Age: 124
6959 days old here
Total Posts: 1010
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
ur age ur education ur aim have u ever been in love? why u choose this nick bornflirt? when u meet a person the first thing that impress u???? ur fav timepass? do u like poetry? a day of ur life very special to u?why?
Age: 124
6959 days old here
Total Posts: 1010
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
im going to steel themmmmmmmmmmm oh no stealing,ok bf will u plsssssssss give me ur passions?????????????plsssssssss plssssssssss plsssssssssss plssssssssssssss
Age: 124
6959 days old here
Total Posts: 1010
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
waaahhhhhhhhhhh kia logic hai,wese ek baat samajh mai nahi aati k ye mard ko 70 hoore milti hai to hum aurato ko kia milega?hosakta hai hume farishte mil jaaye?
Age: 124
6959 days old here
Total Posts: 1010
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
waaahhhhhhhhhhh kia logic hai,wese ek baat samajh mai nahi aati k ye mard ko 70 hoore milti hai to hum aurato ko kia milega?hosakta hai hume farishte mil jaaye?
Age: 124
6959 days old here
Total Posts: 1010
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
mai pagal hoo???????????????????? haa ji aap jese logo ki company mai rah kar to aqalmand insan bhi pagal hojaata hai phir mai to ek mamooli si insaan hoo
Age: 124
6959 days old here
Total Posts: 1010
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
hmmmmm kabhi kabhi mujhe bhi aisa lagta hai k kuch kami hai,par samajh nahi aata k kia? mai jab apni mama se poochti hoo to wo mujhe kahti hai k jao 2 rakaat nafal ada karo khud hi theek hojaaogi,n when i do it i feel amazing shayad hum apni life mai itne kho gaye hai k hum apne ALLAH ko bhool gaye hai or jab hume is baat ka ahsaas hone lagta hai to phir hume kisi cheez ki kami mahsoos hoti hai
Age: 124
6959 days old here
Total Posts: 1010
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
lo maine kab kaha k achi baat hoti hai?????? mai to serf tt se pooch rahi hoo k un ka reaction kia tha???????????tt plssssssss yaar batao na mujhe hasna hai plsssssssssssssssss
Age: 124
6959 days old here
Total Posts: 1010
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
ye to kuch bhi nahi akser to mai bhai k dosto ko itna tang karti hoo kiuk unk misscalls bhi aate hai ,or mai recieve kar leti hoo,actually jab bhi bhai se koi kaam hota hai to wo miss call dete hai,or by chance mai recieve kar leti hoo phir bhai se wo kahte hai yar kia hai tumko jab bhi miss call de to tum recieve karte ho?sara balance khatam kardete ho lakin mujhe sab se zada apne behnoi k miss calls ka intezarr rahta hai
Age: 124
6959 days old here
Total Posts: 1010
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
mere paas to cell hi nahi............. cuz mama kahti hai k tumhe cell ka kia karna hai?agar tumhe bohat zarurat hai to ghar k phone se karo,baaki raha miss calls ka to agar mere behan or mere bhaio k cell per aate hai to mai foran recieve kar leti hoo,or agar bhai ki gf ka ho to wo bechari sharam k maare kah deti hai k sorry wrong number..hehehehehhe,haa agar behan k cell per ho to mujhe pata hai k waha serf mere behnoi karte hai or jab mai recieve karti hoo to apni sis ki awaz mai baat karne ka try karti hooo,maza aata hai