Age: 125
7115 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
December ab kay aao to Tum uss shehr-e-tamanna ki khabar laana Kay jis may jugnoo'n ki kehkashaain jhilmilaati hain Jahan titlee kay rangoo'n sey fazaain muskuraati hain Wahan chaaro'n taraf khushboo wafa ki hai Aur uss ko jo bhi pouron sey Nazar sey chhoo gaya pal bhar Mehek uthaa
December ab kay aao to Tum uss shehr-e-tamanna ki khabar laana Jahan per rait kay zarey sitaarey hain Gul-o-bulbul, maah-o-anjum wafa kay istiaarey hain Jahan dil woo samander hai , jiss kay kaee kinaarey hain Jahan qismat ki daive muthiyon mein jagmagaati hai Jahan dhakan ki lay per bey-khudi nagmein sunaati hai December hum sey na poocho hamaarey sheher ki baabat Yahan aankhoun mein guzrey kaarwaan ki gard thehri hai Labo'n per al-atsh hain, batan mein faaqey pinaptey hein
Muhabbat barff jaisee hai yahaan Aur dhoop kay khaitoun mein ugti hai Yahan jab subah aati hai Tou shab kay saarey sapney Raakh kay aik dhair ki soorat mein dhaltey hein Yahan jazboun ki tooti kirchiyaan aankhoon mein chupbhti hain Yahan dil kay lahoo mein Apne Laikh'on ko dabo ker ham Sunehray khwaab buntey hein Phir unn khwaaboun mein jeetay hein Inhi khwaaboun pey martey hein
Dareedah rooh koo lafzoon sey seena goo nahin mumkin Magar phir bhi December Ab KaY AaOoO Tu Tum uss shehr-e-tamanna ki khabar laana.....!!!
Age: 125
7115 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Mujhay Iss Zindgani Se Koi Shikwa Nahi Lekin Zara Si Be Sakooni Hay Na Janay Kiun Mery Dil Mein Ajab Ik Khauf Rehta Hay Mujhay Mehsoos Hota Hay k Mery Dil k Darwazey Pe Teri Yaad Ki Dastak Mein Vo Shiddat Nahi Baqi Bohat Si Khas Baatein Hain Jo Mujh Ko Aam Lagti Hain Mery Dil Mein Unhein Sun Kar Koi Toofan Nahi Uthta Teri Aankhein,Tera Chehra Teri Awaaz Ki RimJhim Sabhi Kuch Khuwab Lagta Hay Mujhay Mehsoos Hota Hay Sunehrii Titliyoon Jaisy Vo Sab Khush Rung Se Sapney Mery Lafzoon k Pholoon Par Bohat Din Se Nahi Baithy Mujhay Mehsoos Hota Hay Samay Ki Tez Lehron Ne Hamary Rait k Kachay Gharonday Torr Dalay Hain Mujhay Un Tez Lehron Se Sunehrii Titlion Jaisy Sabhi Khush Rung Sapnoon Se Koi Shikwa Nahi Lekin Zara Si Be Sakooni Hay Mujhay Mehsoos Hota Hay Tumharay Dil k Darwazey Pe Meri Yaad Ki Dastak Meri Jaan Ab Nahi Hoti Meri Jaan Ab Nahi Hota k Meri Yaad Aye To Tumhari Aankh Bhar Aaye Duaein Mangtey Lamhay Mujhay Tum Bhool Jati Ho Magar Phir b Mujhay Tum Se Koi Shikwa Nahi Lekin Ajab Si Be Sakooni Hay Ajab Ik Khauf Hay Dil Mein Main Tum Ko Bhool Jaon Gii...!!!
Age: 125
7115 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Water Of Life
by Ludie
I am salmon flowing along The turbulent water of life, Going and preparing to fall Into the sea of destiny. Where will the currents of philosophy Lead me? I do not know. Where will the numerous waves of Theory sway me? I cannot say. For obstacles of seaweed and algae Are in my way. Fishy temptations are aiming at me From all directions, from seductive Goldfish to adulterous whales. The tiny particles of truth, I inhale. No, I am not afraid to inhale my own. For I am not alone. For there is One to guide me Through this mysterious water of mortality.
Age: 125
7115 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Life's Winding Roads
by Donnie Winslow
Sometimes we take the long way To places we need to go, We find that it's a winding road, So round and round we go.
We think we find a shortcut; It takes longer than it should. Some turns that we make in our lives Aren't really all that good.
>From here on out I'll take the straight away, No matter the time in which it takes; And hope that God will guide me, And that I make no more mistakes.
Think about the road you take, It may take you out of your way, Do not take the roads I took, In the end, you may have to pay.