Age: 124
6989 days old here
Total Posts: 1010
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
yeaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa tt par kia kia jasakta hai? ye sab to life ka hisa hai ab dekho aapko us se ziyada achi or wafadar larki mil jaayegi ya mil gayi hogi so ........enjoy life
Age: 124
6989 days old here
Total Posts: 1010
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
kuch bikhre hue khwaab, kuch tooti hui chooria, abhi rut na aayegi wo pyaarki, abhi rut na aayegi iqraar ki, qayamat ka din wo bhool sakte hai kese? jab cheekho bhari har simt kaali raat thi, jhapakaya palko ko jab humne jana, to manzar gaya tha badal mere yara wo hilna zameen ka,jhatakna zameen ka, wo tooti hui chooria teri jana, wo kuch aadhe tohfe,tera mere liye lana, sab kuch to bikhr gaya ab kia pachtana, har aurr hai surkhi,har simt hai lashe wo qayamat khez zalzala
Age: 124
6989 days old here
Total Posts: 1010
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
yaara agar hum isi tara chhoti chhoti baato pe rooth jaaye to jb ka kia hoga? or ek or baat k yaha kisi ko kisi k hone na hone se koi farq nahi parhta to is ka jawab ye hai k aap apne aap ko aisa banao k log aapki qadar kare or mai itne dino se aayi hoo meri nazar se abhi tak aapka koi topic nahi guzra,abhi nazar aaya to maine re bhi kar diya,to isi tara topics dete raho hum bolte rahnge...........
Age: 124
6989 days old here
Total Posts: 1010
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
hmmmmmmmmmmmmm passion singing dancing naat khwaani bangles keep smiling watever situation is, debates poetry colddrinks writting stories books masti sometimes i like to be alone ................................n many more things
Age: 124
6989 days old here
Total Posts: 1010
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
lo ji,aisa aapko kiu lagta hai?aray hume aapki zarurat hai i man im new member(ab to zara purani hogayi hoo)i want to make friends,n i love fresh topics,pls dont leave jb cuz it really need goodpeople,king of jb bhi chale gaye ab ek or....................pls no dear dont go
Age: 124
6989 days old here
Total Posts: 1010
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
mohabbattttttttttttt,mai humesha esi baato ko jhoot samajhti thi,lakin u know wat jab maine asli zindagi mai iska matlab jana to maine apne aap ko completely change kar liya,such to ye hai mohabbat naam hai rab ka,shiro bhi us pe hoti hai khatam bhi us pe hoti hai
Age: 124
6989 days old here
Total Posts: 1010
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
sad hona to maine kabhi seekha hi nahi tha sir ji,par kia kare zindagi itni talkh hogayi hai k ab bardasht se bahar hogaya hai ghum,mai humesha se hasne hasane waali larki hoo,lakin mere dil k ander kia hai agar kisi ko pata chal jaaye to wo rone lag jaaye,but man mai strong hona chaahti hoo is liye apne ansoo zabt kar leti hoo or apni rone ko hasi mai badl leti hoo..........kher aap batao apki khushi kaha gayi????????????
Age: 124
6989 days old here
Total Posts: 1010
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Virdan said:
madgirl said:
oye billo na kar esa,u know im in love with u...jaani thori si to lift kara de nahi boloonga,balke mai to direct yahi kahoonga,utha lejaoonga tujhe mai doli mai,dekhti rah jaayengi sakhia tumhariiiiiiiii
oye ranjhna mujhay darr lagta hay tu dagha baaz niklay ga tu baad mein bhag jaaiy aur waisay bhi mairay bhai baray ghussay walay hain tumhain marein gay na tum aisa na kiya karo
mujhay darr rehta hay tumhain jotay na par jaain waisay yeh jo dosray mairay peecha paray huway hain mujhay n ka laj karna he paray ga ab Billo jaisi masoom aur haseen bachi itni aam to nahee hay na sab k liyay
oyeeeeeeeeeee darne ki zarurat nahi hai mai hoo na mana k tujhe dil doonga mai magar apni jaan doonga mai
Age: 124
6989 days old here
Total Posts: 1010
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
hi janaubaba i love u cuz aap ne itni achi site banayi jb bhaii tell me, ur location, ur education, ur aim in life, ur fav jbians ur fav song ur age n what was the reason behind making this site?
Age: 124
6989 days old here
Total Posts: 1010
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
aaj kuch girne ki awaz aayi, dekha to kirchia bikhri pari thi, aray ye kia hua? mere ander se ek awaz aayi , ye dil toota tmhara, dard kiu itna horaha haimujhe aakhir, dil hi to toota, koi zevar to nahi, par phir kiu aankho se paani baras raha hai, shayad ye mere dard ka ahsaas hai, nikalne do is bebaak samandar ko, bahne do is pur shor beher ko, tumhari yaad aati hai har pal mujh ko, dil to tora tumne mujh se naata to na toro
Age: 124
6989 days old here
Total Posts: 1010
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
yaaaaaaaaaaaaa mujhe apna village bohat yaad aaraha hai specially apne gaoo ka tubewell or jab waha barish hoti thi.............aaj kal waha -7 degree hai orr snowfall horaha hai
Age: 124
6989 days old here
Total Posts: 1010
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
ohooooooooooo ayesha,wo dosti hi kia jis mai nok jhok or jhagre na ho,par iska matlab ye thori k hum kisi se naata tor de,nata to dushman se bhi qayim rakhna parta hai n he is ur friend or ek or baat,rohail ne apni confession kar li jo k bohat kam log karte hai,hume usko incourage karna chaahiye naa