Freddy

Age: 124
7445 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
app kay leye nuskha teyaar keya hai.........
2 chamach Falfal Seah,aik paoo kalmi shoora,2 kiloo kand sofeed,heera haeeng ore loota saji.....een ka majoon bana kay suba shaam kharay pani kay sath leya jayee...inshallah afakaa ho ga..

app nein kya farmayaa khan sahib ?
Posted 24 Mar 2005

Freddy

Age: 124
7445 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
sher zara wazan sei ghir geya hai.........magar woe kya khoob farmayaa geye hain apnay freedy maharaj

Tareef apni ka taleeb nahi hoon mai
sher kehta hoon shaier nahi hoon mai
dhoontay hain meray sheroon mai wazan
ko enn ko batlayeee ghalib nahi hoon mai
Posted 24 Mar 2005

Freddy

Age: 124
7445 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
har gham ,dhukh dard ki dawa hum rukhtay hain
milay koi akelay mai ye eradaa hum rukhtay hain
ghalaat mut samaj ayee nadaan insaan hameen
baton kay buray hai magar,aankhoon main hayaa rukhtay hain
Posted 24 Mar 2005

Freddy

Age: 124
7445 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Bakwass !







here is my webpage
http://www.geocities.com/shoa786quickfacts/microtec
Posted 22 Mar 2005

Freddy

Age: 124
7445 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Dots(dabuioon) wali Dhooti with Phaantaan wali shirt
Posted 22 Mar 2005

Freddy

Age: 124
7445 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
agar baach geye.......tu aik kaam tu kaaarna yaaar....superselector aik game hai cricket ki uss ka PIN tu khareed kay mujay send kaar deena .......only 50Rs ka hai.........pesay muj sei Qayamat walay din lay leena....


waha kisi sei be pocchoo gey tu tumheen bata dei ga kaha sei milta hai
Posted 22 Mar 2005

Freddy

Age: 124
7445 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
aby pehlay match mai jo geye thay....un mai sei 30 ka pata he nahi chal raha....................maybe you are the 31st
kekekekek
Posted 22 Mar 2005

Freddy

Age: 124
7445 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
tomorrow im going islamabad ...i will ask to myfriens about your problem maybe someone know....tell you laterz if i remember............
Posted 22 Mar 2005

Freddy

Age: 124
7445 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
aby oyeee....................chamaroo ki rani ore maharani(aab khud he decide kaar lo kon rani banana chahti hai ore kon maharani kekekeke)...........kinoo becchana koi sharam ki baat hai kya ??????????????????????????????????
cheeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeep sooochhh walay cheeeppppppppppppp loogooooooooooooooooooooooooooooooooo


tusi darna nai sekheaa tei aesi sekhaa deiyaan gey..............kya yaad kareen gey kisi ustaad sei pala para hai...................

ek sher aaraz keya hai
tarapta hai,macchalta hai,phir be kehta hai betab nahi
link tu bohot hai internet pay magar ess ka jawab nahi

www.sallbatak.dumb
kekekekekekek



















































rahi baat roonay ki tu app ki shakal he aesi hai mashallah sei apna sall bibi......kay acchay bhalay banday ki chiheen nikal jati hai........hum tu phir be sirf rotay hain.........
ahhhhhhhhhhhhhh kekekekeekekek

ahhhhhhhhhhhhhh kekekeekekekek

Posted 19 Mar 2005

Freddy

Age: 124
7445 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
sall ofcourse....................meri nazroon mai ye....sub sei cool ore sub sei dumb member hai.........
Posted 19 Mar 2005

Freddy

Age: 124
7445 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
helloooooooooooo...nava ayeyaan soneya ??????
ore aatay he freedy sei punga..........daar uss wakt sei kay jub hum jalal mai aa kay tumheen halal kaar dein.........

Note:-punga leenay sei pehlay sall sei poch leya jayeee kay freedy sei pungay ka kya unjaam hota hai
Posted 17 Mar 2005

Freddy

Age: 124
7445 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
wohi tu.........phir ghalti kaar dei........try this one

www.stupidsallurfflagarbagar.co.fr
Posted 17 Mar 2005

Freddy

Age: 124
7445 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
ye sall ko bandar banana tu samaj main aa geya







yeeeeee kachookomaa kis ko kaha kheer sei
Posted 17 Mar 2005

Freddy

Age: 124
7445 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
oyeeeeeeeee yahoooooooooooooooo!!!!!!!!!!!!!!!!!!oyeeeeeeeeeee yahoooooooooooooo! chahay koi mujay jungali kahayyyyyyy ho ho..kehnay doe je kehta rahay.........hum pyar kay tufaanoo mei gheryaan hai ..hum kya dareeeen !
Posted 17 Mar 2005

