doc.sam thank u very much for such a long,detailed and very well written reply.honestly i was least expecting it from u
ikhtilaf obviously as i said earlier,poori kitab ya rasool ki sari taalimat se to nahin he.na hi ehkamat per he.bas kuch issues hain jin per hum kuch differently sochte hain.
and as u put it very beautifully,our internal alrm system tells us if we have crossed the limits,aur ALLAH ka shukar he k hum logon ko abhi apne musalman hone per koi shuba nahin.
is topic ko stsrt kerne ka maqsad ye tha k aik alim sahib ne farmaya,hum logon ki sari batain sun'ay k baad
k ap ka imaan sakht khatre main he.
toba karo
english literature perhna chor do
apne firqa k ilava doosron ki books na parho
ager ap kisi bhi muamle main ikhtilafi view rakhte hain to ap kharij az islam hain
hum logon ne kaha
abay o,##!%$#&* MULLA
ap ne hamari baton ka to jawab dia nahin aur kufar ka fatwa laga dia.
farmaya,ye sab shaitani waswase hain
jin baton per ikhtilaf he,un per sirf hamain hi nahin aur bohat son ko bhi ikhtilaf he.but i wont go into details here...
aik bat aur,kafi aalimon se aur kafi ache aalimon se rujoo kerne k baad hi ap logon ko zehmat di he.
sab k views ya to us
mulla jaise thay ya phir apas main bhi nahin milte.
i am beginning to see the issue more clearly now but still need some more guidance and info.
s.d,badal bhai kahan ho