Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
hayeeeee kasai sei kya kum ho ga WOE.................tukray karta hai aaesay aaesay.......aab tumheen kya samjyaannnnnnn............youuuuuuuuuuuuuuu bataak
Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
martay martay be khatam nahi hoti......chaloo je abb duniyaa kay hesaab sei chaltay hain............muj sei koi meri akhri wish pochay ga tu .............kya ho gey yaar..............hmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmm hazaroon hai un mein sei kon sei select karoon........haaaaan
mujay phansi jalaad nahi "WOE" dei.... woe pay zoor hai dostoooo
Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
xp hai tu Service pak 2 (SP2) download kaar lo...windows update kay webpage pay ja kay....uss kay baad kisi antivirus ki zaroorat nahi rahay gey........ore
beshaak sall ki be chuuti karwaa deena kekekekeke guchaa ayaa guchaa ayaa [LOL
Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
sub sei pehlay tu bbc.com/urdu kue kay ye mera homepage hai.....................phir apni jani jigar site jis ki waja sei hum aayeshi kartay hain.....http://www.cricketinc.com agar kisi ko fantasay cricket game khelnay ka shook hai tu best site hai pesay bananay ki machine hai.............
phir mehfil.urdustan.com..........kabi kabi mail be check kaar leta hoon..........sub kaam sei fareegh ho kaar Tasaali sei jb pay aata hoon................
Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
yaroo.............chacha ko bhool geye kya.....aray yaar apna Sung-he..........phir kaleyaa urff jozaf......phir apnay nawab sahib.......janab Jeemo jheenga be tu thay.....Pagloon ki aanjaman kay Niralay khan sahib ......
I must say im a huge fan of Ibn-e-safi ...............takreeban 20,20 baar uss ka aik aik novel paar chuka hoon...phir be jub be parta hoon aik neya he maza aata hai......
na sirf imran series balkay.....jassosi duniya....ore other novels written by ibn-e-safi..........
mein tu samjata tha sirf mein he parta hoon ibn-e-safi ko.......magar yaha tu poora jahan hai........
ishtiaq ehmad kay bachpan mein parta tha aab nahi.......ya phir Mazhar kaleem ki Chalosak Malosak ore Angloo Bangloo series................kya zamana tha woe be.........
mein nein takreeban haar novel nigar ko parha hai.....S.H.Muntoo.....Ibn-e-insha.....Mumtaz Mufti.....bano kudsia......Moha-u-din nawab.......yunas butt........Ashfaq Ahmad........Qudrat ulla shahab........ore be hazaroon.............paar jo baat Ibn-e-safi mein hai woe kisi mein be nahi.............. Great he was!
Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
You are satisfied with whatever you have Im not satisfied whatever im You don't get upset for not succeeding. I do upset if i not succeed you are not jealous of what others have. I do jealous but very little
You worry little about what you want next. I do Your worries are how would you fare in front of the Creator, The Lord not all the time You thank more than you complain. I complain more then thanks You don't say, why it happens to me. i do say When you loose someone or something blessed - you say, to Allah we belong and to Him we shall return. .... i don't say that...i think i can't say that..i don't have that power
Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
SALL said:
faradiya said:
Tum nei bolayaa ore Hum chalay ayee jaaaaaaaaaan hatheli pei lay ayeee ayeeeeeeeeeee......................Lo je apna sall bibi ...hamari judayee mein tu apeek ki shakal ka he fitay mun ho gey kheer sei.....acchi bhaali bandar jesi shakal thi app ki mashallah sei.........ye Bataak kis nein bana deya...bataak be aesi jisay 10 din sei khana na mila hoo...........
Hum aaj kaal zara lahore shore ki seer kaar rahay hain basant pay ayee thay ...yahi kay ho kay reh gey..........jis park mein app geye thi kheer sei ussi park kay sath aik internet cafe hai waha bethay hain...........ore abi thoori deer mein yaha aik zabarsdst kisam ki fight honay wali hai meri ore netclub kay malik ki...........
kue kay meri jaeeb mein paesa shesha koi nai kekekekekekekke
ufffffffff,,, hamesha k mangte aur badtameez aate hi ho gae start,,, hamare hussssnnnnnnnn se jalne waale,, tu aik hi patang na loot sake
julti hai meri jooti woe be tumhara khusaan sei hahahaha heheheheeh hohohohoho lo jee sall bibi app nein tu aab apnay husan ki tareefeen shareefeen be shoro kar dein kheer sei..............lagta hai bohot din ho geye app ki izat nahi hoye .........zara mujay ghar pohanch lenay doe ...Tasaali sei beth kay karoon ga izaat........julnay ki juga marnay use hota tu hum maan be letay .........
Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Tum nei bolayaa ore Hum chalay ayee jaaaaaaaaaan hatheli pei lay ayeee ayeeeeeeeeeee......................Lo je apna sall bibi ...hamari judayee mein tu apeek ki shakal ka he fitay mun ho gey kheer sei.....acchi bhaali bandar jesi shakal thi app ki mashallah sei.........ye Bataak kis nein bana deya...bataak be aesi jisay 10 din sei khana na mila hoo...........