Freddy

Age: 124
7445 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
www.donateverythingtofreddy.com
Posted 17 Mar 2005

Freddy

Age: 124
7445 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
dreaming about sapnoo ki rani........................kaab ayee gey tu..............................................ayee ruut mastani kaab ayee gey tu.....................oyeeeeeeeeeeeeeee beeti jayee zindagani kaab ayeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeee gey tu ???????????????????????????????????????????????????
Posted 17 Mar 2005

Freddy

Age: 124
7445 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
khuda kay wastay apni shakal badal loo............jub be dekhta hoon woe kinoo wala yaad aa jata hai.............kitni milti hai tumhari shakal kheer sei uss kay sath.......
Posted 15 Mar 2005

Freddy

Age: 124
7445 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
khuda kay wastay apni shakal badal loo............jub be dekhta hoon woe kinoo wala yaad aa jata hai.............kitni milti hai tumhari shakal kheer sei uss kay sath.......
Posted 15 Mar 2005

Freddy

Age: 124
7445 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
haan jee appa da aehoo matlab haeiga............


that's why i don't watch indian and pakistani movies..........sanoo tei jim carry chunga lagda
Posted 15 Mar 2005

Freddy

Age: 124
7445 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
wahi jaha khud hameen apni khabar nahi............

ye reality hoti kya hai ???????????????????????????????

hey have you ever read Rahim Guls "Janat Ki Talash","Tan ta ra ra"......If you really want to face reality you should read Janat ki Talash.........................im sure after reading it you will forget rest!
Posted 15 Mar 2005

Freddy

Age: 124
7445 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
kya yaar......phir wohi harkat...tumheen kitni baar samjayee hai ye harkaat tumharay leye mufeed nahi...........................



























































phir shesha dekh leya na...................
kekekekekekeke
Posted 14 Mar 2005

Freddy

Age: 124
7445 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
app ki shakal pay kala rung bohot juchay ga


















































sath mei app ghaday ki savari paar hoon tu kya he baat hai
ahhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhh kekekekekekekekekek
ahhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhh kekekekekekekekekek
ahhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhh kekekekekekekekekek
Posted 14 Mar 2005

Freddy

Age: 124
7445 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
wah jee wah ye kya ho raha hai mashallah sei.........kabootar ko masaat karnay ki nakaam koshish ho rahi hai ya phir billi ki aankh sei dekha ja raha hai becharay ki taraf.......hain jee apna sall bibi.....tabeyaat shabieaat tu theek hai na app ki ???...bhook shook lagi hai tu koi roti tukaar khaoo ya phir sall ka demagh khaoo....becharay kabootar ki jaan tu bakshoo....
Posted 14 Mar 2005

Freddy

Age: 124
7445 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
lottery
Posted 13 Mar 2005

Freddy

Age: 124
7445 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
woe kya hai na apna sall bibi....ye jo writers loog hotay hain asal mai apni batoon/kahanioon kay zareyee apna message logoo tuk pohnchanay ki koshish kartay hain....famous woe hota hai...jis ki bateen logoon ki aaqal shareef mai aa jati hain.......iqbal nein jub SHIKWA likha tu uss pay kufir ka fatwa laag geya...kue kay baat logoo ki samaj mei nahi ayee......paar jub uss nein samjayee JAWABAY SHIKWA likh kay tu woe aik great poet kehlayaa...ghalib ki misal be app kay samnay he hai...................................essi tarha app ko ibn-e-safi ki samaj he nahi ayeee.........paar afsoos tumheen samjnay kay leye woe khud tu aalaamy bala sei tashreef nahi la saktay kheer sei...ess leye humeen he app sei maghaz khapana paray ga....

mai nein jub be mufti,shahab,ya apnay baba sahib ashfaq ahmad ko parha mai ore ulajta he geya....meri soch ko koi rukh milnay ki bajayee ore bataknay lagi..........jis kay natejay mai depress ho jata.....

ibn-e-safi ore baki writers bakool tumharay ya yun keh loo bakool duniya waloo kay jo kay urdu adaab kay pillar shillar hain mein sirf nashay ka farak hai....no doubt kay mufti,shahb ka nasha bohot teez hai.......aik daam aadmi ko asmanoo pay pohancha deeta hai.....paar ussi tarha aik daam utar be jata hai...................phir sir mai dard wagera.....jisay hatam karnay kay leye meray khaal mei sharabi loog nimboo shimbo chatay hain....woe kya kehtay hain angrezi mai hang over bool kay....

