaha goliyaan chal rahi thi uss kay darmiyaan mai khara ho geyaa..........abb udhar sei be goliyaan chal rahi hai ore edhaar sei bi or beeach mai mei..................yakeen kareen meray hath paoon mai sei jaan nikal geyeeeee....na muj sei hila jayeee or na kuch bola jayeee.................Bhala ho aik dost ka jis ka naam tha Kaka Khatayee(biscuit)........uss nai bhaag kay mera bazoo pakra oreee mujay dewaar kay pechay lei geyaaa......................warna uss din mera Inallilah ho geya tha.................
kafi deeer goliyaan chalti rahi....kuch loog zahmi hoyee ..phir police aa geyee or 2noo taraf kay main logoo ko pakar kay lei geye jo kay shaam tu chooot geye...woe kesay choootay that's another story......
Age: 124
7445 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
hey queen victoria...do you know any good psychiatrist in Islamabad............ mujay apnay chootay bahi ko dekhna hai............woe normal act nahi kartaaa..........today i found drugs in his pocket....mai nai apnay father ko batayaaa ore they start beating him..............jub ussay maar paar rahi thi ...i saw his eyes....woe kisi normal insaan ki aankheen nahi thi.........and i found that he hates us a lot.
when we don't ask him ...kay late kue ayee ya ye harkat kue ki tub woe normal act karta hai ..haar kisi sei bateen ..magar jub hum usay een kamoo sei rooktay hain tu woe bohot bura react kartay hai...
Please tell me only if you konw any good psychiatrist ....agar net sei search kar kay batana hai tu please leave it...
Age: 124
7445 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
aray yaar new beau bazurgoon ki bateen maaan he leeni chahiyeee akher uunhooon nai zeyada duniyaa dekhi hoti hai..
vesay she is right.............taza hava mai ghoomoo shoomoo you surely will feel better........
aik ore cheez beach pay jub jaoo tu pani mai khaara ho kay full volume sei ganaaa shuru kaaar doooooooo.......or tub tuk gatay rahoo jub tuk bachay tumheen pathar marna na start kaar dein.........kekkekekek
beta sall agar tumheen depression hoa tu tum duniyaa taba kaar doo gey ? phir tu america ko neye neye bomb banay ki kya zaroorat hai...............sirf tumheen depress keya or jis mulk ko taba karna hoaa vaha chooor deyaaa......
Age: 124
7445 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
hey that is great........honestly mujay ye andaza nahi tha she is that talented..................alfaaz ka chunaoo ore andazay beyaan ..donoo he khoob hain
ore jis tarha new beau nei essay logoo kay samnay paesh keya hai ye be kisi karnamay sei kum nahi.....sirf ess leye nahi kay ye urdu mai likhi hai balkay mai tareef uss andaaz ki kaar raha hoon jis mai ye likhi geye hai....fikroon ko khoobsurti sei aesi juga pay tooora geya hai kay parhnay walay ko uss ka sahi mehfoom samaj ayeee.
mujay be kabi kabi shaeri ka dooora parta hai paar hamesha wazaan sei maar kha jata hoon................koi usstad be tu nahi milta eslaah kay leye
Age: 124
7445 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
oyee thaam leiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii
aankoon mai aankheen daaal..............soch layyyy jeesnay kay din haan chaar.............dekh layyyy marna hai aik baaaaaar..............marnay sei pehlay jeeena...hiiiich sekh laiiii
Age: 124
7445 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
it's really a very serious question......
actually parents kay zamanay mai jo movies banti thi woe aesi gutiyaa nahi hoa karti thi.................now parents kay pass itna wakt nahi hota kay woe movies wagera dekheen ...ess leyee unheen koi undazaa nahi kay un kay bachay kesi movies dekh rahay hain........parents kay leye tu ye wohi indian movies hain jo unhoon nai apni jawani ya bachpan mai dekheen thi........magar they don't have an idea kay abb kesi kesi movies bun rahi hain...
Haar ghar mai computer hai.......bachay computers pay dekh letay hain...ore parents yehi samajtay hain hamara bacha computer pay kaam kaar raha hai....
ajj kay bachoon ko dekha jayeee tu 90% bachay intahayee Badtameez or negative soch walay ho geye hain....ore ye sub en tv channels,movies or parents ki kum tavajoo ka kamal hai.............
sextual frustration ka jo Seelaab ayaa hai pakistan mai ye be enn he ki daaaen hai............ajj aik 12 saal ki bachi be sex kay baray mai woe sub kuch janti hai jo uss kay parents tuk nahi jantay....
mobile phones,internet,Cables,parents sub nai mil kay neyee nasal ko Frustration or depression ka tuhfa deya hai.....
Masti ki 'Kamyaabi' kay baad ,kyun kool hain hum...uss sei be gutiyaa movie bani or logoon nei uss pasand keyaa mostly teens............and now ussi tarha ki aik or movie ayee hai No Entry........kisi zamanay mai sex comedy west mai bohot popular hoyeee......or aab ye sub hamrai apni zuban mai be dusteyaab hai.....
few months ago some guys from faislabad dubed the movie Shengai nights in punjabi....under the name of Butt Tei Bhutti woe itni popular hoyee kay now they dubed the movie UnderWorld in Totally Galiyaan......Typical punjabi ki Guliyaan only!.....ye abi sirf khufeyaan logoo kay pass hai but soon it will be popular and every kid,every young guy and even most of the father in punjab will love to watch it.....
