Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
jb mai lion guss ayee logooo....................sub bakray,bakriyaan,lomaar,lomariyaan,bhaloo sub apni apni janeen bachaaa kay bhaaag jaooooo....................Guards ko tu hum pehlay he khaa chukay hain....................
Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
buss jee aab tu ye-he kaheen gey.........aab tu aadaat sei hai muj ko........aesay jeenay maiiiiiiiiii.....
mera tu haal theek hai tum apni fikar karoooo..... kaheen gardaan hilatay hilatay apna Manka na turvaa bethanaa.............phir hum tumhari bongiyaan kahaa sei suneeen gey.............
haan haan nikaloo yaha sei..............woe kya kaha hai kisi nai............aik jungle mai 2 sher nahi reh saktay...akher aik ko tu bhagna he parta hai
woe kya kehtay hain end mai ahhhhhhhhhhhhh kekekeekekeekekekeke
Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
abb haar wakt dance karti rahoo gey tu phir ye he hona hai..................dekhoo aab tu tumhari aankheen be bahir nikal ayeeen hai...........aankheen hain ya bulb.......
Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
kya hai...........................hamaray leye ghoray ,uaanth maar geyee hain jo aab hum ghaday pay sawarii kareen ore woe be uss kay sir paar............
chaloo shabash kaam karooo warnaaa raat ko khanaaa nahi milay gaaa
Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
meri fav poem chuunu munu he thi...but aik ore thi ..i think it's not a poem ...it's Dua...Iqbal uncle ki thi...jo humeen itni raatayee jaati thi kay humeen sirf lafz he yaad rehtay thay un ka matlab nahi....lub pay aati hai ko hum loog....lupay aati hai partay thay...magar phir be ess poem mai ajeeb sei attraction thi...uss wakt be ore abb be mai essay parta hoon tu meray jism mai sansanahat sei honay lagti hai.
Lub pay aati hai dua buun kay tamanaa meri zindagi shamaa ki sooraat ho khudayaa meri Ho meraa kaaam ghareboon ki hemayaat karnaaa daardmandooo sei zaeefoon sei mohabaat karna Ho meray dum sei yunheen meray vataan ki zeenaat jis tarhaa phool sei hooti hai chamaan ki zeenaat
zindagi ho meri parvanay ki soooraat ya Rub0 ealaam ki shamaa sei ho muj ko mohabaat ya Rub meray alllah khaar buraei sei bachanaa muj ko naik jo raah ho uss raah pay chalana muj koo
Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
kyauoon dooooooooor dooooooooor rehnday O hazoor saday koloon
sanoo dass deaoo hoyaaaa ki kasooor saday koloon........ hoyeeee sanooooooo daas deaoo hoyaa ki kasoor saday koloon...
woe kya hai na kay....jaha app hoon gey mashallah sei waha insanoo ka kya kaam heiin jee apna sall bibi....... kheer sei allah mian nai humeen aik khess anyaat farmayee hai songanay ki.......jo kay khusboo or badboo mai farak batati hai kher sei.........app ko kitni dafa samjayaa hai jub JB pay tashreef layeenn tu zaraaa naha doe kay ayeen...thoora aataar shatar koi mushakboor wagera lagyeen ....ta-kay hum be app kay sath bethnay kay kabil hoon.....aab ayessi badboo mai tu ya phir hum jesay saaf suthray insaan baghay ga ya phir naak pakar kay bethay rahyeen gey........naak pakaar kay bethanay sei tu behtar hoyaa na hum bhaag he jayeen...........kya khayaal hai app ka ess baray mai.....
haaan woe keyaa kehtay hain akheeer mai ahhhhhhhhhhhhhhhhh kekekekeekeekekek
Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
hai koi saheii jo bhookay ko khanaa khelayeeee
5 rootiyaan , 3 churghay,6 pepsi,thooray say salad ka sawaal hai babaaa.........