magar ibn-e-safi ka nasha bilkul poorani sharab ki tarha hai bohot ahesta ahesta charta hai......parnay waloo ko mehsoos he nahi hota kay woe suroor mai aa chuka hai....woe tu jub banda Aab Buss kah kay uthta hai tu usay pata chalta hai woe tu poori bottal charha chuka hai......ore soroor mahenoon rehta hai........


loog depression khatam karnay kay leye tara tara ki medicine letay hain.....exercise kartay hain paar mai jub be depress hoa mai nai ibn-e-safi ko parha......haeraat angeez door pay....muj mai jeenay ki umaang paeeda ho jati...haar cheez acchi lagnay lagti.....


essi difference ki waja sei mei ibn-e-safi ko enn sub pay tarjeeh denay par majboor ho geya..............

vesay kabi kahi sei milen(muskil he hai) ibn-e-safi kay nayaab novel's....na woe imran series hai na jasoosi duniyaa....like mufti wagera nei likhay hain kaheen sei mil jayeen tu aik baar parh kay dekhna.........

Posted 13 Mar 2005

Freddy

Age: 124
7445 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
1/ i read somewhere that books aur movies mei jo shaks "kaido" ka role karta hai usse villain kehte hein aur "ranjha" is the hero,,
but real life bilkul opposite hota hai.. Y ??

kya opposite hai ??real life mei kaedoo hero hai ore ranja villan ????
agar hai tu.....movies mai kaedoo ko villan dekhanay ka reason ye hai kay hum loog buray aadami ko uss kay mun paar boora nahi keh saktay..woe kya hai na kay goli shooli wajnay ka hatra ho jata hai.........magar hum dil sei unheen bura samajtay hain......wohi chupay hoyee jazbaat jub movie mei dekhayee jatay hain tu hum apnay dil ki bharass nikal letay hain.........ess leye socity ore films mai ye difference hai.......aik zamanay mei amitab ki films bohot hit jatii thi......mostly story ye hoti thi kay hero ki behen ki koi izzat loot leeta hai or hero uss ka badla leenay kay leye tara tara kay kartaab dekhata hai............offcourse hero aik ghereeb aadmi hota tha......uss zamanay mai india mai larkioon ki izaat lotna aik aam sei baat ho geye thi...................jo lotata tha woe takatwar hota tha.........kamzoor uss ka kuch nahi bigar sakta tha.....ess leye jub aestara ki movies bani tu bohot pasand ki geye..khaas kaar ghareboon mei...unheen apnay jazbaat nikalnay ka moka mil geye........ore producers ko tijoriyaan bharnay ka....







2/ being a gal(aab itna be jhoot na bolo...seedha seedha girl he keh deya kekekekek) i always notice discrimiation towards women,, sirf hamare han nahi poori dunya mei yeh aik aam si baat hai,,


khair back to media
hamari movies mei,, chahe woh boly movies hon heroine chahe kitttnnniiiiiiii bhi "modern" ho but she ll alwys b a 'satti savitri' u know wot i mean,(no i don't know what you mean..zara samjana tu kekekekeke), (there r always few exceptions offcourse)
uss mei zyada se zyada yeh burai hogi k woh bohooottttt magroor ho



kue kay jo saati savitri nahi ho gey.....hum uss kay sath friendship tu kaar saktay hain paar shaadi vaadi nahi........essi leye tu sahalyeen shaadi sei pehlay dulhan ko samjati hain....behan haar cheez apnay husband ko bata deena magar tumhara kisi kay sath chakar raha hai ye nahi batana...........woe kya hai na kay hum mard loog ess mamlay mai thoray sensitive shensitive hotay hain kheer sei.......


bohot si movies mei hota hai k hero is a bad guy,,, A REALLL BAD GUY (sharab, jua, gals, chori) but a gal's love changes him...
(ma kay paeet sei bura koi be nahi paeda hota....bachpaan sei he talakh tajurbaat,ma baap kay ghalaat ruvayee ..logoo ki chubti hoyee bateen,shafqat ka na milna, unheen socity sei bhaghi kaar deti hai..ore unheen hum shareef loog bura aadmi ya badmash wagera kehtay hain.......buss wohi pyar unheen jub kisi aurat sei milta hai tu un kay aandar ki woe kuchli hoyee rukh..sokoon panay lagti hai....duniyaa acchi lagnay lagti hai....uss mei jeenay ki khusaesh paeda hoti hai....tu woe khud he change hota jata hai........ususally aik badmash kisi na kisi tavaeef ka dewana zaroor hota hai......kue kay woe normal loog nahi hotay ess leye pyar ki kami ko poora karnay kay leye jhootay,masnoyee saharay letay hain.......zaroori nahi kay woe pyar unheen kisi aurat sei he milay......baaz janwaroo sei pyar karnay lagtay hain...baaz parendoon sei ore baaz darendoon sei...ore enn chezon ko insanoo pay tarjeh detay hain........so we call them a bad guy...halakay woe hamara keya he hameen lota rahay hotay hain



magar heroines chahe kissi brothel mei pali ho, hogi woh hamesha 'achi larki'
Y ??