A yaer ago aik scandel utha tha rawalpindi mai Aik net Cafe ka..........uss net cafe mai zeyada taar couples,young Boys , school girls and even teachers......net cafe kay maalik or uss kay kuch dostoon nai......kuch cabines mai hidden cam lagayeee or jo jo waha hota raha ussay recored kartay rahay..................................
phir uss ki cds bana kay market mai dey dei..........jisay dekh kay pata chalaa kay hamari nojawan nasal kitni "Advance" ho chuki hai..............it was more than to watching a P**N movie............suna kay uss kay baad 2,3 larkioon nai khudkushi kaar lei...jis mai aik Gov kay kisi officer ki larki be thi.......2,4 ko uss kay ghar waloon nai khudi maar dala...6,7 ko Talakeen ho geyeee...........wagera wagera................ore ye itni popular hoyeee kay abb desi P**N movies kay aik seelaab sei aa geya hai poray pakistan mai............now peoples don't watch walaeeti girls............aab un ki apni maien,behneen enn kamoo mai khudkafeel ho chuki hain....
Age: 124
7445 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
im serious ...do you know any shop where i can buy guitar ..in Islamabad/Rawalpindi or Lahore.....tell me the prize range and which company makes the best guitars
Age: 124
7445 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
mai kis ko message doon
parveeen tum kaal khirki mei khari hoyee bohot acchi laag rahi thi....mai tum sei milna chahta hoon.....juga ore wakt jub tum kahoo or jaha tum kahooo... Fakat tumhara Aashiq LUCKY.
stupid bahi jee.....yaad sei pohancha deena ......
Don't worry yaar commission nahi marta tumhara ahhhhhhhhhhhhhhhhh kekekekekekekekeke
Age: 124
7445 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
hey New Beau you should concern with Dr Imran uppal.........believe or not Im 95% okay now.
problem ye hai sall...........agar tumheen depression hai or tum bahir ghoomti phirti be ho...job be karti ho than there is no problem for you to beat your depression..
paar jub aik bunday ka ghar sei bahir nikalnay ko he dil na karna........na koi dost honay kay jis kay sath beth kay banda koi shughal mela kaar sakay ...na ghar waloon ki taraf sei koi support honay tu woe kya karay ? kis ko hansayee ?
davayoon nai ye keya kay mujay uss stage pay lei ayeen kay mera dil bahir nikalay ko chahnay lagaa...mayussi hatam ho geyeee ,haar cheez acchi lagnay lagi...........and now mai apany dostoon kay sath tennis kheltay hoo....cricket khelta hoon.........ghoomta hoon phirtaa hooooooooooon.......koi pareshani be ho tu koi khass tension be nahi hoti......mind positive ho geyaaa
Age: 124
7445 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
mujay tu itni maar paari hai kay saafay thooray paar jayeen gey likhtay likhtay.............
But the most 'Rememberable' maar was..
aik dafa mei ore mera cousin Bruce lee ,Bruce lee kheel rahay thay......woe bed pay chaar kay uppar sei jump lagata or sath mai kich marta.....or mai nechay khara ho kay defeand kartaa..........defeand kya khaak karna tha....haar dafa kick meray jism kay kisi na kisi hisay paay parti....
7,8 kickeen khanay kay baad...mera be meter ghoom geyaa....uss nei bed sei jump kei ore nechay sei mai nai kick ghoma dei...jo sedhi uss kay thobray pay paari.....ore uss ka agla daant tuut kay bed kay nechay ghoos geya......
uss nei chekheen maarni shuru kaar dein ore mein nai shooot bandhi ore dadi kay pass.........
thoori deeeer baad woe meri ami or apni ami kay sath aata dekhayee deyaa..........mai nai bohot kasmeen khayeen mei nei ye nahi keyaaa magar phir be......mera woe chitrool hoyeee kay ajj tuk nahi bhoola.....
ajj be mai ore mera cousin kabi kabi woe baat yaad kaar kay mehfooz hotay rehtay hain.....ore mein aksaar ussay cherta rehta hoon kay ho jayeee bruce lee ,bruce lee
Age: 124
7445 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
havn't found any doctor Rude yet except one of my friend.........woe hameen stories sunata hai kay patient nai ye keya ore phir mai nei ye keyaaa uss kay sath...ore hum kanoo ko hath lagatay hain...........he is a doctor but i think he need a doctor a Psychiatrist...
or may be mera experience ess leyee accha hai kay mein jub be kisi doctor kay pass geya ...uss kay private clinic pay geya ...walla-elum.
but one thing is sure...in gov hospitals ..they don't get as much incentives as they should be
Age: 124
7445 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
kheeli kheeli sei suba paar aaaaacccchiiiii...shabnam ka nashaaa....... kaheen be hussan....kisi paar jawaani kaaa nashaaaa kisi ko dekh kay sansooo sei pighalta hai nashaaaaaa bina peyeee he kaheen khud sei guzarta hai nashaaaa
nashaa sharaab maii hota tu .aaaaaaccccchiii...nachatii bottal.......aachii ...aaccccchi .....aaaachiii
any one knows chinkoon ko rokanay kay leye kya kartay hain ?