mummy mummy bhook lugiii kha lo beta mongphaliii mongphalii mai daani nahi hum tumharay nanaaa nahiiiiiiiii bathroom mai gaana nahi hanstay ko rolana nahi bike taeez chalana nahi bewafa sei yaraana nahi sall ko lift karanaaaaaaaaaaaa nahiiiiiiiiii
Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
honestly...agar koi mujay pochay kay tum khuda sei dartay hoo tu i will say NO! why should i afraid ? Khuda nai mujay paeeda keya ,meray leye duniya banayee,meray leye mazay mazay kay khanay banayee,meray leyee Auraat ko paeeda keya...mujay uss sei darna chahiyee ya uss ka shukaar ada karna chahiyee? daar kaar agar khuda ki ebaat ki tu kya kea ? insaan insaneyaat ki meraag ko tubi pohancta hai jub usay khuda sei ishq hota hai or ishq mai khooof nahi mohabaat hoti hai...
khuda tu roshani hai ....ore roshani sei be koi kabi dara hai kya ? haan mai darta hoon tu shaitaan sei....kue kay woe andheera hai....mai darta hoon tu apnay jesay dosray insanoo sei.....jin ki aankhoon mai harwakt Havas or bhook nazaar aati hai...mai darta hoon kaheen meray ma baap,behan bahi ko kuch na ho jayee...kue kay mai unn kay bagher nahi reh sakta...jub be woe muj sei dooor hotay hain mai unn ki salamti ki duayeen mangta hoon.
i don't know how i explain my fear....but it's just a feeling...like i can smile,i can taste
Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
na mai undaar bheeed katabaan na vich bhangaan na sharabaan ns vich rundaan mast kharabaan na vich jagaan ,na vich soooan Bulaaaaaaaaaaaaaaaaaa! ki jana mai konnnnnnnnnnnnnnnnnnnn
Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
mujay tu paroooo kay sevaa ore kuch nazar nahi ayaa movie mei ..........ahhhhhhhhhhhhhh parooooooooooooooooooooo.......yun aankh na marooo....bethay hain teri rahoon mai.....kabi hamaray haan be sudharooo
Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
mai vi badnaam saeyaan ....tu vi badnaaam sanoo pata 2vaan da nai chunga unjaaam..........allah maaf karay hoooooooooooooo allah maaaf karay ........allah maaf karay.
Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
good good........eshtyle mein rehnay ka..........eshtyle mai rehnay kaaaaaaaaaaaaaaaa....
abay tu kis nai kaha tha darooo kay baad churas ka soota be lagaooo vomiting tu ho gi na phir.............vesay be abb thooora nasha keya karoo.......tum sei abb nasha bardasht nahi hota ..........umaaar be tu kitni ho geye hai tumhari..........
Aaaaaaaaaaaaaaaaaa haaat jaoo peechayyyyyyyyyyy
Main vaan Hussssan dei kaleshankoof ....... darday nai meray koloon aashiq looog.................. saji aakh metaaan tei maraaan sara sher........ khabeen aakh metaaan tei mara saray loog........... kalashankoof.........trrrrrrrrrrrrrrrrrrrrr............... kalashankoof ................trrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrr
Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
taubaa astugfaar wakeyeeeeee bohot gaarmi hai..........mai tu ajj ghar sei bahir nikla ore mujay aehsass hoa............aik tu garmi uppaar sei larkioon nai kapray be itnay patlay patlay pehnanay shuru kaar diyeee hain..................................bussssss kya batayeeen buura he haal hai
allah mian barish barsaaa..............masee dei pakooray khuaaaaaaaaaaaaaaaaaa
Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
A TT ye teri galay ko taala kis nai mara ray ....huccch!
naaam bool salay kaa............ajj apun kisi ko tapkanay kay mood mai hai..........................................hucchh!
rehnay doe choroo ye kahaniyaan ........hucch!!!!!! dewanay-paan ki sub nishaniyaa..........huchhh! logooo ki saari pareshaniyaaa............. ess dil ki hain ye meharbaniaaan........
Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
lo aik baar phir kaar lo gul......paindoo ya tu hotay hain ya phir nahi hotay......ye kum zeyada kya hoa.......malak saab app yaha sabzi nahi baaech rahay jo that much or too much hoo.................app kheeer sei dicussion kaaar rahay hain freedy kay sath ore woe be bhooni kay topic paar