Hum aaj kaal zara lahore shore ki seer kaar rahay hain basant pay ayee thay ...yahi kay ho kay reh gey..........jis park mein app geye thi kheer sei ussi park kay sath aik internet cafe hai waha bethay hain...........ore abi thoori deer mein yaha aik zabarsdst kisam ki fight honay wali hai meri ore netclub kay malik ki...........
kue kay meri jaeeb mein paesa shesha koi nai kekekekekekekke
Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
bahana accha hai........ sub mazhaab ka maksaad ore matlab be tu aik he hota hai...paar tareekay aleeda aleda......choti sei haeer fair sei bara farak paar jata hai
Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
yaara supid pa jee ye tu kuch ore he chakar hai.....ye india pakistan ki jung hai.............ore bech bachaoo karvanay walay ka Qeema be ho sakta hai Kheer sei....ess leye ess baray mein app ko fikar karnay ki zaroorat nahi.........tusi busi apnay haal vich mast ravoo...
mujay lug raha hai tum story paar kay pagal ho geye ho.....kesi behki behki bateen kaar rahay ho......bachoo kay shahrukhkhan
so far away sahib ye insult valt kya hota hai meri jaan........accha accha woe jo mein nein 2 din pehlay tumhari ki thi kekekeke............vesay ess mamlay mein tu sall sei kuch kum he ho.......foraan Avatar change kaar leye...............Naseehat he kaar sakta hoon kay hum sei punga nahi leenay ka warna ...............Dhoom machay gey saray jb paar...
Muhtaram janab sall saheba Asalamoalikum kay baad aarz hai.....app apnay dil ki kaefeet chahay jitni be chupayee.....khuda nein hameen kuch aesi he salaheyat sei malamal keya hai kay hum bunday kay dil mein chupay hoyee baat be jaan leetay hain.....Ye >>>> shakal bana kay apnay ubaltay hoyee khoon mein baraaf dalnay ki jo app nein nakaam koshish ki hai woe hum aankheen bund kaar kay be jaan saktay hain............agar meri bateen aesi he app ka khoon jalati rahen tu mujay shaak hai kisi din app typing kartay kartay Inalillah na ho jayeen.......ess leye hath joor kay ,naak sei 4 lakireen nikal kay hamaray aagay Maafi ki darkhoast dejeyee........ho sakta hai hum app ko maaf kaar he dein..... Wsalam app ka Pyara FRADIYA
Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
lo jee khan sahib kay pass time nahi parnay ka ...........parheen gey nahi tu fail ho jayee gey khan sahib....................ye hum nahi kehtay bazorgoon nein kaha hai..............
meri bhootni nein nahi apni shakal nein darayaa ho ga...........wohi ghisa pitaa sa joke........
Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
tuch tuch tuch............abb toe teer kaman sei nikal he chuka hai apna sall jee............woe kya kehtay hain aab pashtavay kya hoot jub chiriyaan shiryaan chug geye kheet...............
koi nai sabar karoo allah sabar karnay waloon kay sath hai............kabi tumharai baari be aa he jayee gey........10,12 saloon kay baad......................
maafi shaafi maang loo ....shaied mujay tum paar tarass aa jeyee.............. ahhhhhhhhhhhh kekekekekekeke ahhhhhhhhhhhh kekekekeekekek
Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
shukri shukri kash beauty na horror story hai na drama......it's acutally comedy..........buss kisi nein mujay aik wakyeaa sunayaa ore mein nein essay apnay alfaaz mein likh dea..................
woe kya kisi nein khood kaha hai apna sall jee Bandar kya janay adraak ka sawaab.............ye darnay kay leye nahi thi ......woe kya kehtay hain Engregi mein Just for Fun..............
Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
matha gharam hai tu essa thunda karnay kay leye kisi freezer mein bethoo ja kay ..........yaha kya karnay aa geye hooooooooooooooooooooooo.......................
hahah heheh hohoho ulta seedha post karnay ki himat he nahi hai tum mein pata hai admin kaan sei pakar kay nikal dein gey ........jin sei tum vesay be bohot darti ho mashallah sei
Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
loo ji bhalay ka tu zamana he nahi raha aik tu banda kisi ko nasehaat be nahi kaar sakta...............................................jub saans he bahir nikal jayee gey tu pretend karnay ko kya reh jayee ga........
Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
ayee mohtaram hassti aab app direct hamari zatiyaat paar kichaar uchaal rahi hain.........................app ko kya pata ess suraat paay kesi kesi haseenaoon ka qurban honay ko jee chahta hai.........
Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
switch sei dooor hoyee tu app kay kareeb ho jayeen gey................................................jo hameen bilkul gawara nahi aayee mohtaraam hasti.........
switch sei marna zeyada poorsukoon hai banisbaat app kay hatoon marna
Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
baja ershaad farmayaa ayee kabilay kadaar hasti.....app ki nasehaat paar hum pehlay sei he umaal kaar rahay hain.............................yakeen nahi tu dekheyee hum so far away ko kitni tameez sei bula rahay hain...........................
ahhhhhhhhhhhhhhhhhhhh kekekeekke gussa nai yaar gussa nai