Age: 124
7445 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Depression...................tum mai sei zeyada taar ko ye andaza nahi ho ga kay ye kitna hofnaak hota hai........
Im suffering from 2 years............
MY Personal Experience:
1)Fear i) zehan mai hamesha apnay marnay ka khoof rehta hai.. app ka koi family member agar kisi safar pay ya kahi ghar sei bahir gya ho tu haar wakt daar laga rehta hai kaheen usay kuch ho na jayeee......... ii) kis gari mai bethoo tu lagta hai ess ka accident ho jayee ga iii) sir mai daard ho tu isaan yehi sochta rehta hai ye mujay kue ho raha hai kahi mai marnay tu nahi laga.... iv) apnay he jism kay uzlaat maslaan hath ,sir ,chehra dekh kay ajeeb sa khoof aata hai kay ye meray hath kesay ho rahay hain ....ye mera chehra aesa kue lug raha hai wagera wagera...
V) Ko unchi awaaz mai bolay tub be khoof anay lugta hai kay ye kyun aesay bool raha hai ..kaheen mai nai tu koi ghulti nahi kaar dei.....
vi) Asaab haar wakt tanaooo ka shikaar rehtay hain.....pass koi halki sei awaz mai bartaan ya koi cheez geray tu aesa lugta hai bomb phoot geya hooo......
VII) chaltay chaltay,Car drive kartay,bike chaltay hoyee....achanak haar cheeez ajnabi sei lugnay lagti hai.......jesay insan kisi ore he duniyaa mai aa geya hai........logoo ki shakleen ajeeb lagti hai
FEELING UNEASY WHILE EATING:
Khana khatay hoyee ajeeb sei feeling hona....sir ki Back side ore shoulders pay dabaooo rehna..... khana khatay hoyee Thakan sei feel honaa..... Stomach problems rehna....
Chooti chooti problems ka bohot baara lugna haar wakt thakan rehnaa ...............
aik he Baat ka baar baar mind mei Repeat honaaa ore koshish karnay kay bawajood na nikalna
kisi be cheez mai dil na lugna....duniyaa ki haar cheez bakwass,fazool lagnaaa......zindagi bemaksaad lagna Ghar kay undaar Ghootan Ghootan sei lagna....
kisi paar trust na rehna........sevayaaa aik aadh special person kay jis nai aik aadh baar app ko kisi pareshani sei nikala hoo...ya muskil wakt mai app ki madad ki ho........
But thanks to GOD Im feeling much much better now......had a Homoepathic treatment From Dr Imran Uppal Islamabad/wah cantt.......i can't explain how good he is....i consulted with many Dr's but he was the only one who got all my problems ................If any one suffering Depression ...I recommend Dr Imran Uppals ......... he is little expensive but woe keya kehtay hain mehnga royee aik baar ore sasta royee baar baar.............. here is his address
ye woe insaan tha jis nei apni mehbooba kay kehnay paar apna kaan kaat dala tha...........ess kay city wala ajj be esay ajj be artist mananay ko tayaar nahi....magar ess ka city saari duniyaa mai essi kay naam sei pehchana jata hai
Age: 124
7445 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
haan dhoond rahaaa hooon maasii..........mauqaa accha hai tum be apply kaar loo ...shaied tumheen he rukh loo ....agar tum saaf suthraa rehnay ka vadaa karooo tu.....
hum ghareeboon ki bee koi ijaat hoti hai bibi jeee..........app nai mujay kadoo kaha mujay bura nahi lagaaa ...magaar kareeelaaa ....taubastugfaaar........
ore ye kekekekeke karna choooor deeein ......ye na hoo kuch din baad mai sabzi ki jugaaa app kay unday baeechnay shuru kaar dooon.............kue kay kekekekeke kaar kay suna hai batah hansti hai
Age: 124
7445 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
tu kon sei pehli dafa sunni hain rapunzel...... nazim apna be yaar hai...mai be usay bataaa dooon ga kay tum gaali itnay tayaar ho kay kue kharay hotay hooo......................................
kash app ko allo na pasand hotay.........aaloo jee 200 rupay killoo....kitnay toloon ?
Age: 124
7445 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
sounds interesting............lagtaa hai pakistani movies tu baray kaam ki hooti hain
i have one solution for it............2 saal kay leyeeee indian movies ko pakistan mai namaesh ki ejaazat deeni chaheyeee............uss sei ye ho ga kay loog cinema aana shuru ho jayeen gey..................ore jub loogoon ko cinema aanay ki aadaat paar jayeeee.........tu indian movies out ore pakistan movies undaar.................
note: ess arsay mai pakistani film industry ko chaheyee kay indians kay sath mil kay movies banayeen un sei sekhyeen.....takay jub indian movies ki namaesh bund ho tu ...awaam ko cinema gharoon mai kheench sakeen.........