uppar walay comment pay aik baar phir ghor keya jayee.......usually ye hota hai khas kaar teens mai kay woe jub movie dektay hai tu agar larki hai tu woe apnay app ko heroien ki jaga dekhti hai....larka hero ki jiga..........tu larkay hamesha ye he chahta hain kay un ki gf sirf un sei pyar karay kisi ore sei nahi...sirf un ki taraf dekhay wagera wagera............halankay woe ye baat jantay hain kay aik tavaeef ki zindagi mei woe pehlay aadmi nahi mager woe phir be ess khush fehmi mai rehna chahtay hain kay woe sirf un ki hai(i don't know ess mi kon sei navseyaati girah hai...maybe bachpan mei pyar ki kami wagera)

(aab loog sayanay hotay ja rahay hain....aab movies mei ye trand chala hai kay larki ki pehlay kisi sei mangni ya shaadi vagera ho chuki hoti hai ore uss kay baad koi ore us ki zindagi mai aa jata hai.....zaher hai aab aik larki or woe be mashriki 2oe,2oe sei pyar tu nahi kaar sakti ess leye qurbani ka bakra pehlay wala banta hai....kabi kabi 2sra be baan jata hai)


kya mard k pyaar mei itni takat nahi hai k woh aik galt larki ko chang kar sake ??
tumheen kis nei keh deya mard pyar karta hai ?????kekekeke





if she s a dancing gal to first man in her life is the hero
aesa sirf teens kay sath hota hai.........jis larkay nein pehlay aankh maaar dei....saza kay toor pay sari zindagi uss ki jaan nahi choorni......wohi baat kay zeyada movies teens dekhtay hain....ess leye unheen kay jazbaat dekhayee jatay hain most of the movies mai.....


even if a gal is abused in a movie to woh hamesha mar jati hai,, suscide most of the time,,,
DOES IT MEAN AN ABUSED or 'BAD' GAL HAS NO RITE TO LIVE ??
kue kay kue kay kue kay.............................haam kabi be ye nahi chaheen gey kay hamari auraat ko pehlay kisi nei choaa ho.......hum movie dekhtay hoyee hero ki jaga pay hotay hain ess leye hameen sachi savitri mil jati hai ore woe larki hamari jaan bachatay hoyee jamay shahadad nosh farmati hai......jisay hum baad mai kabi yaad be nahi rukhtay........agar bach jayee tu kisi comedian kay hisay aa jati hai....ya phir kahi doooooor chali jati hai.......

conclusion ye hai.....films mai hum wohi dekhtay hain jo hamaray mashera mai hota hai..........kisay kay culture ko janana ho tu un ki movies dekhoo...........
Posted 12 Mar 2005

Freddy

Age: 124
7445 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Sanoo ki urdu naal jee...........aasi tei punjabi haygey aan.........................saada punjabi nuu koi mix tei kaar kay vekhay app he mix ho jayee ga
Posted 08 Mar 2005

Freddy

Age: 124
7445 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
woe kya kehtay hain apna sall bibi.............kambahaat tu nai chukhi he nahi..aesa kuch kaar kay............

Believe or not .......mujay jo laga mai nai woe he likha....ibn-e-safi ki books ki sirf ye he quality nahi thi kay un mei bohot zeyada suspense ya phir hakekat kay kareeb taren hoti thi......balkay aesay aesay message hotay thay jo baki writers kay buss ki baat nahi..........woe message aik baar parnay sei samaj nahi aatay....magar baar baar uss ki book parnay sei ....bohot ahesta ahesta samaj aatay hain.......................essi leye tu mai nai kaha tha .....jub be uss ki books parta hoon haar dafa aik neya he maza aata hai................................
Posted 08 Mar 2005

Topic: jb

Freddy

Age: 124
7445 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
app ki shakal dekh kay meraa "Taraah" khud-bu-khud nikalnay lagta hai.........
Posted 08 Mar 2005

Freddy

Age: 124
7445 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
meri be tabeyaat kafi din sei kharab hai........mujay be theek kaar doe...............plssssssssssssssssssssss
Posted 07 Mar 2005