Age: 125
7064 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
Assalam O Alaikum Buhat lajawaab column aik aisa saniha jo apnay peechay lakhon sawaal chor gaya yaa I think badhaali aur kehet us wakt shoru hua Jis wakt Bajaur Waziristan main fajar kay wakt aik deeni madrassay pe Operation kiya gaya Bas Allah swt say Dua hain kay woh hamari tauba kabool farmaye aur hamain sirat e Mustakeem pe chalnay ki taufeek ata farmaye Look at My signature Yeh lal Masjid ki deewar hain after operation *Mujhay dost chor day sab,koi meherbaan na poochay Mujhay Mera Rabb hi kaafi,Mujhay Kul jahan na poochay
Age: 125
7064 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
Thanks alot Dear Sister...!
Zindagi tho hain amal sabr k kaabo main nahi Nabz ka garm lahoo,thanday se aansoo main nahi
Urnay khulnay main hay khushboo khum e gaisoo main nahi jannat ik aur hain jo mard kay pehloo main nahi uski azaad rawish per hi machalna hain Tujhay Jis main jalta hoon usi aag main jalna hain Tujhay Uth meri jaan meray sath hi chalna hain Tujhay
Age: 125
7064 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
Rapunzel said:
sun_shine said:
Rapunzel said:
aik masla aur itne tabsary akhir kion Rehan M Din is masle k kion nhi shuljate Fragi apni posts kion nhi barhate Sk hazri kion nhi lagate Dekhein mere Mutabiq aj raat
Age: 125
7064 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
sun_shine said:
Change kar saktay hain per shayad is society main hum apni soch change kar na paye Kyunki it will not work...!
SS society bi hum loog hi banate hain aik example k toor pe lal majid ko yahan lo unhon ne Islam pe chalna tha chal dye yahan tak k wo Laut k Allah k gahr pohanch gye Imam Dheeri hain wazeristan side pe unhon ne Aman moaida Lal Masjid ki wajah se toora wahan bi wo loog Cd's ki shops jalate the but sab loog chanda collect kar k us shopkeeper ko dosra biz kara dete hain wahan bi tu loogon ne is baat ko appreciate kya na?? Baat sirf ye hai k mujh samait sab loog tabdeeli se ghabrate hain hamaien apne ap se khoof hai na k dunya se
Assalam O Alaikum Yaa Right Dear Friend...! hum change say is liye khauff zada hain kyunki us change kay haami sirf hum hongay shayad 2 ya 4 log aisay ho jo is change ko appreciate karay per baki log tho iski mukhalfat karaingay. So possitive change lana zaroori hain chahay log isay pasand karay ya na karay and InshAllah society main change zaroor aayega buhat jald...!
Age: 125
7064 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
Factors.... woh tho us person ki nature pe depend karta hain jinkay maum ka dil hain like kabhi agar koi un se apni baat manwanay k liye roye tho woh Dil pighal sakta hain yaa phir jazbaat main aakar unka dil pighal jata hain aur woh shayad ghalat faisla kar letay hain Many other reasons May be...!
Age: 125
7064 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
Rapunzel said:
aik masla aur itne tabsary akhir kion Rehan M Din is masle k kion nhi shuljate Fragi apni posts kion nhi barhate Sk hazri kion nhi lagate Dekhein mere Mutabiq aj raat
Age: 125
7064 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
Sab apnay mufaad ki jung main is liye musroof hain kyunki yahan koi kisi ki care karnay wala nahi so isi liye har kisi ko apni personal life say matlab hain Achi job,khushaal family bas...!
Age: 125
7064 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
Yaa you are right Sir Taraaki ki shart hi emaandaari hain suppose i am a student agar hum apni tawaju apni manzil pe rakhay aur poori honesty say kaam karay tho I Think is say yakeenan hamain aur mulk sabko faida hoga...!
Age: 125
7064 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
May be But i think woh log buhat nadaan hain Is world main jeenay kay liye pathar ka dil chahiye yahan maum ki koi keemat nahi yahan aapkay jazbaat koi maani nahi rakhtay
Age: 125
7064 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
Ya thats right yaa bilfarz agar week main 3 public holidays di jaye aur har citizen apna kaam poori honesty say karay tho I Think Mulk kaafi taraki kar sakta hain...!
Age: 125
7064 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
To be honest aaj kay zamanay main kisi ka maum ka dil hota hi nahi bilfarz agar ho bhi tho aik baar agar pighal jaye tho phir woh pathar ka ban jata hain