Age: 124
7010 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
Assalam O Alaikum Right Aap Pakistan main job kartay hain? may be ho sakta hain Per I dont think so kay aik person jhuggi main rahayga jabkay unkay paas kafi paisa ho yaa yeh Normal baat hain k buhat log jo ameer hotay hain woh kisi aam Middle class area main rehtay hain May be woh Cars un k malik ki ho....!
Age: 124
7010 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
Yaa very Right Dear friend hamain isi mitti main chalay jana hain per yeh masail isi tarah rahaingay yaa sahi kaha aap nay Khamoshi sab say bari daleel hain per In soye huay logo ko Ab kon jaga saktay hain. May Allah swt Help the Muslim Ummah...!
Age: 124
7010 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
rapunzel said:
sun_shine said:
Assalam O Alaikum Really true Wakai hum apni zubaan ko bholtay ja rahay hain To be Honest agar Hum Afghanistan main Wahan pe rehnay walay pathano say Pashto main baat karna shoru kardey Tho I think kisi ko bhi hamari baat samajh nahi ayegi Kyunki Hum pashto main Urdu k buhat words use kartay hain.
Waalaikum Assalam afghani zuban pashtu se zara mukhtlif hai Ss?? yahan tu jahan bi jayo jab tak Bhai "Eng" k 4 lafz na bolein jayein tasali hi nhi milti
Afghanistan main kaee zubanay boli jati hain Like Farsi,Pashto,Dari etc I mean hamari pashto aur Peshawari pashto main kafi fark hain. yaa Agar kisi ko Urdu nahi aati tho khair hain per Agar English nahi aati tho they say Inhon nay tho kuch parha hi nahi.
Age: 124
7010 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
yaa pehlay wakt main Pagal logo ki tadad kam thi so unhain Pagal Khanay main Rakha jaata Aaj kal Pagal Logo ki tadad kaafi barh gaee hain so ab Pagal logo ko khula chor kar Achay bhalay logo ko Pagal Khano main dal diya jata hain lolz....!
Age: 124
7010 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
Oh aisa Nahi hain waisay aik wakt main yaa tho Sirf hum pagal khanay main ho saktay hain ya phir baaki log Kyunki Hamaray saath reh kar achay bhalay log bhi pagal ho jatay hain lolz
Age: 124
7010 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
Helmand aik Province hain Afghanistan ka wahan k log farsi boltay hain. I think Apko aik baar Afghanistan k farsi bolnay walay logo kay Areas main jana chahiye Afghanistan main farsi bolnay walay Ghareeb log hain wahan K Pathan ameer hain. Waisay yeh farsi bolnay walay log jahan bhi hotay hain Buhat safai pasand hain Ap yahan Balochistan main aa kar dekhain Inkay Area buhat saaf hotay hain like MariaAbad Quetta main Buhat saaf jaga hain. Farsi bolnay walay Log yaani kabuli people kabuli Log Taliban k wakt main pakistan aa gaye thay Inkay paas kuch bhi nahi tha Abhi jab wahan 2002 main halaat theek huay tho woh wapis Afghanistan chalay gaye Normally yeh Ghareeb log hain Abhi buhat log NGO's yaa Americans k saath kam kartay hain unko thora ziyada money milta hain Laikin ziyada tar Log ghareeb hain.
Age: 124
7010 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
Assalam O Alaikum jazakAllah Khair...
Sahih Bukhari Volume 7, Book 69, Number 492a: Narrated 'Aisha:
Allah's Apostle was asked about Al-Bit a liquor prepared from honey which the Yemenites used to drink. Allah's Apostle said, "All drinks that intoxicate are unlawful (to drink)."
Age: 124
7010 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
Assalam O Alaikum JazakAllah khair for Sharing it with All of us Normally log Azaan k dauraan baaton main Masroof hotay hain May Allah swt Guide All of Us to The Right Path Ameen....!